Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ
    kitni baar hotay hain yeh bhi to batao naa :lol, aur giraftar honay kay baad jail kion nahee jatay, hathkaRiyaaN kioN pehnay rehtay hain :mm:
    :tauba ab main tum jaisey ahmaq (:zuban: ) ko kaisey btaoun keh jo muhabbat mein griftar ho jatey hain unhein hathkarriyon ki zaroorat nahin hoti, unka tan man us aag mein jalta hai jo kisi hathkarri sey kam nahin
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #92
      Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
      ab aaiy na line par :lol, agar shadi say pehlay control nahee hota hai tab bhi no problem, laikin insaan kay bachooN ki tarhaan waldain bhaij kar rishta mangna chaheay ya ....................
      inkar muhabbat kay jazbay say nahee "tareeqa-e-kaar" say hai...!! agar koi pasand hai to just simple os say shadi karo na kay "muhabbat" kartay phiro ....
      Ab yehi karein ge :lol
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #93
        Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

        Originally posted by Masood
        :tauba ab main tum jaisey ahmaq (:zuban: ) ko kaisey btaoun keh jo muhabbat mein griftar ho jatey hain unhein hathkarriyon ki zaroorat nahin hoti, unka tan man us aag mein jalta hai jo kisi hathkarri sey kam nahin
        there is no thrill in this kind of aaag ... :lol
        no chill... no fun... :lpop::khi::lpop:
        Visit My Early PS Work
        You Are Welcome To Comment

        Comment

        • #94
          Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

          Originally posted by Masood
          Woh kya ehsaas tha? Yeh to khud Aadam ko bhi maloom nahin tha. Lekin koi bechaini thi. Us bechaini ko Allah Rab-ul-Izzzat ney jaan liya tha aur usi bechaini ko khatam karney key liye Hawa ki tashkeel hui. Hawa ko dekh ker Aadam ka jo pehla reaction tha woh wohi tha jissey ham tajasus kehtey hain. Woh tajasus istifsaar mein badla to Aadam ko maloom huwa keh unhein jis ki kami thi Hawa woh roop hai. Is

          Aslam-0-Alikum
          yeh sari kahani app ko Hazrat Adam RA ney khod batai hay
          ya Hazoor PBUH ki kisi hadees sey akhaz kia hay

          ager akhaz kia hay to kindly reference key sath deen

          and kindly ambia alehsalam per baat kertay hoey itehat kia kareen
          apni marzi ki baat zabardasti kisi key name key sath specially ambia key name key sath to na lagaya kareen

          un ko bechani thee etc etc
          main ney to kisi hadees main naeen pera
          ager app ney perha hay to reference deen key

          shayeh sitta ki kon si book and kon si hadees number sey app ney akhas ker kay yeh likha hay

          other wise yeh Hazrat Adam per direct tuhmat key braber hay

          kindly khial kia kareen

          thanx
          Last edited by tauruskhan; 16 April 2006, 19:44.
          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

          Comment

          • #95
            Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

            Originally posted by filbahere
            [/center]

            Aap key liye siraf itna arz hai keh aap Qasas-ul-Ambia parhein aap ko bohat sari baton ka khud bakhud andaza ho jaey ga :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #96
              Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

              Originally posted by Masood
              Aap key liye siraf itna arz hai keh aap Qasas-ul-Ambia parhein aap ko bohat sari baton ka khud bakhud andaza ho jaey ga :)
              mind mat keejay ga

              sirf itna bateeya ga

              Qasos ul Ambia

              kia Quran hay Yani Allah ka kalam

              ya hadees hay
              Hazoor PBUH key bianat

              ab koi utt ker kuch likh day , app us ko as it is man lain gay
              yahi to wo kitabeen hay , jo key sirf likhi hi isi leya gai haan
              key muslim Quran and hadees sey dor ho ker
              man gharat kisey kahanion main laga rahey

              app ney ambia ki zindageeon ka hal perna hay Quran perian , hadees perain
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment

              • #97
                Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

                Originally posted by filbahere
                mind mat keejay ga

                sirf itna bateeya ga

                Qasos ul Ambia

                kia Quran hay Yani Allah ka kalam

                ya hadees hay
                Hazoor PBUH key bianat

                ab koi utt ker kuch likh day , app us ko as it is man lain gay
                yahi to wo kitabeen hay , jo key sirf likhi hi isi leya gai haan
                key muslim Quran and hadees sey dor ho ker
                man gharat kisey kahanion main laga rahey

                app ney ambia ki zindageeon ka hal perna hay Quran perian , hadees perain
                Sab sey behtar to bhai yehi hai keh aap Qasus-al-Ambia khareedein ussey parhein, aur dekhein keh us mein Qurani Aayat ka hawala kitna hai. Phir aap un ka ziker kisi Aalam sey kijiye aur unki raaey lijiye....
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #98
                  Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

                  ok you mind it
                  Sorry
                  meri taraf sey behas yaheen khatam , keeon key app reference laney ki jaga
                  gusa kernay lagey haan

                  For all muslim my request is

                  to study Quran and Hadees
                  and is key mokabley main jo bi mangharat book likhi jaeey us per apna kemti wakat zaya na kareen

                  bakion jin ko Quran and Hadees per yakeen naeen hay and Ambia key barey main ulti pulti bateen per key apni dili taskeen kerna chatay haan
                  to wo beshak chayeh Qasoos ul ambia perain ya jo marzi

                  Ager esa kuch hota , jo key upper khani main bian hay , to Quran and Hadees main zaroor milta.

                  thats all from me

                  and end of disscussion from me

                  as i am no one .
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment

                  • #99
                    Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

                    Originally posted by Masood
                    :a stick: meri jaan yahan per baat MABOOD aur ABD ki nahin ho rahi balkey baat aik MARD aur AURAT key ehsaas ki ho rahi hai.

                    Main ney bhi aisa hi parha hai keh kisi bhi tassawwur sey pehley Rab-ul-Aalmeen ney Noor-e-Kainaat-e-Mehboob SAW pedah kiya tha - chalein aap is baat ko bhi ley ljiye. Nabi Kareem SAW ko SHAH-e-LOLAK kaha jata hai, keh Allah Tala farmatey hain keh aey Muhammad SAW agar tumhein bnana maqsood na hota to main kuchh na bnata. Kya yeh muhabbat ki aik misaal nahin????? Yeh Muhabbat hai MABOOD ki apney bandey sey jo muhabbat ki sab sey buland-o-bala darja hai.

                    Is hawaley ko bhi agar bghaur dekha jaey to ham yehi kahein gey is sari kainaat, chand sitarey har rooh ki pedash key peechey muhabbat hi ka jazbah hai. Muhabbat key apney bohat sarey mukhtalif darjey hain. Allah ki muhabbat woh jazbah nahin jo aik mard ki aik aurat key liye hai - lekin muhabbat muhabbat hai jo aik haqeeqat hai.
                    muhabbat aik haqeeqat hay
                    lakin ik mard aur aurat key beech jo hota hay wo mohabat baad main pehlay sirf o sirf ik fitri attraction hay against opposite sex
                    wasey is ko mohabat ka name bi dena mohabat ki toheen hay.

                    mard o aurat wali so called mohabat main sirf o sirf gain ya faida hasil kerney ki tamna hoti hay.
                    jab key reall mohabat main sirf o sirf denay ka jazba hota hay chayeh khod nuksan ho . lakin dusray ka bhala ho

                    lakin mard o aurat wali main kaha to jata hay key yeh begharaz mohabat hay lakin ager wo na milay , to log majno baney pirtay haan .
                    waja , yeh is main bi faiday ka lalach tha

                    key yeh jo best lag raha hay wo sirf o sirf mera ya meri ho jaey etc etc
                    ager wo kisi aur ka / ki ho jaey to gham main nadhal ho jatey haan jesay jang har jaeey

                    etc etc

                    and yeh sirf o sirf faiday key liya ki jati hay and faida you know opposite gender appeal .

                    yahi waja hay key her jaga yeh hota hay key , aj yeh to kal wo. etc etc
                    and her koi her dafa kahey ga yahi meri pehli and akhri mohabat hay
                    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                    Comment

                    • Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                      mujhay upset loog bohot buray lagtay hain :fuming:, isleay upset na howa karo , imtehan..:tasali:, Allah aap ko zindgee kay har imtehan main kamiyab karay...Ameen
                      :tauba :tauba ok bhai.......me buhaat khush ab thiik hai?:kr:
                      Buhat Shukerya.......:)
                      me ko ap sab ki DUAON ki zaroorat hai
                      n again i say carry on.........i'll b soon among u :insha:

                      Comment

                      • Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

                        Originally posted by Masood
                        :a stick: meri jaan yahan per baat MABOOD aur ABD ki nahin ho rahi balkey baat aik MARD aur AURAT key ehsaas ki ho rahi hai.
                        o paa jee yahaan sirf "ehsaas" ki baat horhee hai :a stick::tomato:, mard o aurat ki tafreeq aap nay khud paida ki hai :zuban:
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

                          Originally posted by filbahere
                          [/center]
                          Aslam-0-Alikum
                          yeh sari kahani app ko Hazrat Adam RA ney khod batai hay
                          ya Hazoor PBUH ki kisi hadees sey akhaz kia hay

                          ager akhaz kia hay to kindly reference key sath deen
                          agar yeh reference kay sath bhi hota to kia aap isay qabool karlaytay ???
                          bohut si aisi batain hain jo reference kay honay par bhi hum qabool nahee kar patay ...!!
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

                            Originally posted by Me Here
                            me ko ap sab ki DUAON ki zaroorat hai
                            agar duaooN kay sath "naqal" ki zarorat ho to masood say rabta karlayna :lol
                            That's Enough...!!

                            Comment

                            • Re: Piyar, Ishq aur Muhabbat ...!!

                              Originally posted by filbahere
                              ok you mind it
                              Sorry
                              meri taraf sey behas yaheen khatam , keeon key app reference laney ki jaga
                              gusa kernay lagey haan

                              For all muslim my request is

                              to study Quran and Hadees
                              and is key mokabley main jo bi mangharat book likhi jaeey us per apna kemti wakat zaya na kareen

                              bakion jin ko Quran and Hadees per yakeen naeen hay and Ambia key barey main ulti pulti bateen per key apni dili taskeen kerna chatay haan
                              to wo beshak chayeh Qasoos ul ambia perain ya jo marzi

                              Ager esa kuch hota , jo key upper khani main bian hay , to Quran and Hadees main zaroor milta.

                              thats all from me

                              and end of disscussion from me

                              as i am no one .
                              Nahin filba i am not agree there....

                              Quran ko samajhna kisi aik aadmi key bas ki baat nahin jab tak aap kisi aalam sey na samjhein, isi tarha Hadees bhi hai (you have examples of great peoples who don't belive in hadees - sab sey badi misal Sir Syed Ahmed Khan ki hai jo hadees per yaqin nahin rakhtey they).

                              Tafseerein isi liye likhi jati hain, Nabiyon key qissey isi liye likhey jatey hain keh baat aasani sey samjhi jaa sakey - aap ko kitab ki sehat per aur uskey likhney waley ki qabiliyat per yaqin rakhna chahiye - aur us kitaab mein kya hawala-jaat hain un per ghaur karna chahiye.

                              Main jis kitab ka hawala dey raha hoon us mein Quran ki aayat ka tarajuma hai aur baad mein gaahey bagaahey main ney wohi batein Dr. Israr Ahmed ki taqareer mein suni hai - ab yeh mera aqeedah hai keh un mein sachaee hai....
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X