Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sawaal Peh Sawaal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Sawaal Peh Sawaal

    Originally posted by sufyan_khan
    aap ko kiya lag raha hay?
    aapko lerny k ilawa kuch aur ata ha

    Comment


    • Re: Sawaal Peh Sawaal

      :eek:
      mai kab ler raha hon?:hathora

      Comment


      • Re: Sawaal Peh Sawaal

        Originally posted by sufyan_khan
        aap ko kiya lag raha hay?

        AOA,

        Jo aap soch rahye hain aap kia soch rahye hain?


        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • Re: Sawaal Peh Sawaal

          aap un ko choren apna btaen ke akher aap kia soch rahe hen?

          Comment


          • Re: Sawaal Peh Sawaal

            AOA,

            Ye baat to achi hai lakin socha kia hai?


            Sohail Abbasi.
            Apna haq ada karo.

            Comment


            • Re: Sawaal Peh Sawaal

              soch soch kar kya hota hai?
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Sawaal Peh Sawaal

                lekin ager ham sochen bhi na to or kia karen?

                Comment


                • Re: Sawaal Peh Sawaal

                  kia sochny ky ilawa aur kaam nahe hoty?

                  Comment


                  • Re: Sawaal Peh Sawaal

                    aap ko to sochna aata ha kiya ?:p

                    Comment


                    • Re: Sawaal Peh Sawaal

                      yeh to sufiyan hi btaa saktey hain keh unhein sochna aata hai keh nahin?
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Sawaal Peh Sawaal

                        aap kya kehtey hein sochney key baarey mey ..inssaan ko sochna chahiye ya nahi?
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • Re: Sawaal Peh Sawaal

                          Soch insaan ki mairaaj hai. Apni sochon sey insaan ufaq ko chhu leta hai, naee naee duniya explore karta hai, naee naee rahein nikalta hai. Magar yehi soch hai agar muntashir ho gi to insaan ko tabah kar dey gi. To yun kehna baja nahin ho ga keh FOCUS rehna chahiye apni manzil per?
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Sawaal Peh Sawaal

                            Aur agar jo sochein apni marzi sey manzil ka tay'un kerna chahti hon?
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • Re: Sawaal Peh Sawaal

                              Agar to aap ko apni sochon per kamil yaqin hai keh yehi aap ki manzil hai, to doosri ko soch zehan mein laaey bghair ussey ki taraf bharna shuru kijiye. Rabb sey raastey mein kamyabi ki dua kijiye aur apney aap ko apni manzil key tayyun karney per hi FOCUS rakhei (remember this word FOCUS). Issey bhool kar kuch hasil ho ga?
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: Sawaal Peh Sawaal

                                Nahi,
                                soch(damagh) dil aur Amal mey aik gehra link hai, kya koi Amal baghair soch key ho sakta hai?
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X