Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Valentine Day - Aik Behas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Valentine Day - Aik Behas

    Thread has been locked from administration.
    Allah

    Comment


    • Re: Valentine Day - Aik Behas

      Originally posted by Yaaram View Post
      Thread has been locked from administration.

      I've reopned it.
      مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
      نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

      Comment


      • Re: Valentine Day - Aik Behas

        Hamari qaum ney apni falah ki raah nikaal li hai aur hamari falah is mein hai keh jahan per hamein apna mufaad ya apni khawahish nazar nahin aati, wahan per Quran aur Sunnat ko zabardast tareeqey per na'jaiiz istimaal kar key apni marzi haasil ki jaey, beshak na'jaiiz aur na'haq kisi jaggah per qabza kar key wahan masjidein hi kyun na kharri kar di jaein.

        Aur jahan hamein apni marzi haasil ho rahi ho, wahan per sab kuchh bhool jaein aur Quran aur Sunnat ko faramosh kar diya jaey - bohat koob!

        MERA Islam kehta hai keh jis ney ghair'muslimon key taur aur tarz per chalney ki koshish ki, yani unki taqleed ki is tarha keh unki apni zindagi guzarney ka andaaz waisa hi ho geya jaisa unka hai, woh unkey saath unki rasmon, riwajon, maslak waghera mein shamil honey laga woh Islam sey kharij hai.

        Aap logon ka kehna hai keh Valentines Day aik ghair'Islami tehwar hai, isi liyey iskey mananey mein mukhalfat honi chahiyey - agree and completely agree!

        Main yahan zel mein chand dino/tehwaron/taqreebon ka ziker kar raha hoon, mujhey btaein keh in mein sey kaun kaun sa Islami hai aur kaun sa nahin, jo ham nahin manatey:
        • Saalgirah
        • Qul, Soyim ya Chaaleeswan
        • Urs ya Barsiyaan
        • Basant
        • 23. March
        • Independence Day
        • Youm-e-Dafa'a
        • Quaid Day
        • Iqbal Day
        • New Years Day
        • Jashn-e-Baharan
        • Shab-e-brat aur uska Jashan/taqreeb
        • Muharram aur uski taqareeb jaisa Noha Khana, Ghorra nikalna


        aur end mein aik din ka ziker karoon ga jiska sun ker bohat sarey musalmaan tarrap uthein gey. Quran aur Sunnat ki roshni mein yeh sabit kijiyey keh Eid Milad-ul-Nabi SAW manana drust hai aur yeh fail Nabi Kareem SAW ney manaey ka kaha hai ya Allah Tala ney iski basharat Quran mein di hai aur kya Khulfa-e-Rashdeen is din ko manaya kartey they?
        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

        Comment


        • Re: Valentine Day - Aik Behas

          Originally posted by crystal_thinking View Post

          4 ur kind information meny apna sigi apky neyahat ikhlaq sy giry hoye comments ki wajha sy nai kra balkay mjko wo flower mila jo mry avtr sy match krta hy or agr snapsort k liya men search na krti to men usy he use kr re hti because i knw wot im mjhy apki baton py kan dharny ki zarurt nai...

          yaeh im going to be very egoistic because my talking with u n ur not at all my friend...

          ksi k character py unglu uthana shaid apki ikhlatiyat men shamil ho ga mere mery liya wo aik nehayat he giri hoye harkat hy...
          Bibi akal ki baat ager tumharay maan baap ne tumhein nahi samjai aur ager koi gair samja raha he to us ko samjo. Apnay vulgar siggy change ker ke jo tumhein credit mein ne diya tha wo wapis leta hoon. Tumharay ikhlaakiyaat se mein achi tarah waqif ho gaya hoon, tumhein is ki sanad dene ki zaroorat nahi. Muj se kerwi baatein to tum ker nahi sako gi. Lekin sanf'e'nazuk se mukabla kia to kia kia. Behtar he ke tum ub is topic pe khamooshi ikhteyaar ker lo. Kyoon ke mein samajta hoon ke ub ke tum ne reply kia to baat ziada he personal ho jaye gi. So stay at a safe distance.
          :thmbup:

          Comment


          • Re: Valentine Day - Aik Behas

            Originally posted by Admin View Post
            Aap logon ka kehna hai keh Valentines Day aik ghair'Islami tehwar hai, isi liyey iskey mananey mein mukhalfat honi chahiyey - agree and completely agree!
            Bas masla yahi tak he. Tum agree ho gaye baat khatam.

            *I think ub is topic ko close ker dena chahiye, ta ke zatiyaat se aur fazool behas se bacha jaye*
            :thmbup:

            Comment


            • Re: Valentine Day - Aik Behas

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Bas masla yahi tak he. Tum agree ho gaye baat khatam.

              *I think ub is topic ko close ker dena chahiye, ta ke zatiyaat se aur fazool behas se bacha jaye*
              main ney jo baatein poochhein hain woh zaatiyat mein nahin aatin mister - unka ta'aluq sarey muashrey sey hai - agar tum zaatiyaat sey bala'tar ho ker baat karney ki salahiyat rakhtey ho to meri baton ka jawab do !!!

              Meri post number 73 ko zaatiyaat ka nishana bhi tum ney khud bnaya hai.
              Last edited by Admin; 17 February 2010, 11:51.
              مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
              نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

              Comment


              • Re: Valentine Day - Aik Behas

                Originally posted by Admin View Post
                main ney jo baatein poochhein hain woh zaatiyat mein nahin aatin mister - unka ta'aluq sarey muashrey sey hai - agar tum zaatiyaat sey bala'tar ho ker baat karney ki salahiyat rakhtey ho to meri baton ka jawab do !!!

                Meri post number 73 ko zaatiyaat ka nishana bhi tum ney khud bnaya hai.

                Mera personal opinion poochtay ho to mein yeh kahoon ga ke

                23. March
                Independence Day
                Youm-e-Dafa'a
                Quaid Day
                Iqbal Day

                yeh hamaray koomi din hein. Aur in dino State ki taraf se aam tateel ka ailaan kia jata he. Qaiad-e-Azam aur Allama Iqbal hamaray koomi hero hein is liye un ko in dino tribute pesh kia jata he. Aur in dino ko "Manaya" nahi jata bulke tribute pesh kia jata he.

                Baki ke din jo tum ne mention kiye hein, jo manatay hein you can ask them to answer you.
                :thmbup:

                Comment


                • Re: Valentine Day - Aik Behas

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Mera personal opinion poochtay ho to mein yeh kahoon ga ke

                  23. March
                  Independence Day
                  Youm-e-Dafa'a
                  Quaid Day
                  Iqbal Day

                  yeh hamaray koomi din hein. Aur in dino State ki taraf se aam tateel ka ailaan kia jata he. Qaiad-e-Azam aur Allama Iqbal hamaray koomi hero hein is liye un ko in dino tribute pesh kia jata he. Aur in dino ko "Manaya" nahi jata bulke tribute pesh kia jata he.

                  Baki ke din jo tum ne mention kiye hein, jo manatay hein you can ask them to answer you.

                  Inkey ISLAMI honey ka kya juz hai? Kya independence day hamein Christians ki tarf sey nahin mila???? Islam mein Britisher sey pehley yeh din kahan manaya jata tha? Kya us waqt Islami Riyasatein nahin thi??? Yeh tehwaar bhi ham Angrezon HI ki naqal per manatey hain iska ISLAMI honey ka kya jawaz hai?????
                  مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                  نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                  Comment


                  • Re: Valentine Day - Aik Behas

                    Originally posted by Admin View Post
                    Inkey ISLAMI honey ka kya juz hai? Kya independence day hamein Christians ki tarf sey nahin mila???? Islam mein Britisher sey pehley yeh din kahan manaya jata tha? Kya us waqt Islami Riyasatein nahin thi??? Yeh tehwaar bhi ham Angrezon HI ki naqal per manatey hain iska ISLAMI honey ka kya jawaz hai?????
                    This has nothing to do with any religion.
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: Valentine Day - Aik Behas

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      This has nothing to do with any religion.
                      372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha

                      Valentine Day ka bhi KISI RELIGION SEY KOI TA'ALUQ nahin!!!!!!!
                      مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                      نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                      Comment


                      • Re: Valentine Day - Aik Behas

                        Aur Aamir ab tumhein is thread mein bolney ka koi haq nahin. I'll delete your new posts from now on. Kyun keh mujhey Abhi tak merey in sawalon ka jawab nahin mila:


                        Main yahan zel mein chand dino/tehwaron/taqreebon ka ziker kar raha hoon, mujhey btaein keh in mein sey kaun kaun sa Islami hai aur kaun sa nahin, jo ham nahin manatey:
                        • Saalgirah
                        • Qul, Soyim ya Chaaleeswan
                        • Urs ya Barsiyaan
                        • Basant
                        • 23. March
                        • Independence Day
                        • Youm-e-Dafa'a
                        • Quaid Day
                        • Iqbal Day
                        • New Years Day
                        • Jashn-e-Baharan
                        • Shab-e-brat aur uska Jashan/taqreeb
                        • Muharram aur uski taqareeb jaisa Noha Khana, Ghorra nikalna


                        aur end mein aik din ka ziker karoon ga jiska sun ker bohat sarey musalmaan tarrap uthein gey. Quran aur Sunnat ki roshni mein yeh sabit kijiyey keh Eid Milad-ul-Nabi SAW manana drust hai aur yeh fail Nabi Kareem SAW ney manaey ka kaha hai ya Allah Tala ney iski basharat Quran mein di hai aur kya Khulfa-e-Rashdeen is din ko manaya kartey they?
                        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                        Comment


                        • Re: Valentine Day - Aik Behas

                          ^^^aap sabhi cheezein mix-up nahi ker rahey hein?
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • Re: Valentine Day - Aik Behas

                            Originally posted by Z. View Post
                            ^^^aap sabhi cheezein mix-up nahi ker rahey hein?
                            Valentines Day ham is liyey nahin manatey keh yeh ghair'Islami tehwar hai aur issey angrez ney shuru kiya tha jo Christian tha...

                            Theek manta hoon keh aisa nahin hona chahiyey.

                            Kal main ney kuchh kitabein chhani hain, un mein mujhey in dino ki nisbat maloomat mili hain, to mera sawaal yah keh un mein sey aisa kon sa din aur uski taqreebat aisi hain jo ISLAMI hain aur jinki Islam mein ijaazat hai, jinhein ham manatey hain... aap btaiyey
                            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                            Comment


                            • Re: Valentine Day - Aik Behas

                              me tu saare hi din celebrate karti ho... Sunday ho ya Monday....

                              Comment


                              • Re: Valentine Day - Aik Behas

                                Originally posted by ummid View Post
                                me tu saare hi din celebrate karti ho... Sunday ho ya Monday....
                                de u kay monday to sunday per bhi behas shrou hojani ha 372-scare

                                Comment

                                Working...
                                X