Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post

    Mein kehta hoon ke Saaray hukmaraan muthid ho ker puray Pakistani Media k samnay day long demonstration dein "Kala bagh dam" ki ehmiyat aur "thar coal reserves" ke fawaid per. To shayad awami satah per jo bhi misconceptions hein wo 90% tak door ho jaein. Aik chooti si effort bhi kafi bari change la sakti he. Koi kadam aagay berhata nahi. Koi barish ka pehla katra bananay ko teyaar nahi.
    I disagree.........Kala baagh damm par mulk ki public pehley hi muttafiq hai aur inki raaye ka izhaar mutaliqa isambliyan kar chuki hain.........ab barah-e-karam apni marzi dosro par musalat na karain.......punjab ke elaawa dosrey sooboon mein kala bagh dam ke basis pe elections bhi laray gaye hain aur dam ke mukhalifat karnay walon ko bhari aksariyat se kaamyabi mili hai.......Kala baagh dam aik garha murda hai jo kabhi zinda nahi hosakta.......baaqi aap ko agar phir bhi shouq hai kalabagh dam par baat karnay ki to alag thread kholain aur mujhey iss mein convince kardain ke iss se punjab ke elawa baqi soobon ko fayeda pohunchay ga.......
    مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

    Comment

    • #17
      Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

      pakistan ki cotton or lakri kay kaam ki bhi kafi demand hai bahir kay mulkoo main ..us taraf hakoomat ki taraf say koi khas twajoo nahi di gai ..jo kar rehay hian wo apnay bal botay pay export kar rehay hain cheezian ..agar govt in chezoo ko bhi apnay hath main lay kay chalye to kafi profit mill sakta hai pak ko : d

      or yeh jo fashion industry hai yeh bhi top ki industry hai pak ki ....lekan ...pak kay bahir itna nahi phelaya ja raha is ko jitna hona chaye tha ..yeh bhi jo kar rehay hian khud say kartay hian or profit un ka apna ....is key leye bhi govt ko kuch suchna chaye ..

      baki souch kay bataoun gee : d
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #18
        Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

        Originally posted by Mayan khan View Post

        Would you please elaborate your two contrast statements?
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

          جلتے رہو

          سلگتے رہو

          پاکستان کو صرف دو چیزیں میسر آجائیں

          امن اور انرجی تو یہ ملک زیادہ سے زیادہ دس سال میں ایشائی ممالک میںسب سے آگے کھڑا نظر آسکتا ہے لیکن۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ہائے رے حکمرانووووو
          :star1:

          Comment

          • #20
            Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

            Originally posted by Mayan khan View Post
            I agree ye factor bhi hai par iska qaanooni aur aayeeni haq talash karna chahiye......wifaq ko chahiye ke soobon ke saath barabari ka salook karay......har aik ko apna shair dey......and i think humarey constitution mein inn cheezon ke liye baaqayed qawaneen hain jinki paasdaarri nahi hoti.....for example NFC awards......provincial autonomy.....jiss se soobon ki ehsaas e mahroomi ko khatam kiya jaa sakta hai......par tab jab humaray hukumraan serious hoon.....abhi aap aaghaz-e-haqoor-e-balouchistan ko hi le lijiye.....elaan to bohat pehley hochuka hai par practically nothing have been done.....aaye rozz logg mar rahay hain kisi ko parwa hi nahi.......jab tak aap apney mulk ke andar inssaf se kaam laitay hain mulk ke haalat teek jatay hain aur yun mulk taraqi karta hai.......
            Socio-Econo justice ke bagair yeh moaamlaat solve nahi ho saktay mein aap ki baat se agree kerta hoon. Lekin jahan tak baat Balochistan ke hakook ki he to usay bhi 7th NFC awards mein address kia gaya aur aik "Multiple Indicators" ki heading k under 9-10% us ka hissa rakha gaya jo ke mutually agreed tha. Balochistan ka istehsaal hua past mein lekin is mein Balochistan ki govt ka bhi kafi haath he. Ub balochiyoon ke paas waqt he apne revival ka.
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

              Originally posted by Aanchal View Post
              pakistan ki cotton or lakri kay kaam ki bhi kafi demand hai bahir kay mulkoo main ..us taraf hakoomat ki taraf say koi khas twajoo nahi di gai ..jo kar rehay hian wo apnay bal botay pay export kar rehay hain cheezian ..agar govt in chezoo ko bhi apnay hath main lay kay chalye to kafi profit mill sakta hai pak ko : d

              or yeh jo fashion industry hai yeh bhi top ki industry hai pak ki ....lekan ...pak kay bahir itna nahi phelaya ja raha is ko jitna hona chaye tha ..yeh bhi jo kar rehay hian khud say kartay hian or profit un ka apna ....is key leye bhi govt ko kuch suchna chaye ..

              baki souch kay bataoun gee : d
              Ya bibi sheerini yahan hum export potential ko discuss nahi ker rahay. Hum mega potential ki baat ker rahay hein i.e. energy.
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Ya bibi sheerini yahan hum export potential ko discuss nahi ker rahay. Hum mega potential ki baat ker rahay hein i.e. energy.
                energy, kahin tum electricity ki baat to nahi ker raha? jo hamare mulk mian hua kerti thi :D

                Comment

                • #23
                  Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

                  Originally posted by musaddaq View Post

                  energy, kahin tum electricity ki baat to nahi ker raha? jo hamare mulk mian hua kerti thi :D
                  Tum sahi samjay. Ager tum thread ko perh lete to aur bhi ziada sahi samaj jatay :d
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Ya bibi sheerini yahan hum export potential ko discuss nahi ker rahay. Hum mega potential ki baat ker rahay hein i.e. energy.
                    acha theek hai ..me nay to abhi tuk Khewarra ki namak ki kaan bhi nahi dekhi ....jub main wo dekh aoun gee pher discuss karoun gee :p
                    wesay energy main shamsi tawaanai bhi aati hai : p
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #25
                      Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Tum sahi samjay. Ager tum thread ko perh lete to aur bhi ziada sahi samaj jatay :d
                      perh liya tha mundeya, inni tension na le yaar

                      Comment

                      • #26
                        Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

                        @MS

                        Sir ji Sir ji Tanqeed Baray Tanqeed kar ka Mazeed Khajal to na kary haha
                        Samar Mubarak na 2 cents/per unit kehta tha
                        liken ya un ka azmishi project ka takhmena tha bad ma ya 80centsper /unit howa
                        yaInterview dikh lay is ki caption dikh lay agar mujhe pa aitbar nahii

                        Likhnay Nahii Wo herf Jo Imaan Ma Na thay..

                        Khush rehay Baba Khajal saian

                        :(

                        Comment

                        • #27
                          Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

                          Originally posted by بابا کھجل سائیں View Post
                          @MS

                          Sir ji Sir ji Tanqeed Baray Tanqeed kar ka Mazeed Khajal to na kary haha
                          Samar Mubarak na 2 cents/per unit kehta tha
                          liken ya un ka azmishi project ka takhmena tha bad ma ya 80centsper /unit howa
                          yaInterview dikh lay is ki caption dikh lay agar mujhe pa aitbar nahii

                          Likhnay Nahii Wo herf Jo Imaan Ma Na thay..

                          80 cents ka ziker kahin nahi aaya is video mein. Is mein Dr. Samarmand ne 3 se 4 cent per unit cost ka kaha. Aap doobara is video ko dekhein
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

                            hmmm ya 2/3 cents per unit ha right

                            Bohat Shukria taseh Kaleay

                            Khush rehay

                            BKS
                            Last edited by Dr Fausts; 11 May 2011, 21:09.
                            :(

                            Comment

                            • #29
                              Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

                              Originally posted by S.A.Z View Post
                              جلتے رہو

                              سلگتے رہو

                              پاکستان کو صرف دو چیزیں میسر آجائیں

                              امن اور انرجی تو یہ ملک زیادہ سے زیادہ دس سال میں ایشائی ممالک میںسب سے آگے کھڑا نظر آسکتا ہے لیکن۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ہائے رے حکمرانووووو
                              Agreed :thmbup:

                              fazul hy yeh sab batein yeh tu ham sun he rahay hein.. kia faida k ham apni so called government ko inko utilize karnay py majbor na kar saken... fazul
                              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                              Comment

                              • #30
                                Re: Pakistan's natural resources VS its dependency on USA

                                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                                Would you please elaborate your two contrast statements?
                                Jee bilkul.........

                                pehli baat jo meine ki hai ke majority of the people are against the controversial damm .....is ka saboot ye hai ke mulk ke teen soboon ki assemblies iske mukhalifat mein qarardadain manzoor kar chuki hain.......iss se bari baat aur kya hogi.......par pata nahi punjabi ye q samjhtay hain ke woo roti khaatay hain aur baaqi logg ghaas.......tabhi to woh kehtay hain ke humm logon ko iss muamlay mein samjhanay ki koshish karaingay........aik taraf to baat hoti hai democracy ki aur dossri taraf ye haal hai.......

                                Ab Kalabagh dam q nahi ban-na chahiye: lets se:

                                Why is Kalabagh Dam not Feasible:
                                Politically Damaging:
                                The federal government's announcement of building
                                Kalabagh dam underscores fears of domination by Punjab province over small provinces and this has serious repercussion for the Federation. Three provincial assemblies (Sindh, Balochistan and Pukhtunkhwa) as well as the Senate Standing Committee on Water and Power vetoed the proposal.

                                Not Enough Water to Dam:
                                WAPDA bases its support for Kalabagh dam on water
                                availability figures which are highly suspect if not outright incorrect. There is evidence to suggest that there may not be enough water to fill the Kalabagh
                                reservoir.

                                Shortage of Cultivable Land:
                                Water availability notwithstanding, there is evidence to prove that additional land for substantive increases in food production in cultivable areas is not available.

                                More Water Logging and Salinity:
                                Higher water retention in the Indus Basin system risks aggravating an already massive problem of water logging and salinity.

                                Displacement and High Resettlement Cost:
                                WAPDA's past record of rehabilitation and resettlement of affectees is highly unsatisfactory. There is no evidence to suggest that the Kalabagh experience will be any different. Also, the massive expenditure incurred during rehabilitation of affectees will result in Kalabagh being economically unattractive.

                                Damage Coastal Ecology:
                                Kalabagh will result in coastal ecosystem degradation, adding to mangrove and species loss and impoverishing communities which rely on the ecosystem's resources.

                                Ineffective Flood Control:
                                Historical evidence suggests dams on the Indus have not resulted in better flood control.

                                Umeed hai ye batein aap ke zehin mein aagayi hongi agar phir b koyi confusion hai to mein inki detail mein jaa sakta hoon........
                                مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                                Comment

                                Working...
                                X