Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sawaal Peh Sawaal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Sawaal Peh Sawaal

    Ho sakta hai. Kaee emaal hai jo sochey bghair kiyey jatey hain, zameer jutlata zaroor hai, magar kar diyey jatey hain. Phir jab soch aaey to kya faedah?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Sawaal Peh Sawaal

      Agar Amal kuch ghalt ho ga to baad mey "soch" ka faedah ye ho ga key ainda Aeyhteyaat berti jaye gi

      Is ka matlab hai key Hamarey Amaal per "soch" kafi had tak asar andaaz hoti hai?
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • Re: Sawaal Peh Sawaal

        soch pukhta ho gi to amal achha ho ga. Amal bghair achhi soch, aik gor hai jis mein insaan dafan hota chala jata hai. Jab dafan hogeya to sochney ka waqt kahan?
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Sawaal Peh Sawaal

          theek phir to "soch" doosrey Mai'no mey pachtawa ho ban jaye gi

          jis tarhan her kaam kerney ka aik waqt hota hai isi tarhan sochney ka bhi aik waqt hai

          leykin log phir bhi deyr ker deytey hein?
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • Re: Sawaal Peh Sawaal

            Insaan ka zehan sochon ka aik samunder hai. Jis mein la'tadaad "jaraseem" harkat kartey hain. Har zindagi key ubherney ka apna waqt hota hai. Isi liye kuchh sochon per abhi, kuchh per baad mein, kuch per bohat hi baad mein ghaur-o-ghoz karna chahiye. Kuchh kamon mein deyr karni chahiye kuchh mein nahin.
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Sawaal Peh Sawaal

              Kya ho rha hai yar yahan professor sahib ka lecture khatam hua ke nai ?
              Allah

              Comment


              • Re: Sawaal Peh Sawaal

                konse prof sahab?

                Comment


                • Re: Sawaal Peh Sawaal

                  kaha hain prf sahab?

                  Comment


                  • Re: Sawaal Peh Sawaal

                    Maqsoode kahan ho tum yar?
                    Allah

                    Comment


                    • Re: Sawaal Peh Sawaal

                      AOA,


                      Kin ko bola rahye hain aap?:cc:


                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment


                      • Re: Sawaal Peh Sawaal

                        Maqsoode ko nai jante ho tum?
                        Allah

                        Comment


                        • Re: Sawaal Peh Sawaal

                          kis say pooch rahy hain aap?

                          Comment


                          • Re: Sawaal Peh Sawaal

                            yahan KYA ho raha hai? (thanedar ki tarha poochhtey huwey :D)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Sawaal Peh Sawaal

                              Maqsooda kahan hai use pesha kya jaye....(SHO ki tarah poochety hoe)
                              Allah

                              Comment


                              • Re: Sawaal Peh Sawaal

                                Originally posted by YAARAM
                                Maqsooda kahan hai use pesha kya jaye....(SHO ki tarah poochety hoe)
                                maqsooda?? :cc: kia ye koi naei member aei hen? :zuban:

                                Comment

                                Working...
                                X