Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shakeel Afridi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: shakeel Afridi

    Originally posted by Dil Peshawari View Post
    @ M. Jawad

    Aap ki baat apni jaga bilkul drust hai laiken yahan baat "Shakeel Afridi" ki ho rahi hai "USA" ki nahi......
    Jab dono k mufadaat aik hain...tu aap inn ku separate kyuon ker rahay hain...zahir hai...k Shakeel Afridi nay Americans k agent ka role play kia hai...aur America k azaim kisee say dhaky chupya nahi hain...!!


    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment


    • #17
      Re: shakeel Afridi

      Magar yeh ek aisa moqa tha jis mein America se aur saare dunya se zyaada Pakistan ka mufaad tha kyon ke dunya ke sub se khatarnaak dehshatgard Pakistan mein chupa hua tha. Aisa aadmi ka saamna karna har kisi ke bas mein nahin tha magar Dr. Afridi ne bahut shahaamat ke saath is aadmi ke maarne mein madad ki. Baat osama ke marne pe khatam hona chaahiye tha.

      Comment


      • #18
        Re: shakeel Afridi

        Yeh kesi baat hoi ke jo attack ko rok nahi paye un k lye koi saza nahi? Aik banda USA k lye aik muddat reporting karta rehta hay sirf yehi confirm karny k lye ke aik gher main USAMA hi hain ya koi aur reh raha hay , keu ke USA govt aik high profile attack karny jaa rahi thi.. Humari badqismati to yeh hay ke hum us attack ko defend nahi kar paye, Pakistani Intelligence agencies and sensitive organizations should arrest him. Dr Shakeel Afridi should report immediate management not USA. Kia Pakistani Forces Usama ko pakar nahi sakti thin?? ya USA ko ya Dr Shakeel Afridi ko humari ability pe shak tha jo us ne pakistani govt ko bypass kia. Saza bilkul theek mili hay , lekan jo jo involve hain unhain bhi sakht saza milni chahye, na ke Dr Shakeel ko saza sirf face covering k lye deni chahye !!
        Allah

        Comment


        • #19
          Re: shakeel Afridi

          Mere khayaal mein to us bechaare ko pata bhee nahin tha ke America hamla karega. Aise karwaian ke khabar to sirf top logon ko hota hai. Waise woh DNA-wala kaam kaamyaab bhee nahin tha. To itna sangeen saza kyon, mere samajh ki baahar hai.

          Comment

          Working...
          X