Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

....Aik kahani bari poorani....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: ....Aik kahani bari poorani....

    khoof say dil band hony kareeb ho giya..aik to andhere raat uper sy aisa nazara...dil chah raha tha ky..

    Comment


    • #77
      Re: ....Aik kahani bari poorani....

      Originally posted by aik_lerki
      khoof say dil band hony kareeb ho giya..aik to andhere raat uper sy aisa nazara...dil chah raha tha ky..
      light on karoon
      jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
      yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

      Comment


      • #78
        Re: ....Aik kahani bari poorani....

        mager vaha light kaha the kise ky pass..ager hote to kab ke onn ker chuky hoty ..mager light kia kise ky pas torch bhe nahe tha ..phir

        Comment


        • #79
          Re: ....Aik kahani bari poorani....

          Originally posted by aik_lerki
          mager vaha light kaha the kise ky pass
          mere paas
          Last edited by zahid; 11 May 2005, 15:43.
          jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
          yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

          Comment


          • #80
            Re: ....Aik kahani bari poorani....

            aap ky pas kia? :p

            mager vaha light kaha the kise ky pass..ager hote to kab ke onn ker chuky hoty ..mager light kia kise ky pas torch bhe nahe tha ..phir

            Comment


            • #81
              Re: ....Aik kahani bari poorani....

              phir kiya thaa bas ab andhera thaa aur wo koi rashta sujhai na deya keh ab kiya keren keh achanak umeed ki kiran nazer aai tu....................

              Comment


              • #82
                Re: ....Aik kahani bari poorani....

                Karachi Electricity walon ko phone kiya aur Karachi Electricity walon ney apna aik amla bhaijney ka wada kiya jo wahan par roshiyaan karey ga, kyun keh roshniyon ka shehar Karachi hai na :p
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #83
                  Re: ....Aik kahani bari poorani....

                  khair phone kerne ke 2 ghantey baad bhi koi na aya yahan tak keh light khud hi aa gai lakin aik dam.............

                  Comment


                  • #84
                    Re: ....Aik kahani bari poorani....

                    aik dam phir chale gae..uff phir to sab ko bohat sara gussa aaya..
                    aur sab bohat parshaan bhe ho ga'ay ..phir unho ny dobara sy Karachi Electricity valo ko phone kia aur ..

                    Comment


                    • #85
                      Re: ....Aik kahani bari poorani....

                      aur phonea kerne per pata chala light tu 24 hrs tak nahin aae gi ye sun ker sab ki chekhen nikal gain.............

                      Comment


                      • #86
                        Re: ....Aik kahani bari poorani....

                        .... magar phir sab yakdam sey simat kar baith gaey aur gupein laganey lagey. Kisi ney aik laaltain jala li aur aik khoobsurat sa mahol qaeem ho geya. Sab gupein lgaa rahey they achanak darwazey par zor zor sey dastak hui .....
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #87
                          Re: ....Aik kahani bari poorani....

                          darwaza khola tu dekha keh un ki muhalle ki 2 4 dosten aur aa gai bas phir kiya thaa sab chaath per chalin gain chand ki chandni mein ankh micholi khelne ka irada kiya mager chor kaun banta is per bahes cher gai..........

                          Comment


                          • #88
                            Re: ....Aik kahani bari poorani....

                            .... behas khatam na hui to unmein aik zaheen :D larki uthi aur boli keh ham toss kar letey hain. Doosri larkiyaan sar pakar kar baith gaein ge yeh ham ney pehley kyun na socha :tauba. Khair chor ya chorni ka faesla huwa, phir.........
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #89
                              Re: ....Aik kahani bari poorani....

                              phir chor ki Ankhon per patti bandi gai aur sab dor dor ho gain keh humen pakro bechari chor uder lapakti keh pechey se awaz aati hum yahan hain akhir kar aik larki pakri gai phir wohi silsila chala adhey ghante tak ye khel jari raha keh achanak.............

                              Comment


                              • #90
                                Re: ....Aik kahani bari poorani....

                                .... achanak tmaam ki tmaam larkiyaan dam-pukht ho kar rah gaein. Aik larki jo chor bani thi aur dhoond rahi thi, us ka chhat par sey paoun larrka aur woh dhraam sey neechey gir paree.....
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X