Re: Aurat pay tuhmat lagana !!!!
Aurat pe tohmat lagana wo bhi baghar kisi gawahi k ....jhoot bol k jaan churanay k lieey ye sarasar galt hai..
SuraH An noor ki AayaT 23 MEIN BIYAAN HAI
AUR JO LOG EEMAAN WAALI BAYKHABAR SHAREEF AURTON PER TOHMAT LAGATAY HAIN , IN PER DUNYA AUR AAKHIRAT MEIN LAANAT HOGI AUR BARA AZAAB HOGA
Soorah An noor ki Ayyat no:4 mein Farmaya hai ...
AUR JO LOG SHAREEF AURTON PE TOHMAT LAGAEN AUR 4 GAWAH NA LAA SAKEIN...UNHEIN 80 KORAY LAGAO...AUR IN KI GAWAHEE HAMESHA K LIEEY QABOOL NA KARO k YEHEE WO NAAFARMAAN HAIN
Aayat no:6 mein byaan hai k ...
AUR JO LOG APNI BEWIYON PER TOHMAT LAGAEN , MAGAR IN K PASS APNAY SIWA KOI GAWAH NA HO , TO IN MEIN SE EK KI GAWAHEE YE HAI K aLLAH K NAAM PER 4 GAWAHEEYAN DE K WO BESHAK SACHHA HAI
Aayat 7:
AUR PAANCHWEEN BAAR YE K US PE ALLAH KI LAANAT HO AGAR WO JHOOTA HAI
Aayat 8
AUR US AURAT SE YE BAAT SAZA HATA DE GEE , AGAR WO ALLAH K NAAM PER CHAAR GAWAHEEYAN DE K WO JHOOTA HAI ...
Aayat 9
AUR PAANCHWEEN BAAR YE K AURAT PER ALLAH KA GHAZAB HO AGAR WO SACHA HAI...
Aayat 11
AUR JO LOG BOHTAN BANA LAAEY WO TUMHARA HEE EK TOLA HAI ISEY APNAY LIEEY BURA NA SAMJHO NAHIN , BULKEY WO TUMHARAY LIEEY BHALA HAI , IN MEIN SE HER SHAKHS K LIEEY ITNA HEE GUNAAH HAI JITNA IS NEY KAMAYA AUR IN MEIN SE JIS NEY IS MEIN BARA HISSA LIYA USEY BARA AZAAB HOGA....
Aayat 12
MAGAR JAB TUM NAY YE BAAT SUNI TO Q MOMIN MARDON AUR AURTON NEY NEK GUMAAN NA KIYA AUR KAHA K YE " SAAF BOHTAAN HAI "
Aayat 13
WO Q IS PER CHAAR GAWAH NA LAAEY , AUR PHIR JAB WO GAWAH NAHIN LAEY TO ALLAH K HAAN WOHEE JHOOTAY HAIN...
to in SURAH AN-NOOR ki in Aayaat se wazeh hota hai k agar jo mard jhoot keh rha hai aur gawah jhootay pesh karta hai to us per Allah ka Azaab hai ....us waqt waqtee taur pe to wo apnay aapko faateh samajh leta hai yun jhoota bohtaan laga kar ....Lekin EK ADAALAt US ZAAT PAAK ki bhi hai jo sab se baree Adaalat hai .. US se se to anhin bach paey ga.....KION K ALLAH SAB BEHTER JAANTA HAI , ALLAH PER TO SAB AYAAN HAI ......AUR WO SAB AYAN BHI KARTA HAI , BAS ZARA DER KO RASSI DARAAZ KARTA HAI , LEKIN USEY KHENCHTA BHI WOHEE HAI PHIR .... AUR US WAQT PHIR AISAY JHOOTAY BOHTAAN LAGANAY WALAY EK EBRAT KA SAAMAAN BAN JATAY HAIN DUNYA K LIEEY .....
haan Us becharee aurat ko muashray ki buree nazron ka, buray lafzon ka. logon k dhutkar ka saamna saamna karna paray ga...kion k hamara ye alamiya hai k log aankhon dekhi se ziada kaano suni per yaqeen rakhtay hain ..pas manzar jaan kar ISLAM roshni mein kisi bhi maslay ko suljhany ki bajaey bina dekhay , bina sochay samjhay haan mein haan mila detay hain .. ye keh k haan hogi aurat he badkirdaar ...
Aanchal jesa k aap nay bataya bhi k ek couple ka k , wo log seperate hain aur masla nahin suljhaya gaya abhi tak .... to yehee to saree baat haina k log aag dekh kar usey bujhanay ki bajaey mazeed hawa detay hain..........
khair Allah sab ko hidaayat de........Aur aisee buraeeyon se bachaey rakhay ...(Ameen)

Comment