Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad aaya

    is baat se yaad aya ye mein ne kab kaha :)....mera kehne ka maqsad ye thaa keh jab ladke sha,oor ko pahunchte hain tu phir bache nahin rehte....samjheyy ab hmmm

    Comment


    • Re: Yaad aaya

      main to aap ki baat pehley hi samajh geya tha bas aisey hi staa raha tha, waisey sha'oor ko paa lena aasan hai?
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Yaad aaya

        hmmm mushkil bhi hai aur asan is liye keh tarbiyat ke marahil insan ko sha,oor ki manzil tak ba,asani pahuncha detey hain ..mager tarbiyat ager achey hathon mein ho rahi ho tau..........

        Comment


        • Re: Yaad aaya

          tarbiyat peh ham log bohat zor detey hain, yeh bhi dekhney mein aata hai keh tarbiyyat achhi bhi ho to aulad faiz nahin paa sakti. Kya aisa to nahin keh faiz bhi usi ko milta hai jissey ooper wala dey??
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Yaad aaya

            hmmm kafi behes talab nuqta hai...jab ba sha,oor insab muashrey ka hissa banta hai tu woh Apni Aql o sha,oor ko balae taq rakh deta hai is liye nuqsan uthata hai phir is muamle mein tarbiyat ka koi qasoor nahin hota khud insan ki apni gharz hoti hai..jo oser Aql o sha,oor se dor le jati hai..

            Comment


            • Re: Yaad aaya

              chalein is nuqta par aik mufassal mazmoon kabhi likhein gey - kuchh khalish ho rahi hai zehan mein keh is par search ki jaey aur likha jaey...
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Yaad aaya

                ji han kafi behes talab mausu rahe gaa

                Comment


                • Re: Yaad aaya

                  aap bhi shirkat kijiye ga - aap ki shirkat achhi hoti hai :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Yaad aaya

                    ji bilkul ...:)

                    Comment


                    • Re: Yaad aaya

                      hamein achha likhney walon key samney lana chahiye unko encourage karna chahiye isi tarha ham behtar mahol pedah kar saktey hain, na siraf Pegham par balkey apni community mein, apney moashrey mein bhi
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Yaad aaya

                        ji han bilkul sahi kaha aap ne...

                        Comment


                        • Re: Yaad aaya

                          aap ney kab likhna shuru karna hai?
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Yaad aaya

                            bahut juld .....:)

                            Comment


                            • Re: Yaad aaya

                              I'll be looking forward with a huge interest :) - inshaAllah aap ki soch bohat achhi ho gi :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Yaad aaya

                                inshaAllah........mein ab jaon gi khuda hafiz

                                Comment

                                Working...
                                X