Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Osama bin Laden mar gaya ya ???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

    Meray bhai aap kay liay yakeenan dehshat gerdi ka kahitma waghera ka kuch or hi matlab ha....dil to kerta ha aanay walay 6..to 8 months me kia kia hoga uss ki yaha tafselat day doon exact time frame or reference kay lehaz say ..?? especially this July and next July are very important...i am telling every body that America or Europe will stage more catastrophic event as compared to 9/11 in next 8-11 months ... ...behter ho ga yaha aa ker safiaan na do ..kiu kay awaam kaafi bashaoor hoti jaa rahi ha...or yaha to logo ko yeh tak bhi pata ha kay 500 Million ki man slaughter ka asal falsafa kia ha ....!! Samjhay

    Comment

    • #47
      Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

      Originally posted by S.A.Z View Post
      جو لوگ اس خوش فہمی میں مبتلا ہیں کہ پاکستانی ایجنسیوں کے تعاون سے یہ سب کیا ہے تو اُن کے لئے عرض ہے کہ

      اس بے مثال کامیابی؟؟؟؟ پر پاکستان کی سول اور فوجی کسی بھی سطح پر میڈیا بیان جاری ہی نہیں کیا گیا

      کیا یہ شاندارکامیابی؟؟؟ اس قابل نہ تھی کہ "اس کے بارے میں میڈیا کو بتایا جاتا؟؟؟

      یہ کاروائی جس علاقے میں ہوئی ہے وہ بہت اہم ہے ایبٹ آباد کا علاقہ کاکول جو پاکستان ملٹری اکیڈمی کا سب سے بڑا انسٹیٹیوٹ ہے

      کیا آپ نہیں سمجھتے کہ مستقبل میں اس بات کو کیش کروایا جائے گا کہ پاکستان کی ایجنسیوں کی فعالیت کا اندازہ اس بات سے اندازہ لگا لیں کہ اُن کی ناک کے نیچے اسامہ موجود رہا اور ان ایجنسیوں کو خبر تک نہ ہوئی؟؟؟؟

      یہ ایجنسیاں یا تو اس قابل نہیں کہ یہ کسی ہدف کے بارے صحیح معلومات نہیں رکھ سکتیں یا پھر؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟ یا پھر یہ ایجنسیاں خود اسامہ کو اور اس طرح کے افراد کو پناہ دیتی ہیں؟؟؟؟

      اس بات کو زہن میں رکھئے کہ پاکستانی ایجنسیوں کو کاروائی کا پتہ تھا لیکن اصل ہدف سے لا علم تھیں اُن کو تو شائد یہ بھی معلوم نہیں تھا کہ کس گھر پر یا کس جگہ پر کاروائی کرنی ہے
      Ye baat roze roshan ki tarah ayan hai ke yahi Pakistani agencian thi jinhon ne in ghair mulkiyon ko yahan pakistan mein training dee inko jadeed amreeki aslahey se lais kiya aur afghanistan bhej diya russians ke khilaaf larnay ke liye........Russia shikast khaa gaya aur ye so called mujahideen iss ke shikast kaa sabab baney.......russian shikast ke baad ye logg apney aap ko dunya e islaam ke tekedaar samjhney lagey ........afghanistan se waafas aakar jab inn logo ne Pakistan mein nifaz e shariat ke liye awaz uttana chaha too inhi agenciyo ne inn logo ke ko dehshat gard qarar diya aur inke khilaaf kaar rawayian shuru kee.......inn mein se joo logg pakistan army ke mukhalif thay aur sachey mujhahid thay unko to terrorist zahir kar ke yaa to amrica ke hawaley kiya gaya yaa maar diya gaya laiken joo inke saath rahey unko pakistani agenciyo ne Kashmir aur Afghanistan mein Bharat aur Afghan govt ke khilaaf istemaal kiya......inn mein se baaz logo ko pakistani siyasi qiyadat ko daranay dhamkaney ka kaam sounpa gaya.......ab jab amrican CIA ko pata chala ke unhi ke hathyar ISI unke khilaaf istemaal kar rahi hai to wo aag bagoola hue aur ISI ke sarbarah koo amrica bhula kaar khoob khabar lee aur yahan tak kaha ke haqqani network aur ISI aapas mein mile huey hain.......aakhir kaar amrican CIA ko khush karney ke liye Pakistani agenciyo ko baa dil-e naakhwasta inn logo ko aaik aik karke unke hawaley karna parha......Usama bhi ISI ki fanah mein tha aur Mullah umar bhi yahi kahin hoga jab pressure develop hoga too ain mumkin hai wo bhi Amrecans ke hawaley kiya jaaye ga..........Thats how ISI and CIA deteriorated the atmosphere in the region........Ab siyasi logg iss mein kya kar saktay hain????????? Pakistan ki bad qismati ye hai ke jab bhi ye game khela gaya to america ke chaplos lounday (Zia aur Mush) iqtidaar mein thay.......Ghaliban unka aana aur siyasi qiyadat ko raastey se hattana aur marshal law ka nifaz bhi issi silsilay ki karian hain...........
      مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

      Comment

      • #48
        Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

        Originally posted by sohail khan View Post
        372-haha372-haha
        barre kaam k aadmi ho aap to
        aap ko andar ki saari batain pata hoti hai
        us din aap ne chip wali barri dilchasp baat batayi aur aaj 9/11 aur osma ki zindagi par report
        kahi aap wikileaks k baani Julian Assange to nahi hai?
        :lol na yaar haath hoola rakho
        :thmbup:

        Comment

        • #49
          Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

          Originally posted by Mayan khan View Post
          Ye baat roze roshan ki tarah ayan hai ke yahi Pakistani agencian thi jinhon ne in ghair mulkiyon ko yahan pakistan mein training dee inko jadeed amreeki aslahey se lais kiya aur afghanistan bhej diya russians ke khilaaf larnay ke liye........Russia shikast khaa gaya aur ye so called mujahideen iss ke shikast kaa sabab baney.......russian shikast ke baad ye logg apney aap ko dunya e islaam ke tekedaar samjhney lagey ........afghanistan se waafas aakar jab inn logo ne Pakistan mein nifaz e shariat ke liye awaz uttana chaha too inhi agenciyo ne inn logo ke ko dehshat gard qarar diya aur inke khilaaf kaar rawayian shuru kee.......inn mein se joo logg pakistan army ke mukhalif thay aur sachey mujhahid thay unko to terrorist zahir kar ke yaa to amrica ke hawaley kiya gaya yaa maar diya gaya laiken joo inke saath rahey unko pakistani agenciyo ne Kashmir aur Afghanistan mein Bharat aur Afghan govt ke khilaaf istemaal kiya......inn mein se baaz logo ko pakistani siyasi qiyadat ko daranay dhamkaney ka kaam sounpa gaya.......ab jab amrican CIA ko pata chala ke unhi ke hathyar ISI unke khilaaf istemaal kar rahi hai to wo aag bagoola hue aur ISI ke sarbarah koo amrica bhula kaar khoob khabar lee aur yahan tak kaha ke haqqani network aur ISI aapas mein mile huey hain.......aakhir kaar amrican CIA ko khush karney ke liye Pakistani agenciyo ko baa dil-e naakhwasta inn logo ko aaik aik karke unke hawaley karna parha......Usama bhi ISI ki fanah mein tha aur Mullah umar bhi yahi kahin hoga jab pressure develop hoga too ain mumkin hai wo bhi Amrecans ke hawaley kiya jaaye ga..........Thats how ISI and CIA deteriorated the atmosphere in the region........Ab siyasi logg iss mein kya kar saktay hain????????? Pakistan ki bad qismati ye hai ke jab bhi ye game khela gaya to america ke chaplos lounday (Zia aur Mush) iqtidaar mein thay.......Ghaliban unka aana aur siyasi qiyadat ko raastey se hattana aur marshal law ka nifaz bhi issi silsilay ki karian hain...........
          Mein yahan pe kuch add kerna chahoon ga k hamein sub se pehle aik baat zehan mein rakhni chahiye ke CIA ne America ke interest ko protect kerna he aur ISI ne Pakistan ke. In dono agencies ka collaboration kis hud tak he yeh to Leon Panetta aur Shuja Pasha he bata saktay hein. Secret Agencies apni policies aur apni secret information proliferate nahi kertein. Hum Agencies ke moaamlaat ko itna easily predict nahi ker saktay hasoosan jo moaamlaat jaari hoon. Agencies Hamein unhi moaamlaat ki cheeda cheeda information hoti he jo moaamlaat maazi mein anjaam paa chukay hoon. Jesa ke aap ne ouper beyaan kia ke Osama was once Pro-American Militant who fought against Russia and all.

          Aur akser jo information awam unnaas ko batai jati hein wo as such correct bhi nahi hotein. Abbotabad ka operation bhi kisi hud tak doubtful tha. Mujay lagta he ke jo dikhaya ja raha he asal mein baat wo nahi. Kuch exceptions bhi ho saktay hein jese k.

          Ho sakta he ke Osama Bin Ladan maara he gaya hoo lekin kahan? Ho sakta he Afghanistan mein, ho sakta he Kabaili ilaqay mein. Aur marne ke baad us ki body ko Abbotabad mein implant kerne ka operation kia gaya ho ta ke CIA yeh justify ker saktay ke us ki yeh dawa ke Osama Pakistan mein he world community ke samnay aa jaye. Is implantation se 2 tarah ke faiday ho saktay hein America ko. Awal to CIA apni statement ko justify ker jaye ga ke Osama Pakistan mein he tha aur doosra ISI ke collaboration ko bhi challenge kia ja sakay aur CIA ke yeh dawa ke Pakistan mein aur bhi red noticed loog moojood hein aur America mazeed deeda daleeri se wahaan per mazeed operation jari rakh sakay.

          Sadaam pakra gaya us ki footage puri dunia mein dekhi gai. Osama mara gaya us ki aik bhi footage manzar-e-aam per nahi lai gai aur usay Samandar burd kerne ki afwaah pheela di gai.

          Yeh bhi ho sakta he ke CIA ko information mili ho ke Osama to kai saal pehlay he maara ja chuka he. Ub aap apni intelligence ko justify karne k liye koi mansooba plot karein.

          Who knows the reality, only God and CIA.
          :thmbup:

          Comment

          • #50
            Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post

            Well aapki predictions sahi bhi hosakti hai......you are right there are still doubts about the killing of Osama......no one knows the reality as they have given no photage of the operation so far......whether he is killed or not i don't know but i just wrote the background that how he was involved in such activities and how he became a terrorist from so called Mujahid.?...jahan tak merey iss claim ke authenticity ki baat hai to iss ki tasdeeq ISI ke ex-generals jaisay Gen. Hameed gul aur Naseer ullah babar waghair kar chuke hain .........

            Dosri baat jo aap ne kee ke shayad CIA ne Osama ke body ko abbottabad mey implant kiya ho taakey dunya ko ye bawar karasakey ke Osama pakistan hi ke paas tha.? ? agar ye baat maan b lee jaaye to sawal ye paida hota hai ke jab ye logg iss operation ki tayariyan kar rahay thay too uss waqt pakistani agencies kya so rahi thein? yaa wait kar rahi thi ke CIA walay yahan operation kar key dunya ke saamnay hamari naak katwadaingay ke dekho PMA se 4 km door aik compound mein humm ne usama ko maar diya????????
            dosri baat ye ke unko iski zaroorat hi nahi thi already dunya ko ye yaqeen ho gaya hai ke Alqaida aur Haqqani network Pakistan hi mein chupa hua hai.......in the last couple of years a good number of Al qaida members have been arrested in Pakistan like "Khalid sheikh muhammad in Lahore, Abu faraj in Mardan, and many more i can't remember their names.........so i think they already had enough proofs against Paki agencies ......isi liye inko bataye baghair hi ye operation kar daala kyunke unko darr tha ke agar inko bata diya to shayad ye logg Osama ko wahan se kahin orr muntaqil kar daingay......
            مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

            Comment

            • #51
              Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

              Originally posted by Z. View Post

              @Abgeena ??
              Aap ney Rooh ki post ko kyun thank you kaha? kya soch ker? ya kis baat per? (:
              kyunki ab itna tu wazih hoga k jo Un ki mout par khush hoga...wo Amreeca ki khushi ka hissey'daar hoga.....

              Raniya ki is baat se mujhe itefak he..is leay thanx kaha....baki me nahi janti k usama ki death abhi hui ya pehle...un ko qaid kar k rakha gya tha ya abhi tak rakha he...lekin amerika k kehne par me na to kisi ko dehshat gard qrar de sakti hun na zalim...aik jhoota,mkar,Allah ka dushman mulk...lakhon masoom insano ka qatil amrika...mujhe us ki kisi kahani par yakeen nahi he...

              Comment

              • #52
                Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

                Originally posted by Mayan khan View Post
                Well aapki predictions sahi bhi hosakti hai......you are right there are still doubts about the killing of Osama......no one knows the reality as they have given no photage of the operation so far......whether he is killed or not i don't know but i just wrote the background that how he was involved in such activities and how he became a terrorist from so called Mujahid.?...jahan tak merey iss claim ke authenticity ki baat hai to iss ki tasdeeq ISI ke ex-generals jaisay Gen. Hameed gul aur Naseer ullah babar waghair kar chuke hain .........

                Dosri baat jo aap ne kee ke shayad CIA ne Osama ke body ko abbottabad mey implant kiya ho taakey dunya ko ye bawar karasakey ke Osama pakistan hi ke paas tha.? ? agar ye baat maan b lee jaaye to sawal ye paida hota hai ke jab ye logg iss operation ki tayariyan kar rahay thay too uss waqt pakistani agencies kya so rahi thein? yaa wait kar rahi thi ke CIA walay yahan operation kar key dunya ke saamnay hamari naak katwadaingay ke dekho PMA se 4 km door aik compound mein humm ne usama ko maar diya????????
                dosri baat ye ke unko iski zaroorat hi nahi thi already dunya ko ye yaqeen ho gaya hai ke Alqaida aur Haqqani network Pakistan hi mein chupa hua hai.......in the last couple of years a good number of Al qaida members have been arrested in Pakistan like "Khalid sheikh muhammad in Lahore, Abu faraj in Mardan, and many more i can't remember their names.........so i think they already had enough proofs against Paki agencies ......isi liye inko bataye baghair hi ye operation kar daala kyunke unko darr tha ke agar inko bata diya to shayad ye logg Osama ko wahan se kahin orr muntaqil kar daingay......
                Aap ki pehli baat se to mein ne ikhtalaaf kia he nahi he ub to is game ka buchay buchay ko pata he Hameed Gul ki zubani.

                Aur raha aap ki doosri baat ka jawaab ke jub Amrikiyoon ne operation kia tub pakistani agencies kahan soo rahi thein. Is ki bhi kuch wajoohaat ho sakti hein.

                1. This could have been an intelligence collapse by our Military intelligence.
                2. If CIA was supposed to implant the body of Osama in Abbotabad then they didn't necessarily required to join hands of ISI as the operation was meant for absolutely in the interest of American agenda.
                3. Our Radar System was jammed to minimize the counter attack or offensive move by our Military. A chopper was downed with stinger missile. Doesn't this seem to be an involuntary action by our forces.
                4. After chopper was downed a high command message might have been passed to our President or Military intelligence to stop further offense. Maybe this could be a factor.

                We can't be sure or either rule out these fact on some groundless basis. These are possibilities in my eye.
                :thmbup:

                Comment

                • #53
                  Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

                  But my dear have you heard the Chief minister of a smaller province of Pakistan.....i.e Amir Haider Khan hoti???????
                  According to him and his police department when they hear a blast there they rushed to the spot but there they found Pakistan army surrendering that place from all directions and they were sent back......Also the people of that area say that they were ordered by Pakistani army to remain in their houses.....
                  مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                  Comment

                  • #54
                    Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

                    One of my friend lives in abbottabad and he told me every thing ....hahahah .....he observed ..as many others that two choppers were flying with lights off and one was shot down in the area of operated house and second one ran away...after that our reconnaissance plane went in to air .... probably it was really hasty from americans to practice the Nuclear weapon control Drill....LOL....

                    Comment

                    • #55
                      Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

                      and OSAMA just came late to justify this RADAR JAMMING and Violation by american choppers...

                      Comment

                      • #56
                        Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

                        Originally posted by Mayan khan View Post
                        But my dear have you heard the Chief minister of a smaller province of Pakistan.....i.e Amir Haider Khan hoti???????
                        According to him and his police department when they hear a blast there they rushed to the spot but there they found Pakistan army surrendering that place from all directions and they were sent back......Also the people of that area say that they were ordered by Pakistani army to remain in their houses.....
                        I didn't hear hoti. But his statement doesn't necessarily indicate that there was no as such negotiation b/w ISI and CIA. Military is no doubt an organized institution but you still can't rule out some negotiation in some exceptional or unavoidable circumstances. This is not a whole military that matters it is the only four people who matters most i.e. zardari, gillani, pasha, kiyaani etc.
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #57
                          Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

                          Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                          One of my friend lives in abbottabad and he told me every thing ....hahahah .....he observed ..as many others that two choppers were flying with lights off and one was shot down in the area of operated house and second one ran away...after that our reconnaissance plane went in to air .... probably it was really hasty from americans to practice the Nuclear weapon control Drill....LOL....
                          You are going to be bit irrelevant in the end
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #58
                            Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

                            yes this story is not for every one to digest ..:P
                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            You are going to be bit irrelevant in the end

                            Comment

                            • #59
                              Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

                              Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
                              yes this story is not for every one to digest ..:P
                              It is not about digestion. Maybe we need another thread to discuss this particular issue instead of ignoring the very topic of "Osama's Death".
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #60
                                Re: Osama bin Laden mar gaya ya ???

                                Osama.......actually Osama has got nothing to do with his yesterday's death ...( may be you get my point) ....name Osama has been used once again deliberately with subtle care...other wise world knows that he was on Dialysis since 2003 ..and some newspapers are making dialysis machine must for Osama to be in Pakistan .......
                                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                                It is not about digestion. Maybe we need another thread to discuss this particular issue instead of ignoring the very topic of "Osama's Death".
                                Last edited by Capt.Abdur Rehman; 3 May 2011, 11:32.

                                Comment

                                Working...
                                X