Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Koomi sooch ya Ilaqai sooch

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Koomi sooch ya Ilaqai sooch

    Aslam-o-Alaikum Respected members!

    Aik short scenario aur us per aap ki raye chahiye. Balochistan ko Gas aur Maadni wasail se malamaal he. Sindh mein bhi Coal ke resources deryaafat ho gaye hein.

    Balochistan ki hakoomat kehti he ke Blochistan ke resources per sirf blochiyoon ka haq he aur isi tarha ki statement Qaim Ali shah ne Thur Coal per di ke is per sirf Sindhiyoon ka haq he.

    Aap is sooch per mutfiq hein ya aap chahtay hein ke pakistan mein aik centralized system hona chahiye aur in resources ki ya to equal distribution ho. Ya aap ke nazdeek is ka koi aur formula hona chahiye?

    Awaiting your valued comments
    :thmbup:

  • #2
    Re: Koomi sooch ya Ilaqai sooch

    baluchistan sindh ko gas day sind balusichta ko coal : p or punjab ki zameen zarkheez hai wo bhi tabdala kar lay kisi cheez say ..khabir pukhtoom main lakri ....: p :p :p

    aisi statements tub ati hain jub aisa kia ja raha ho kay baluchistan say gas lay li or badlay main kuch dia na jaye : p un ka to huq mara gaya na ...to masla yeh bhi hai na kay balance nahi ho pa raha kuch ..is waja say soboo main na ittafaqeyaan peda hona shuru ho rahi hain ..

    alug alug reh kay to itna faida nahi ho sakta unhay jitna kay mill kay ...so ub govt ko suchna chaye kesay mila kay rakhna hai : d
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #3
      Re: Koomi sooch ya Ilaqai sooch

      Thanks Aanchal

      Awaiting the further replies
      :thmbup:

      Comment

      Working...
      X