ایک حقیقت ایک کہانی
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ایک حقیقت ایک کہانی
Collapse
X
-
Re: ایک حقیقت ایک کہانی
have no words to describe what i feel after reading this story....
sirf itna hi kahoon gi k zameer murda hota hai aisey insaanoon ka....sorry agar mera in jaisoon ko insaan kehna ap logo ko bura laga ho tu....par insaan k alawa koi or itna ehsaan'faramosh, matlubi nahiin hosakta .....Allah ne ijazat zaroor di hai....magar had bhi muta'en ki hai....magar hum waq'ee deen k har pehloo ki tashreeh sirf usi roo se qabool kartey hain jo humarey mun mutabiq ho....or jo na ho.....tu wo deen ka hissa hi nahiin...........................!!!!!
Comment
-
Re: ایک حقیقت ایک کہانی
Originally posted by BhaTaktii RooH View Posthave no words to describe what i feel after reading this story....
sirf itna hi kahoon gi k zameer murda hota hai aisey insaanoon ka....sorry agar mera in jaisoon ko insaan kehna ap logo ko bura laga ho tu....par insaan k alawa koi or itna ehsaan'faramosh, matlubi nahiin hosakta .....Allah ne ijazat zaroor di hai....magar had bhi muta'en ki hai....magar hum waq'ee deen k har pehloo ki tashreeh sirf usi roo se qabool kartey hain jo humarey mun mutabiq ho....or jo na ho.....tu wo deen ka hissa hi nahiin....بہت شکریہ رانیہ جی کہ آپ نے اس کہانی کو پڑھا اور اس پر اپنے خیالات کا اظہار بھی کیا۔
میں تو اس کہانی پر کوئی کمنٹس بھی نہیں دے سکتا۔ کیوں کہ ہم بھی اسی معاشرے کا حصہ ہیں اور جب جب معاشرہ قصور وار ٹھہرایا جائے گا تو میں سمجھتا ہوں اس میں میرا بھی قصور ہوگا۔ یہ صرف ایک خاندان یا ایک گھر کی کہانی نہیں ہے بلکہ یہ ہمارے معاشرے کے بہت سے گھروں کے حقیقی حالات ہیں۔ جن میں کچھ حالات اور واقعات کی تبدیلی کے ساتھ اس طرح مختلف اخلاقی اقدار کا مذاق اڑایا جاتا ہے اور سب سے بڑی لعنت کی بات یہ ہے کہ اس طرح اقدار کو پامال کرنے کے اتھارٹی اس ذات کو بنایا جاتا ہے جس نے صاف صاف اپنی کتاب میں کہہ رکھا ہے اللہ کسی انسان پر ظلم نہیں کرتا انسان ہی انسان پر ظلم کرتا ہے۔
Comment
-
Re: ایک حقیقت ایک کہانی
Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Postspeechless... aisi bhot c kahaniyan hamaray ird gird hein or sach tu yeh hy duniya walay zulm karnay walay k he sath dyty hein jis py zulm hota hy usko he galty kehty hein... mein tu thak gae hn is duniya sy :(ہمت کبھی نہ ہارنا ، برائی کا حصہ بننے سے بہتر ہے کہ اس کے خلاف جدوجہد کی جائے۔
Comment
-
Re: ایک حقیقت ایک کہانی
bouhat hi achi tehreer hai
kal tv par talat hussain ka program araha tha jis me fahim(jo remond devis k hatho shaheed huwa) us k barre bhai ki
BV aayi hoyi thi jis ki shadi ko sirf 9 maah hoye hai (jo maa banne wali hai) aur ro ro kar keh rahi thi
k fahim ka barra bhai mujhe chorr kar parso dosri shadi kar raah hai (shaid abhi tak karchuka ho)
aur mujhe chorrne ki waja sirf yahi hai k un k pass paise aagaye hai aur hum ghareeb hai
me ye sun kar kuch der k liye sakte me aagya
abhi bhai k mot k din hi kitne hoye hai
aur ye kambakhat chala dosri shadi karne
tab mujhe aap ki tehreer yaad aayi
kitni haqeeqat hai shezaadi ki ye kahani
najane kitni aisi kahaniya aaj bhi hamare muashre me mojod hai
Comment
-
Re: ایک حقیقت ایک کہانی
Originally posted by sohail khan View Postbouhat hi achi tehreer hai