Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

....Aik kahani bari poorani....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ....Aik kahani bari poorani....

    gharoor nahi tha :D

    woh humesha apni ammi say kehti kay ..............
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #62
      Re: ....Aik kahani bari poorani....

      ky ammi humko hamesha ghareebo ki madad kerne chahiyay aur un kay sukh duhk ma kaam aana chahiyay mager raja jo tha vo bohat zaalim tha

      Comment


      • #63
        Re: ....Aik kahani bari poorani....

        uska to ye haal tha keh agar darwaze pe koee faqeer sadaa lagata, ti usko Daant ke bhaga deta--------

        Comment


        • #64
          Re: ....Aik kahani bari poorani....

          aur na he kise ky kaam ata tha kabhe..mager us ki bete bohat zada he rahadil the...aik dafa aisa hoa k..

          Comment


          • #65
            Re: ....Aik kahani bari poorani....

            keh wo akela kahin jaa raha thaa keh achanak charon taraf se shor ki awazen anen lagin un se gadi ko roka kiya dekhta hai keh......

            Comment


            • #66
              Re: ....Aik kahani bari poorani....

              ....charon taraf sey dakoo aa jatey hain aur gadi ko rok letey hain. Talaashi letey hain to uskey paas sey kuchh nahin nikalta. Lekin aik baat hai, woh batooni bohat hai, dakooun sey khofzadah honey ki bjaey unsey woh batein ki, woh batein ki, woh batein ....... keh dakoon chakraa gaey :p :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #67
                Re: ....Aik kahani bari poorani....

                dakoo tang aa ker kehtey hain jao jao baba muaf kero jan choro humari per apna naam tu das do tu burha kehta hai mera naam masood hai.....aur gher ki janib chal para.......

                Comment


                • #68
                  Re: ....Aik kahani bari poorani....

                  Lekin dar'haqeeat woh Masood nahin tha, woh to koi FARISHTA tha jo insaani roop mein aaya huwa tha keh dekhey duniya mein insaan insaan ko kaisey kaisey loot'tey hain.....
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #69
                    Re: ....Aik kahani bari poorani....

                    han mager farishtey ko juldi bahut thii isi liye masood naam bata diya jabhi tu dakoo heran they keh farishta aur masood...........khair farishte ko kafi mayosi hoi keh dunya mein tu har shakhs hi lutera hai lakin achanak.........

                    Comment


                    • #70
                      Re: ....Aik kahani bari poorani....

                      achanak uski nazar aik masoom si, nafees libaas mein malboos, saadgi mein labrez aurat par pari jo mushkilaat mein ghirrey huwey aik ghareeb ki faryaad par haathon key kangan utaar kar ussey dey rahi thi, yeh dekh kar farishta bohat khush huwa, keh......
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #71
                        Re: ....Aik kahani bari poorani....

                        Dunya ma aise looog bhe mojood hain jo dosro ky dard ko apna samajhty hain aur zarorat mando ki madad kerty hain itny rahamdil hooty hain..
                        to phir farishty nay soocha kay ..

                        Comment


                        • #72
                          Re: ....Aik kahani bari poorani....

                          main samandar ki sair ko chala jata houn kayoukay abhi main borr hoo raha houn...... :p
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #73
                            Re: ....Aik kahani bari poorani....

                            abhi samundar se do meel hi duur reh gaey thay keh achanak bada, bijlii ki ghan garaj, aur dekhte dekhte aasmaan par raat ka samaaN ho gaya, bas phir kya tha--------

                            Comment


                            • #74
                              Re: ....Aik kahani bari poorani....

                              keh chand apni raushni phela deta hai nazara mazeed haseen ho jata hai aisey mein aik dam se..........

                              Comment


                              • #75
                                Re: ....Aik kahani bari poorani....

                                bas ekdam samandur ki maujeN aasmaan se bateN karne lageeN.jese abhi chaand ki aaGhosh meiN ja chupeNgii.idhar hamara ye haal keh----

                                Comment

                                Working...
                                X