Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah

    bachon ki baten kitni piyari hoti he na.

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah

      AOA,

      Sach kaha hai aap nain:thmbup:


      Sohail Abbasi.
      Apna haq ada karo.

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah

        sach bolne ke faede zeada hote hen.

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah

          Sachchaai kabhi mit'ti nahi hay.
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah

            Sachayi aik din samne aa hi jati hay
            Allah

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah

              AOA,

              Haq aur sach he kahna chaye:)


              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah

                haan sach main he bhalae hai aur kamyabi hai

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah

                  mustaqil mizaj akher kamyabi hasil kar leta he.

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah

                    Jazba aur niyat saaf ho to:insha: kaamyabi qadam choomti hay.
                    :roseENIGMA:rose

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah

                      AOA,

                      Sabar Aur shukar karna chaye :)


                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah

                        jee yakeenana her baat per saber aur shuker kerna chaiye:)

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah

                          Originally posted by najma
                          JUMLE SE JUMLA

                          sathiyo!

                          aadaab

                          aaiye! ek game kheleN. game kuch yuuN hay keh ham ek jumla kaheNgay.uska koee bhi ek lafz lekar agla jumla bhi pehlejumle ki munasibat se kaha jaey
                          jese keh

                          pehla jumla=aaj dhppo meiN bohat shiddat hay

                          doosra bhi isi ki munasibat se ho
                          jese

                          =dhoop se darja-e-hararat bohat baRh jata hay

                          teesra jumla bhi isi tarah

                          =darja-e-hararat baRh jaey to bohat pyaas lagtti hay


                          ab ye silsila aap agay baRhaaiyye

                          May zara Games kay rules read karlooN... wait plz
                          Last edited by Enigmatic; 14 November 2005, 22:40.

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah

                            Enigmatic aap Rules read kar k mujhay bhi Rules bataiye ga k nahi? :cc:
                            :roseENIGMA:rose

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah

                              AOA,

                              Aap khud kion nain parrte ji:cc:


                              Sohail Abbasi.
                              Apna haq ada karo.

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah

                                W.salaam
                                Mujhay likhna parhna kahaan aata hay? :lol
                                :roseENIGMA:rose

                                Comment

                                Working...
                                X