Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    quami tarana tabdeel hoga tu kia faraq paray ga. agar nahi hoga phir bhi kia faraq parnay he . hota hey tu hota rahe. hamein kia.
    کسی معاشرتی مفکر کا کہنا ہے کہ "جو لوگ نہ حکومت کی ہمایت میں ہوتے ہیں نہ مخالفت میں " اُن سے تمام شہری حقوق چھین لئے جائیں،جن لوگوں کی کوئی رائے ہی نہیں ہوتی وہ اس قابل نہیں کہ اُنہیں کسی معاشرے کا شہری ہونے کا حق حاصل رہے۔
    :star1:

    Comment

    • #17
      Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
      W sallamm.......

      aissaa Balikol bhii nahii Hoonaa chahieyyy...pehllay hii hamm Qoomitooo main taqseeem hoo karr
      rehh gaieyy hainnnnn....aissaa karnaa Pk say Ghadarii kat Barabbar hoo gaaa
      ye log or kr b kia skty hain...mulk k halaat to behatr kr nahi skty ghaddaari main foran aagy aa jaty hain...ye sb ghaddari hi kr rahy hain or kia hai....

      Originally posted by S.A.Z View Post
      بے شک آپ نے صحیح کہا لیکن اب جیسا کہ حامد میر نے ایک شوشہ چھوڑ دیا ہے تو ہو سکتا ہے کہ کئی لوگ اُس کے ہمخیال بن جائیں ۔کیونکہ اس طرح کی کاروائی سے وہ لوگ مزید ،روشن خیالی ،ترقی پسندی کا ٹھپہ لگوا سکتے ہیں اور اس سعادت کے لئے تو خدا نخواستہ اُنہیں پاکستان کی سر باراز بولی بھی لگانی پڑے تو اپنے بال بچوں سمیت بولی لگا دیں گے۔
      bilkul aisa kren gay in say poori umeed hai bal k yaqeen hai k ye log aisa b kren gay...Allah hi bchaye is mulk ko is mulk k hukmranon say coz is mulk k sb say bary dushman ye khud hain...

      Originally posted by S.A.Z View Post
      کسی معاشرتی مفکر کا کہنا ہے کہ "جو لوگ نہ حکومت کی ہمایت میں ہوتے ہیں نہ مخالفت میں " اُن سے تمام شہری حقوق چھین لئے جائیں،جن لوگوں کی کوئی رائے ہی نہیں ہوتی وہ اس قابل نہیں کہ اُنہیں کسی معاشرے کا شہری ہونے کا حق حاصل رہے۔
      bilkul theek kaha....
      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

      Comment

      • #18
        Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

        hum say achy to dossry mumaalik hain jo hmaay islami asoolon ko apna kr hakoomat chlaaty hain or mulk main har qism ka sakoon hai....sb kuch hai lakin Pakistan ko in logon ny kachra bnaa dia hai...na jany ye kachra kb saaf hoga....
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment

        • #19
          Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

          Originally posted by S.A.Z View Post
          کسی معاشرتی مفکر کا کہنا ہے کہ "جو لوگ نہ حکومت کی ہمایت میں ہوتے ہیں نہ مخالفت میں " اُن سے تمام شہری حقوق چھین لئے جائیں،جن لوگوں کی کوئی رائے ہی نہیں ہوتی وہ اس قابل نہیں کہ اُنہیں کسی معاشرے کا شہری ہونے کا حق حاصل رہے۔
          agreed.
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

            Originally posted by ambreen_shaam View Post
            agreed.

            اسلام علیکم امبرین جی میری بات سے متفق ہونےکا بہت بہت شکریہ۔اللہ جی آپ کو شاد رکھیں آباد رکھیں
            :star1:

            Comment

            • #21
              Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

              Wa Alaikum Aslam,

              Bilkul mein ne yeh program dekha aur kafi interested program tha yeh. Is mein kuch aisay inkashaafaat bhi huay jin ka atleast mujay nahi pata tha. Yeh behas ziada tar koomi taranay ko change kerne ki bajaye koomi taranay ki tareekh per thi. Ager aap is debate ka bright pehlu dekhein ge to hum Pakistaniyon ko is se information he hasil ho gi aur hamain pata chalay ga ke hamara moojoda koomi tarana kin marahal aur halaat se guzar ker aaj ke taranay ki halaat mein zinda he.

              Hamid Mir aur Khawaja zikriya ke comments ziada interesting thay. Khasoosan Khawaja sahib ne Moojooda Koomi taranay ko bohat he logically explain ker ke isay technically best National Anthem sabit kia. Jub ke Hamid Mir ka mookaf yeh tha ke Hindu writer "Jaghat Nath Azad" ka tarana sub se pehlay Karachi ke radio station se on air hua. Quaid-e-Azam ne us waqt Jaghat Nath Azad ka koomi tarana pasand kia aur aur 1954 tak yahi tarana chalta raha aur Ayub Khan aur Mohammad Ali Bogra ke door-e-hakoomat mein Hafiz Jhalandri ka neya tarana pesh kia gaya.

              Hamid mir ka mookaf yeh nahi tha ke koomi tarana change ker dia jaye, bulke ziada tar wo history ko explain kerte rahay. Aur Jaghat Nath Azad ke koomi taranay ke kuch ashaar perh ker bhi sunaye to us se yeh bhi lagta tha ke yeh tarana Musalmano ke jazbaat ki bohat achi azaadi kerta he kata nazar is baat ke kay yeh tarana kis ne likha.

              Hamara moojoda koomi tarana Quaid-e-Azam ka approved Koomi tarana nahi jub ke Jagat Nath Azad jo ke aik hindu tha, us ka koomi tarana Quaid-e-Azam ne approve kia. Jub ke neya koomi tarana 1954 mein bana.

              Lehaza hamein tasveer ke dono rukh dekh ker aggression ki bajaye soochna chahiye. Aur ager hum Jagat Nath Azad ka komi tarana dubara se implement nahi ker saktay to atleast usay Tribute to pesh ker he saktay hein

              Meri zaati raye yeh hay ke Pakistan ke moojooda koomi taranay ko he ub rakha jaye aur isay change kerne ki new debate start na ki jaye. pakistan in halaat mein is ka muthamil nahi ho sakta.
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post

                u r right yhe theme tha iska per meny yeh wala program nai dekha jis k baray men apny bataya hy meny has b hal men dekha tha or usy pehlay sunday magzine men dekha tha.. no doubt ham men sy pehlay ksi ko b yeh nai pata tha k hmra pehla National Anthem kon sa hy...

                or waisy meny b heye kaha tha huh...
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment

                • #23

                  اسلام علیکم سیالکوٹی بھائی۔
                  بہت ہی عمدگی سے آپ نے اپنے خیالات کا اظہار کیا آپ نےصحیح کہا کہ اس پروگرام کے ذریعے ہمیں اپنے ترانےکے بارے میں بہت سی معلومات حاصل ہوئیں ۔
                  لیکن اس پروگرام کو دیکھتےہوئے مجھے صرف یہ احساس ہو رہا تھا کہ اس کے ذریعے اس تقسیم شدہ قوم کو مزید تقسیم کرنےکی طرف قدم رکھا جا رہا ہے۔جہاں تک قائد اعطم کے وقت استعمال شدہ چیزوں کو ہی بنیاد بنایا جائے تو پھر تو 1973 کے آئین کو ہی الگ کر لیا جائے قائد اعظم کے وقت میں زیادہ تر کام "برٹش قوانین"کے تحت ہو رہے تھے سو اب بھی اُنہیں کو جاری رکھنا چاہئے۔دوسرے حامد میر صاحب یہ بھی واضح نہیں کر سکے کہ وہ ترانہ جو"جگت ناتھ آزاد"صاحب نےلکھا تھا کیا وہ درجہ حاصل کر چکا تھا کہ ہر قومی تقریب سے پہلے چلایا جائے ؟؟؟؟؟؟؟ہم یہ کہ سکتے ہیں کہ وہ ایک ملی نغمہ تھا لیکن اس کو یہ اہمیت حاصل نہیں تھی کہ وہ کسی بھی سرکاری تقریب سے پہلے سرکاری طور پر چلایا جائے۔
                  دوسرے مجھے حامد میر صاحب کی اس بات سے شدید دھچکا پہنچا جہاں وہ کہتے ہیں کہ اگر ہم ایک ہندو شاعر کے ترانے کو قومی ترانے کا درجہ دے دیتے تو ہماری پہچان ایک "سیکولر مملکت "کے طور پر ہوتی۔پتہ نہیں ہم اپنی اصل پہچان" مسلم" سے کیوں جان چھڑانے کے لئے بےتاب رہتے ہیں۔
                  آخر میں آپ کی بات بالکل ہی مناسب ترین ہے کہ اب اس بات کو اشو نہیں بننا چاہئے ورنہ وہی بات جو میں پہلے کر چکا ہوں کہ ایک صوبےکے نام پر اتنا واویلہ مچا ہے تو پورے کے پورے قومی ترانے کو تبدیل کرنے پر خدا جانےکیا طوفان اُٹھ کھڑا ہو۔
                  Last edited by S.Athar; 3 May 2010, 10:36.
                  :star1:

                  Comment

                  • #24
                    Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

                    Originally posted by S.A.Z View Post
                    محترم۔میرا ہرگز مطلب آپ پر طنز کرنا نہیں تھا اگر آپ کو میری بات بری لگی ہے تو میں یہ بات ڈیلیٹ کر دیتا ہوں اُمید ہے آپ برا نہیں منائیں گی؟؟ اور ہاں آپ بھی اپنی پوسٹ میں سے چاہیں تو میر ا والا حصہ "حزف "کردیں۔مطلب ختم کر دیں۔:rose۔
                    Nahi janab koi baat nahi aur naa he maen ne bura mnaya hai. Maen Gaa hoon gee nahi.
                    Ehsaas Aik Aysi Ne'mat Hai, Jissey Mil Jaaye Vo Azeem

                    Comment

                    • #25
                      Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

                      Originally posted by S.A.Z View Post
                      کسی معاشرتی مفکر کا کہنا ہے کہ "جو لوگ نہ حکومت کی ہمایت میں ہوتے ہیں نہ مخالفت میں " اُن سے تمام شہری حقوق چھین لئے جائیں،جن لوگوں کی کوئی رائے ہی نہیں ہوتی وہ اس قابل نہیں کہ اُنہیں کسی معاشرے کا شہری ہونے کا حق حاصل رہے۔
                      Really great thinking and comments.
                      Ehsaas Aik Aysi Ne'mat Hai, Jissey Mil Jaaye Vo Azeem

                      Comment

                      • #26
                        Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

                        Originally posted by Happy Girl View Post
                        waalikumaslam

                        main itna hi kehna chahoon gi k aisa nahi hona chahiye....

                        ye koi choti c baat nahi hai koi ghazal koi shair nahi hai jisy jb chaha tabdeel kr lia...

                        Qomi taran jo hai wahi rehna chahiye...
                        g belkul theak change nehi hona chahe'a
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

                          Originally posted by poorsfirst;1330440[U
                          ]Nahi janab koi baat nahi aur naa he maen ne bura mnaya hai[/U]. Maen Gaa hoon gee nahi.
                          اسلام علیکم۔
                          میں اس وسیع القلبی کا ہمیشہ مشکور رہوں گا۔:rose۔
                          :star1:

                          Comment

                          • #28
                            Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Wa Alaikum Aslam,

                            Bilkul mein ne yeh program dekha aur kafi interested program tha yeh. Is mein kuch aisay inkashaafaat bhi huay jin ka atleast mujay nahi pata tha. Yeh behas ziada tar koomi taranay ko change kerne ki bajaye koomi taranay ki tareekh per thi. Ager aap is debate ka bright pehlu dekhein ge to hum Pakistaniyon ko is se information he hasil ho gi aur hamain pata chalay ga ke hamara moojoda koomi tarana kin marahal aur halaat se guzar ker aaj ke taranay ki halaat mein zinda he.

                            Hamid Mir aur Khawaja zikriya ke comments ziada interesting thay. Khasoosan Khawaja sahib ne Moojooda Koomi taranay ko bohat he logically explain ker ke isay technically best National Anthem sabit kia. Jub ke Hamid Mir ka mookaf yeh tha ke Hindu writer "Jaghat Nath Azad" ka tarana sub se pehlay Karachi ke radio station se on air hua. Quaid-e-Azam ne us waqt Jaghat Nath Azad ka koomi tarana pasand kia aur aur 1954 tak yahi tarana chalta raha aur Ayub Khan aur Mohammad Ali Bogra ke door-e-hakoomat mein Hafiz Jhalandri ka neya tarana pesh kia gaya.

                            Hamid mir ka mookaf yeh nahi tha ke koomi tarana change ker dia jaye, bulke ziada tar wo history ko explain kerte rahay. Aur Jaghat Nath Azad ke koomi taranay ke kuch ashaar perh ker bhi sunaye to us se yeh bhi lagta tha ke yeh tarana Musalmano ke jazbaat ki bohat achi azaadi kerta he kata nazar is baat ke kay yeh tarana kis ne likha.

                            Hamara moojoda koomi tarana Quaid-e-Azam ka approved Koomi tarana nahi jub ke Jagat Nath Azad jo ke aik hindu tha, us ka koomi tarana Quaid-e-Azam ne approve kia. Jub ke neya koomi tarana 1954 mein bana.

                            Lehaza hamein tasveer ke dono rukh dekh ker aggression ki bajaye soochna chahiye. Aur ager hum Jagat Nath Azad ka komi tarana dubara se implement nahi ker saktay to atleast usay Tribute to pesh ker he saktay hein

                            Meri zaati raye yeh hay ke Pakistan ke moojooda koomi taranay ko he ub rakha jaye aur isay change kerne ki new debate start na ki jaye. pakistan in halaat mein is ka muthamil nahi ho sakta.
                            bohat acha explain kia very nice...main ny ye programme nahi dekha tha bus isi thread say pata chala k aisa kuch hooaa hai...

                            taran yahi rehna chahiye...

                            Originally posted by shahid_naman View Post
                            g belkul theak change nehi hona chahe'a
                            thanx...
                            Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                            Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                            Comment

                            • #29
                              Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

                              Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                              u r right yhe theme tha iska per meny yeh wala program nai dekha jis k baray men apny bataya hy meny has b hal men dekha tha or usy pehlay sunday magzine men dekha tha.. no doubt ham men sy pehlay ksi ko b yeh nai pata tha k hmra pehla National Anthem kon sa hy...

                              or waisy meny b heye kaha tha huh...
                              Aap ki soochi aur meri sooch hameesha bohat milti julti hoti he, khush rahiye :shyy:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: نیا شوشہ "قومی ترانہ تبدیل کرو" ۔

                                Originally posted by Happy Girl View Post
                                bohat acha explain kia very nice...main ny ye programme nahi dekha tha bus isi thread say pata chala k aisa kuch hooaa hai...

                                taran yahi rehna chahiye...

                                thanx...
                                Aye khush rehnay wali larki, tumhara bhi shukriya :shyy:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X