Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ایک حقیقت ایک کہانی

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ایک حقیقت ایک کہانی

    ایک حقیقت ایک کہانی
    Attached Files






  • #2
    Re: ایک حقیقت ایک کہانی

    buhat umda .....itni khobsorut tahreer itnay khoobsorut pehran may app hi likh sakty buhat buhat shukriyaphool:
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

    Comment


    • #3
      Re: ایک حقیقت ایک کہانی

      have no words to describe what i feel after reading this story....

      sirf itna hi kahoon gi k zameer murda hota hai aisey insaanoon ka....sorry agar mera in jaisoon ko insaan kehna ap logo ko bura laga ho tu....par insaan k alawa koi or itna ehsaan'faramosh, matlubi nahiin hosakta .....Allah ne ijazat zaroor di hai....magar had bhi muta'en ki hai....magar hum waq'ee deen k har pehloo ki tashreeh sirf usi roo se qabool kartey hain jo humarey mun mutabiq ho....or jo na ho.....tu wo deen ka hissa hi nahiin....
      .......................!!!!!

      Comment


      • #4
        Re: ایک حقیقت ایک کہانی

        Originally posted by jamil123 View Post
        buhat umda .....itni khobsorut tahreer itnay khoobsorut pehran may app hi likh sakty buhat buhat shukriyaphool:
        بہت شکریہ جمیل بھائی آپ کی حوصلہ افزائی کا۔





        Comment


        • #5
          Re: ایک حقیقت ایک کہانی

          Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
          have no words to describe what i feel after reading this story....

          sirf itna hi kahoon gi k zameer murda hota hai aisey insaanoon ka....sorry agar mera in jaisoon ko insaan kehna ap logo ko bura laga ho tu....par insaan k alawa koi or itna ehsaan'faramosh, matlubi nahiin hosakta .....Allah ne ijazat zaroor di hai....magar had bhi muta'en ki hai....magar hum waq'ee deen k har pehloo ki tashreeh sirf usi roo se qabool kartey hain jo humarey mun mutabiq ho....or jo na ho.....tu wo deen ka hissa hi nahiin....
          بہت شکریہ رانیہ جی کہ آپ نے اس کہانی کو پڑھا اور اس پر اپنے خیالات کا اظہار بھی کیا۔
          میں تو اس کہانی پر کوئی کمنٹس بھی نہیں دے سکتا۔ کیوں کہ ہم بھی اسی معاشرے کا حصہ ہیں اور جب جب معاشرہ قصور وار ٹھہرایا جائے گا تو میں سمجھتا ہوں اس میں میرا بھی قصور ہوگا۔ یہ صرف ایک خاندان یا ایک گھر کی کہانی نہیں ہے بلکہ یہ ہمارے معاشرے کے بہت سے گھروں کے حقیقی حالات ہیں۔ جن میں کچھ حالات اور واقعات کی تبدیلی کے ساتھ اس طرح مختلف اخلاقی اقدار کا مذاق اڑایا جاتا ہے اور سب سے بڑی لعنت کی بات یہ ہے کہ اس طرح اقدار کو پامال کرنے کے اتھارٹی اس ذات کو بنایا جاتا ہے جس نے صاف صاف اپنی کتاب میں کہہ رکھا ہے اللہ کسی انسان پر ظلم نہیں کرتا انسان ہی انسان پر ظلم کرتا ہے۔





          Comment


          • #6
            Re: ایک حقیقت ایک کہانی

            speechless... aisi bhot c kahaniyan hamaray ird gird hein or sach tu yeh hy duniya walay zulm karnay walay k he sath dyty hein jis py zulm hota hy usko he galty kehty hein... mein tu thak gae hn is duniya sy :(
            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

            Comment


            • #7
              Re: ایک حقیقت ایک کہانی

              Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
              speechless... aisi bhot c kahaniyan hamaray ird gird hein or sach tu yeh hy duniya walay zulm karnay walay k he sath dyty hein jis py zulm hota hy usko he galty kehty hein... mein tu thak gae hn is duniya sy :(
              ہمت کبھی نہ ہارنا ، برائی کا حصہ بننے سے بہتر ہے کہ اس کے خلاف جدوجہد کی جائے۔





              Comment


              • #8
                Re: ایک حقیقت ایک کہانی

                bouhat hi achi tehreer hai

                kal tv par talat hussain ka program araha tha jis me fahim(jo remond devis k hatho shaheed huwa) us k barre bhai ki
                BV aayi hoyi thi jis ki shadi ko sirf 9 maah hoye hai (jo maa banne wali hai) aur ro ro kar keh rahi thi
                k fahim ka barra bhai mujhe chorr kar parso dosri shadi kar raah hai (shaid abhi tak karchuka ho)
                aur mujhe chorrne ki waja sirf yahi hai k un k pass paise aagaye hai aur hum ghareeb hai
                me ye sun kar kuch der k liye sakte me aagya

                abhi bhai k mot k din hi kitne hoye hai
                aur ye kambakhat chala dosri shadi karne
                tab mujhe aap ki tehreer yaad aayi
                kitni haqeeqat hai shezaadi ki ye kahani
                najane kitni aisi kahaniya aaj bhi hamare muashre me mojod hai

                Comment


                • #9
                  Re: ایک حقیقت ایک کہانی

                  Pata Nahi Keya Problem Masiway GIF formate ka koi image
                  nahii dikha pata cross nazar aa rehay.. ab is ka keya hal karo?


                  :(

                  Comment


                  • #10
                    Re: ایک حقیقت ایک کہانی

                    Originally posted by بابا کھجل سائیں View Post
                    Pata Nahi Keya Problem Masiway GIF formate ka koi image
                    nahii dikha pata cross nazar aa rehay.. ab is ka keya hal karo?


                    Mozilla firefox instal kare sab nazr aayenge:)

                    Comment


                    • #11
                      Re: ایک حقیقت ایک کہانی

                      Originally posted by sohail khan View Post
                      bouhat hi achi tehreer hai

                      kal tv par talat hussain ka program araha tha jis me fahim(jo remond devis k hatho shaheed huwa) us k barre bhai ki
                      BV aayi hoyi thi jis ki shadi ko sirf 9 maah hoye hai (jo maa banne wali hai) aur ro ro kar keh rahi thi
                      k fahim ka barra bhai mujhe chorr kar parso dosri shadi kar raah hai (shaid abhi tak karchuka ho)
                      aur mujhe chorrne ki waja sirf yahi hai k un k pass paise aagaye hai aur hum ghareeb hai
                      me ye sun kar kuch der k liye sakte me aagya

                      abhi bhai k mot k din hi kitne hoye hai
                      aur ye kambakhat chala dosri shadi karne
                      tab mujhe aap ki tehreer yaad aayi
                      kitni haqeeqat hai shezaadi ki ye kahani
                      najane kitni aisi kahaniya aaj bhi hamare muashre me mojod hai
                      G han sohail bhai bilkul durust farmaya aap ne.





                      Comment

                      Working...
                      X