Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Yaad Aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Yaad aaya

    lunch se yaad aya keh mein salad khati hoon lunch mein

    Comment


    • Re: Yaad aaya

      lunch sey mujhey bhi yaad aaya keh main lunch mein gajrein khata hoon bassss :D
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Yaad aaya

        khargosh:)
        kajer se yaad aya keh kjer ka halwa bahut mazedar hota hai

        Comment


        • Re: Yaad aaya

          khargosh to aap kah sakti hai, kyun keh gajar bohat pasand hain

          mazedar sey yaad aay ammi key haath ka khana hamesha mazedar hot ahai
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Yaad aaya

            Ammi ke hath se yaad aya keh mein abhi tak ammi ke hath se khana khati hoon...

            Comment


            • Re: Yaad aaya

              aap ki is baat sey yaad aaya aap badi kab hongi :p :p :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Yaad aaya

                bari se yaad aya ammi ke liye sada choti rahon gi

                Comment


                • Re: Yaad aaya

                  ammi sey yaad aaya yeh ammiyaan kitni azeem hoti hai, bohat kuchh bardasht kar jati hai magar uff tak nahin kartin...
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Yaad aaya

                    bardast se yaad aya AUrat naam hi bardast ka hai

                    Comment


                    • Re: Yaad aaya

                      aurat sey yaad aai apni aik nazam jo aurat ko khiraj-e-tehseen hai:

                      Surrayya ka husan hai musht-e-khaak zer-e-paa musilma
                      nahin hai nek seerat aurat sey jannat door
                      ishq-e-azmat-e-tahira hai ik aisi maey Masood
                      jis key saroor mein hai tark-e-pindaar-e-duniya-o-qasoor
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Yaad aaya

                        bahut khoob........
                        seerat se yaad aya keh yeh kitni bari khubi hoti hai kisi bhi shakhs ki....

                        Comment


                        • Re: Yaad aaya

                          khoobi sey yaad aaya keh har insaan mein koi na koi khoobi hoti hai, bas ussey saheeh mahol milna chahiye.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Yaad aaya

                            mahaul se yaad ayaa k yahaan KA MAHAUL Mujhe pasand aya

                            Comment


                            • Re: Yaad aaya

                              pasand aaya sey yaad aaya keh Allah Tala hamarey haal peh reham farmaein aur ham sab ko aik doosrey mein khushiyaa baantney ki tofeeq ata farmein (aameeeeeen)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Yaad aaya

                                taufeeq pe yaad ayaa ke taufeeq to larkoN ka naam bhi hita hay

                                Comment

                                Working...
                                X