Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shakeel Afridi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • shakeel Afridi

    Assalamalikum
    shakeel Afridi
    kia kehna chahian gay in pay ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: shakeel Afridi

    Wa Alaikum asalam

    yeh he kauhn Shahid Afridi ka chota bhai............:think:

    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: shakeel Afridi

      Originally posted by u_r View Post
      Wa Alaikum asalam

      yeh he kauhn Shahid Afridi ka chota bhai............:think:
      tum nay news nahi suni ?

      kal ki news main tha k isay 30 (kahi 33 bataya gaya hai)saal ki saza sunai gai haia ..is nay osama bin ladin ko America ko pakwaranaay main help ki ..

      or aaj ki news main America nay pakistan ki utni imdad kam kar di hai jitnay saal ki isay saza milli hai k isay kio saza di pakistan nay
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: shakeel Afridi

        ki to is nay ghaddari hi hai na 33 saal bhi kam saza hai is k leye ..sazai mout honi chaye the isay

        pakistan ko batata America ko kio pakrwaya banda
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: shakeel Afridi

          aur bataooo.....mein ne nhi khabrein parrhi, sunni.......

          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: shakeel Afridi

            Wa Alaikum Aslam,

            Paisoon k liye bikne walay mir sadiq aur mir jaafar ka anjaam aisa he hona chahiye. Bik to Pakistani govt. bhi jati he us ka kia? Yahan chootay chooron ko merit pe saza milti he jub ke baray chooron ko astashna hasil hoti he. Nazam-e-adal ke parameters different hein different loogon k liye. Khair isay saza hui acha hua.

            Lekin aik aur cheez, Pakistan hameesha kehta raha ke usay maloom nahi tha ke America Osama ko hunt down kerne k liye aik secret operation kerne ja raha he. Aik saal mukamal honay ke baad hamaray defence minister ka beyaan aata he ke Pakistan us operation mein involve tha. What a rubbish. Ager Pakistan bhi involve tha to phir is Mukhbar ko saza kyoon?

            Govt. ke spokesmen to is awam ke dimaag ka burta bana dein ge. Itni statement change kerte hein k Khuda ki panaa
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: shakeel Afridi

              Originally posted by u_r View Post
              Wa Alaikum asalam

              yeh he kauhn Shahid Afridi ka chota bhai............:think:
              Tumhara koi haal nahi.....372-scare

              Tum jasay banday .. ...Rehman Malik aur Veena Malik ku bhi behen bhai samjhtay hain...!!

              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

              Comment

              • #8
                Re: shakeel Afridi

                Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                Tumhara koi haal nahi.....372-scare

                Tum jasay banday .. ...Rehman Malik aur Veena Malik ku bhi behen bhai samjhtay hain...!!
                شعیب ملک کو بھول گئے
                :lol
                ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                Comment

                • #9
                  Re: shakeel Afridi

                  Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                  Tumhara koi haal nahi.....372-scare

                  Tum jasay banday .. ...Rehman Malik aur Veena Malik ku bhi behen bhai samjhtay hain...!!

                  mera koi haal nhi to chalein aaj aap hi ka haal ker dete hein

                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: shakeel Afridi

                    بدقسمتی سے ہم بحیثیت قوم طالبان اور القاعدہ جنگجوٶں كے معاملے میں اب بھی كنفیوژن كا شكار ہیں۔ اب تك ہم یہ طے نہیں كرسكے كہ ہمیں انہیں سپورٹ كرنا چاہئیے یا ان كے خلاف كمربستہ ہونا چاہئیے؟ یہی القاعدہ اور طالبان جب ہمارے مسجدوں٬ جنازگاہوں٬ حجروں اور دفاتر كو نشانہ بناتے ہیں تو ہم سب اس كی مذمت كرتے ہیں لیكن اور انہیں انسانیت كے قاتل كہتے نظر آتے ہیں لیكن جب امریكا یا دوسرا كوئی ملك ان كے خلاف كوئی ایكشن لیتا ہے یا انہیں مارتا ہے تو پھر یہی لوگ ہمارے لئے شہید اور غازی بن جاتے ہیں؟
                    میرے خیال میں شكیل آفریدی كو غداركہنا اور اس كا موازنہ میر جعفر اور میر صادق سے كرنا درست نہیں ہے۔ میرا خیال ہے كہ ڈاكٹر آفریدی كو پیسوں كے لئے ایسا نہیں كرنا چاہئئے تھا بلكہ ثواب كے طور پر یہ كام كرنا چاہئئے تھا اور اسامہ جیسے ٹررسٹ كو جو كہ غیرقانونی طریقے سے پاكستان میں روپوش تھا اور اپنی كارروائیاں كر رہا تھا كے خلاف كام كرنا اس سرزمین كے لئے كام كرنے كے مترادف ہے۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔اس كام كے لئے شكیل افریدی كو 33 سال كی سزا دینا ناانصافی ہے ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ كیا ماضی میں امریكا كے وانٹڈ لوگوں كو پاكستانی اعلی حكام نے حوالے نہیں كیا؟ ان لوگوں پر مقدمات كیوں نہیں چلائے گئے اور انہیں كیوں سزا نہیں دی گئی؟ ایمل كانسی شہید كو جن لوگوں نے امریكا كے حوالے كیا انہیں بھی 33 سال كی سزا ہونی چاہئئے عافیہ صدیقی اور اس جیسی دیگر سیكڑوں لوگوں كو جو كہ اسامہ كی طرح دہشت گرد نہیں تھے اور نہ غیرقانونی طور پر پاكستان میں پناہ لے رہے تھے بلكہ اس دھرتی كے سپوت تھے كو كیوں امریكہ كے حوالے كیا گیا اور حوالہ كرنے والوں كے خلاف كیوں ایكشن نہیں لیا گیا؟
                    مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                    Comment

                    • #11
                      Re: shakeel Afridi

                      Originally posted by u_r View Post
                      mera koi haal nhi to chalein aaj aap hi ka haal ker dete hein
                      Bas kerday...bas kerday kuriye.....!! ....Seyani ban....Gilani na ban....!! 372-shed

                      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                      Comment

                      • #12
                        Re: shakeel Afridi

                        Mere nazar mein ek hero ko ghaddar kehna munasib baat nahin hai. Dr. Afridi aisa shakhs hain jis ne Pakistan mein ghair-mulki Arab dehshatgard aur shaddatpasandon ki hozoor se itna thak gaya tha ke un ki sab se ahm rehnuma ke maarne mein madad kiya is had tak ke us ne apna saara gharwalon ke zindagi ko khatre mein daala aur jab us ko Pakistan se nikalne ka raasta bhee dekhaaya gaya, us ne ek Pakistani hone ke naate jaane se inkaar kar diya aur ek mard ki tarha haalat ka muqabla kiya aur us ko 30 saal ka saza hua. Mere nazar mein jo shakhs dunya ke sab se ahm dehshatgard ke maarne ke lye apna sab kuch qurbaan karein, woh ghaddar nahin balke hero kehlaane ke qaabil hai.

                        Comment

                        • #13
                          Re: shakeel Afridi

                          Comment

                          • #14
                            Re: shakeel Afridi

                            Originally posted by RiyazA View Post

                            Dears please read it as well.

                            The Mother of all Terrorists

                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment

                            • #15
                              Re: shakeel Afridi

                              @ M. Jawad

                              Aap ki baat apni jaga bilkul drust hai laiken yahan baat "Shakeel Afridi" ki ho rahi hai "USA" ki nahi......
                              مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                              Comment

                              Working...
                              X