Aslam-o-Alaikum Respected members!
Aik short scenario aur us per aap ki raye chahiye. Balochistan ko Gas aur Maadni wasail se malamaal he. Sindh mein bhi Coal ke resources deryaafat ho gaye hein.
Balochistan ki hakoomat kehti he ke Blochistan ke resources per sirf blochiyoon ka haq he aur isi tarha ki statement Qaim Ali shah ne Thur Coal per di ke is per sirf Sindhiyoon ka haq he.
Aap is sooch per mutfiq hein ya aap chahtay hein ke pakistan mein aik centralized system hona chahiye aur in resources ki ya to equal distribution ho. Ya aap ke nazdeek is ka koi aur formula hona chahiye?
Awaiting your valued comments

Comment