Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

    Assalamalikum

    aap logoo kay khayal main Mobile ka istamal aaj kaay zamnay main buhat zarori hoo gia hai ...aap ko apnay roozmarra kay kamoun key yeh zarori chaye hota hai ? ya is ki itni zarorat nahi jitna yeh fashion ban chuka hai ?

    :)
    20
    Zarorat
    70.00%
    14
    Fashion
    30.00%
    6
    Pata nahi
    0.00%
    0
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

    akser ke liye zaroorat hai........ jasy mery liye.......
    and akser ke liye.......... "un" sey connection ka wahid zariya.. tu yeh bhi zaroot howa.. lol
    aur kuch ke liye sirf fashion........... jasy ke college boys n girls.....
    ke liye..
    Zaid Hammid on Sawat War..
    A must Watch..

    Comment


    • #3
      Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

      Mobile phone wessay to ye ek zarurat hee hai.... kion k ghar se baaher ho insaan to koi prb ho jaey khuda na khaasta .. late ho jaey ...ya koi kama per jaaey aur aise palce per ho jahan public phone na ho to phir aissay mein museebat mein ghirnay wala shakhs bhi pareshan aur ghar wala alag pareshan ..to ye ek kar aamad cheez hai ...aur zarurat bhi .. ..
      lekin aaj kal to fashion hai bulkey cell phone adicted hain log .....so gals n guz nay to fashion bana rakha hai ise..................
      haan tauseef ki baat se agree kerty hoon k is ki 2 terha se zarurat hoti hai............baaher aanay jaanay mein :) aur unnnnn se baat kernay k lieey bhi :kr:
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

        Originally posted by Aanchal
        Assalamalikum

        aap logoo kay khayal main Mobile ka istamal aaj kaay zamnay main buhat zarori hoo gia hai ...aap ko apnay roozmarra kay kamoun key yeh zarori chaye hota hai ? ya is ki itni zarorat nahi jitna yeh fashion ban chuka hai ?

        :)
        mery leay to mobile zarorat hai, kioN kay jab tak mujhay zarorat mehsoos nahee hoi maiN nay mobile istemal nahee kia, abhi lia hai 2 month pehlay :khi:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #5
          Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

          Mujhay mobile pasand hi nahi ....
          ajeeb jinjhaal hai ...har waqat bajta rehta hai :lol
          is leye main uthai hi nahi :lpop:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

            Asslam_O_Alikum WR WB

            Voted
            Pakistan main to albta Fashion hay aur Buari ki jarh hay ..

            Haan filed work logo ky liya zaroorat hay per jasy me hu .. main apna Cell mostly Off rakhta hu kuo kay Trsnhion ho jati hay ..

            FeaamnAllah
            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


            Comment


            • #7
              Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?






              So ZAROORAT is voted!:lpop:

              thx 4 sharing
              KHUSH RAHIYYE!:wk

              Comment


              • #8
                Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                Originally posted by Eshaa_wellwisher
                Mobile phone wessay to ye ek zarurat hee hai.... kion k ghar se baaher ho insaan to koi prb ho jaey khuda na khaasta .. late ho jaey ...ya koi kama per jaaey aur aise palce per ho jahan public phone na ho to phir aissay mein museebat mein ghirnay wala shakhs bhi pareshan aur ghar wala alag pareshan ..to ye ek kar aamad cheez hai ...aur zarurat bhi .. ..
                lekin aaj kal to fashion hai bulkey cell phone adicted hain log .....so gals n guz nay to fashion bana rakha hai ise..................
                haan tauseef ki baat se agree kerty hoon k is ki 2 terha se zarurat hoti hai............baaher aanay jaanay mein :) aur unnnnn se baat kernay k lieey bhi :kr:
                Nahi Esha aj kal zaroorat bann gaya hai pehle fashion tha
                aj k gals n guyz who r also students.....they actually need it
                coz every1 is bussy in his life.......kuch logon k mom n dad dono jobs kerte hain aise main bachon se in-contact rehna zaroori hoota hai.....

                mere khiyaal mai to ab mobile ka complex kise ko nahi hoota......or complex nahi to zaahir hai phir fashion bhi nahi hai.....
                kuch logon k nazdeek fashion ho ga
                per majority ki zaroorat hai jitna main ne observe kiya:lpop:

                Comment


                • #9
                  Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                  Originally posted by Bheegi-Palkain
                  Asslam_O_Alikum WR WB

                  Voted
                  Pakistan main to albta Fashion hay aur Buari ki jarh hay ..

                  Haan filed work logo ky liya zaroorat hay per jasy me hu .. main apna Cell mostly Off rakhta hu kuo kay Trsnhion ho jati hay ..

                  FeaamnAllah
                  Walikum Assalam!

                  sorry 4 replying u
                  but let me tell u 1 thing

                  Pakistan main bhi INSAAN basstey hain to unko bhi zaroorat hoo sakti hai

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                    Zarorat hay....its not fashion

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                      I'm agree Khalil ji~
                      ~Princess Jazmin~

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                        voted .... zarorat hai :thmbup:
                        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                        :pr:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                          zaroorat hy aur me ko to bohat sakhat zaroorat hy kiuok me k pass hy he naheeeen? :dua
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                            zarorat to hai lekan har koi latest trend kay mobile ko khareedney ki kushish kartay hain ....kay hath main rehay to show shaw bhi rehay :lol
                            poorany style ka mobile aaj kal koi nahi uthatha ..jesay kay poorany hoo jaain to awaaz saaf nahi aye gee :khi: har koi latest trend ki taraf doorta hai,..yeh zheezian fashion kay zamrey main a gain na ?
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                              Originally posted by jazmin
                              I'm agree Khalil ji~
                              Ji Jazmin Jiii

                              Comment

                              Working...
                              X