Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

    mere ko jab mobile mila tha 1st time to tab wo meri zarurat nahi tha,bas gift mila to rakh lia as a fashion,lekin ab to meri zarurat he.har waqt pas rakhti hun zaruri fone ana hota he na me ka:khi:

    Comment

    • #17
      Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

      Assalaam-0-Alaikom:rose

      voted on zururat
      jab tak mujhay zururat nahin thi main nay mobile nahin kharida tha...aur ab bhi sirf zururat kay hi waqt use karti hoon... warna nahin..:)
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #18
        Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

        hum ne tu zid kar ke liya tha...
        dono bhaiyon ke pass tha....
        humare pass nahi tha...
        so le liya..:khi:
        koi khas zarorat nahi thi....:donno:
        phir khu bhi gaya...
        lakeen humare big bro ne apna cell hume de diya..:thmbup:
        aur khud dusra le liya...:phool:

        Comment

        • #19
          Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

          Originally posted by Me Here
          Nahi Esha aj kal zaroorat bann gaya hai pehle fashion tha
          aj k gals n guyz who r also students.....they actually need it
          coz every1 is bussy in his life.......kuch logon k mom n dad dono jobs kerte hain aise main bachon se in-contact rehna zaroori hoota hai.....

          mere khiyaal mai to ab mobile ka complex kise ko nahi hoota......or complex nahi to zaahir hai phir fashion bhi nahi hai.....
          kuch logon k nazdeek fashion ho ga
          per majority ki zaroorat hai jitna main ne observe kiya:lpop:
          ji to yehee to keh rahi hoon main bhi k majority ki zarurat hee hai lekin kuch log hain jinhon nay isey fashion bhi bana rakha hai aur jis k pss cell phone na ho usey yun dekhtay hain jesay khuda na khaasta kia buraeey aa gaeey ho us shakhs mein
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

            Mobiles aaj kal dey dor ki zaroorat number one ban geya hai. Aur mera zaati khiyaal hai keh landline sey mobile ziyada behtar hai. Is liye keh aap issey kahein bhi ley ker jaa saktey hain, kisi bhi situation mein hon fori raabta ho sakta hai. Merey zaati istimaal key liye mobile bohat zaroori hai. Hamarey kaam per siraf mobile phone hi chalta hai landline kab ka khatam ho chuka hai.
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

              Originally posted by Aanchal
              zarorat to hai lekan har koi latest trend kay mobile ko khareedney ki kushish kartay hain ....kay hath main rehay to show shaw bhi rehay :lol
              poorany style ka mobile aaj kal koi nahi uthatha ..jesay kay poorany hoo jaain to awaaz saaf nahi aye gee :khi: har koi latest trend ki taraf doorta hai,..yeh zheezian fashion kay zamrey main a gain na ?

              haan jee yeh zheezaiN fashion kay zamrey main he aaingi :D, choTay bhai kay pas camera wala mobile hai aur me kay pas awami set, so choTay kayleay yeh fashion hai, aur meray leay zarorat :a stick:, waysay sawal to on say karna chaheay jo latest mobile kharidnay main masroof rehtay hain :mm:, kia waqai dosray sets main awaz nahee aati :khi:
              That's Enough...!!

              Comment

              • #22
                Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ

                Yehi aik point hai jo in zheezzon ko JAROORAT sey hata kar fashion mein badal deta hai...
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: Mobile aaj kal kay zamanay ki zarorat ya fashion ?

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ

                  zheezaiN
                  Mere nakal kar rehay hoo
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  Working...
                  X