Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Valentine Day - Aik Behas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by Admin View Post
    :) insaan ki poochhal per jab paoun aaey na to to chilata hai. tumhara chilana banta hai.
    ball tere haath mein he. ball kerwaye ga to mein ub stop kerne ki bajaye sixer maaron ga, you know "tit for tat".

    I warned you last night to not be personal with me. Mein ne pehlay bhi tumharay bohat saray personal attacks berdasht kiye hein, aur mein hameesha apni taraf se tumhari izat he kerta aaya hoon, lekin ub tum ne hud ker di he Masood miyan.
    Last edited by Mr. Sialkoty; 16 February 2010, 12:18.

    Leave a comment:

  • Admin
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Tu zehni toor per beemaar he is baat ka bakhoobi andaza mujay ho chuka. Baat ka jawaab baat se de to ziada acha he else you will be quite vulnerable to face possible offensive move from my side. Aur aik baat jo doosti ki tu ker raha he, miyaan aik bohat bara fact yeh he ke both of us got personality clash. Teri sooch mein aur meri sooch mein zameen aasman ka faraq he. Tu mujay doost keh ker jhoot to bool sakta he per mein yeh jhoot nahi bool sakta, cuz we have always been like colleagues or acquaintance not really friends and it is quite vivid. Let it not be an issue.

    Dekh Masood tera apna experience he aur mera apna, ager tu denmark mein chand aik bandon se deal kerta he to mein puri dunia mein dealing kerta hoon. Aankh ka ishara bhi samaj leta hoon aur tu to phir bhi lafzoon ka hair'phair kerta he jo kafi hud tak tumhari daastan aasan lafzoon mein bhi beyaan ker jatay hein. Lafzoon ke hair'phair ka tu khilaari he, jub ke mein is style ko neech samajta hoon. Jo baat kerni he open ki jaye. Aur mein phir yahi kahon ga ke tere questions ke peechay aik pura case chupa hua he jo tu dabay lafzon mein mere samnay rakhna chahta he. dabay lafzon mein kyoon mein to openly us case ko bhi handle kerne ko teyaar hoon. Kyoon ke mein kisi ka kana nahi hoon, Alhamdullilah

    :) insaan ki poochhal per jab paoun aaey na to to chilata hai. tumhara chilana banta hai.

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by Admin View Post
    aur yehi aik chhot si baat hai jo aap logon ki samajh mein nahin aa rahi. Aur aap apni ghalt baton ko mazeed justify kar rahey hain to aik baar phir kehta hoon keh:

    Muhabbat ka izhar kisi din ka muqayyad nahin, magar kisi "ahmaq" kisi "jahil" ney issey aik ba'qaidah reet bnaa di hai to is mein koi buraii nahin.

    Jo manatey hain na woh kaafir hain aur jo nahin manatey na woh momin hain. Is per itni tension lena ahmaqana baat hai - hamarey haan aur bohat sarey GHAIR ISLAMI kaam ho rahey hain pehley un per tawajoh di jaey!!!! Warna Basant bhi manana ghair islami hai kya aap log ussey band karwa saktey hain?
    Tu ne koi hadees keh di kia? Mein ne aaya aur ahadees ke references quote kiye, ager un mein se tujay "Naoozbillah" kisi pe shak he to baat ker else stop beating about the bushes.

    Leave a comment:

  • _Dard_Aashna_
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by Admin View Post
    aur yehi aik chhot si baat hai jo aap logon ki samajh mein nahin aa rahi. Aur aap apni ghalt baton ko mazeed justify kar rahey hain to aik baar phir kehta hoon keh:

    Muhabbat ka izhar kisi din ka muqayyad nahin, magar kisi "ahmaq" kisi "jahil" ney issey aik ba'qaidah reet bnaa di hai to is mein koi buraii nahin.

    Jo manatey hain na woh kaafir hain aur jo nahin manatey na woh momin hain. Is per itni tension lena ahmaqana baat hai - hamarey haan aur bohat sarey GHAIR ISLAMI kaam ho rahey hain pehley un per tawajoh di jaey!!!! Warna Basant bhi manana ghair islami hai kya aap log ussey band karwa saktey hain?

    sir G
    us ahmaq aur jahil ki pairvi is ahmaq qoum ko karnay kis nay kaha ?

    offcourse basant bhi fazol hay
    us pay bhi tanqeed bhi honi chahye pabandi bhi honi chahye

    band karwanay k liye shor zaror macha saktay hain .. magar band nahi karwa saktay
    kiun k us pay bhi aisa he wawela khara ho jana hay jesay is thread pay ho raha hay

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by Admin View Post
    Lakh di lanat teri soch per aur fiitey munh teri is behoodah soch ka!!! Is waqt mujhey tumhein apna purana dost kehtey huwey sharm mehsoos ho rahi hai. Main ney aaj tak kabhi kisi ki zaat per baat nahin ki yeh baat tu Forums ki duniya mein ksi bhi bandey sey poochh sakta hai - main ney jab bhi baat ki hai GENERAL ki hai - aur yeh problem main kaii aik forums per dekh chuka hoon. Agar tumehin is mein apni shakal nazar aa rahi hai to yeh teri soch ka qasoor hai - merey andaaz ka nahin.

    Mujhey apney aap per itna fakhar hai aur rahey ga keh main ney aaj tak kabhi kisi ki zaat per ungli nahin uthaii - to tum per kaisey utha sakta hoon? Tum apney aap ko be'niqaab khud kar rahey ho. Zara hosh key nakhun lo!!!

    Kya tum merey darja-e-bala sawalaat ko bohat sarey logon mein mojood nahin dekho gey?

    Safia ney aik baat kahi hai, main ney us per us sey doosri bateon ka jo hamarey haan larkey aksar kartey hain, un per poocha hai to tumhein apney daman mein chheed nazar aaney laga hai?

    Tu zehni toor per beemaar he is baat ka bakhoobi andaza mujay ho chuka. Baat ka jawaab baat se de to ziada acha he else you will be quite vulnerable to face possible offensive move from my side. Aur aik baat jo doosti ki tu ker raha he, miyaan aik bohat bara fact yeh he ke both of us got personality clash. Teri sooch mein aur meri sooch mein zameen aasman ka faraq he. Tu mujay doost keh ker jhoot to bool sakta he per mein yeh jhoot nahi bool sakta, cuz we have always been like colleagues or acquaintance not really friends and it is quite vivid. Let it not be an issue.

    Dekh Masood tera apna experience he aur mera apna, ager tu denmark mein chand aik bandon se deal kerta he to mein puri dunia mein dealing kerta hoon. Aankh ka ishara bhi samaj leta hoon aur tu to phir bhi lafzoon ka hair'phair kerta he jo kafi hud tak tumhari daastan aasan lafzoon mein bhi beyaan ker jatay hein. Lafzoon ke hair'phair ka tu khilaari he, jub ke mein is style ko neech samajta hoon. Jo baat kerni he open ki jaye. Aur mein phir yahi kahon ga ke tere questions ke peechay aik pura case chupa hua he jo tu dabay lafzon mein mere samnay rakhna chahta he. dabay lafzon mein kyoon mein to openly us case ko bhi handle kerne ko teyaar hoon. Kyoon ke mein kisi ka kana nahi hoon, Alhamdullilah

    Leave a comment:

  • Admin
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Safia sahib meri baat ka aa ker jawab dein!

    Leave a comment:

  • Admin
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Kaash ke aap ki he baat samaj aa jaye in loogon ko
    Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
    saal main aik isi din ki muhtaaji kiun bhii
    aur yehi aik chhot si baat hai jo aap logon ki samajh mein nahin aa rahi. Aur aap apni ghalt baton ko mazeed justify kar rahey hain to aik baar phir kehta hoon keh:

    Muhabbat ka izhar kisi din ka muqayyad nahin, magar kisi "ahmaq" kisi "jahil" ney issey aik ba'qaidah reet bnaa di hai to is mein koi buraii nahin.

    Jo manatey hain na woh kaafir hain aur jo nahin manatey na woh momin hain. Is per itni tension lena ahmaqana baat hai - hamarey haan aur bohat sarey GHAIR ISLAMI kaam ho rahey hain pehley un per tawajoh di jaey!!!! Warna Basant bhi manana ghair islami hai kya aap log ussey band karwa saktey hain?

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
    yahan to baat kahen ki kahen ja nikli hay
    aik dosray ki zatyaat pay keechar na uchaalen
    valentine day ki history k bad specialy ye din manana ajeeb o ghareeb ....rasam hay ya riwaj hay ya shoq hay pata nahi kia hay

    agar muhabbat ka izhaar he karna hay ... ( mera matlab gf bf wali muhabbat nahi )
    maan say baap say behn say bhai say jis say bhi
    to kia kisi khas din ki zarorat hay?
    wesay he keh den wesay he gift day den
    saal main aik isi din ki muhtaaji kiun bhii
    Kaash ke aap ki he baat samaj aa jaye in loogon ko

    Leave a comment:

  • Admin
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Itni mooti mooti books wali liberary ki pics forum pe show ker saktay ho to last page pe jo mein ne share kia he aur highlight kia he, thoora sa time nikaal ker usay bhi dekh lo. Quran mein "Sumun Bukumun" ka lafz jin loogon ke liye istamaal hua he wo koi aasman se nahi utray

    Islam ka naam leney walon sey main aur bohat kuchh poochh sakta hoon magar woh batein tum logon key liyey irrelevant hai.

    Mujhey tum kisi bhi wazeh saboot sey yeh btaa do keh Valentines Day ka ta'aluq Christianty sey hai aur yeh is mazhab ka hissah hai.

    Baat doosrey mazhab ki hui hai.

    Leave a comment:

  • Admin
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Dekh Masood, tu ub oochay hathkandoon per utar aaya he to peechay rehnay wala ub mein bhi nahi hoon. Mein ne tujay kaha tha na ke mein responsive ziada hoon. If you want to maintain your respect, then learn to respect others. Tere dabay lafzoon ke isharay mujay bakhoobi samaj aatay hein, lekin mein dabay lafzon mein baat kerne ka kail nahi hoon. Tu kia samajta he ke mein yahan andhoon ki tarah forum pe betha hua hoon mujay teri activities ka nahi pata. Tu aisa ker us larki ko bhi yahi pe le aa jis ka tu wakeel bana betha he. Meedan bhi hazir he aur ghaaray bhi. Doodh ka doodh aur pani ka pani ker lete hein yahan pe aur game kheel lete hein "You miss I hit" wali.

    Lakh di lanat teri soch per aur fiitey munh teri is behoodah soch ka!!! Is waqt mujhey tumhein apna purana dost kehtey huwey sharm mehsoos ho rahi hai. Main ney aaj tak kabhi kisi ki zaat per baat nahin ki yeh baat tu Forums ki duniya mein ksi bhi bandey sey poochh sakta hai - main ney jab bhi baat ki hai GENERAL ki hai - aur yeh problem main kaii aik forums per dekh chuka hoon. Agar tumehin is mein apni shakal nazar aa rahi hai to yeh teri soch ka qasoor hai - merey andaaz ka nahin.

    Mujhey apney aap per itna fakhar hai aur rahey ga keh main ney aaj tak kabhi kisi ki zaat per ungli nahin uthaii - to tum per kaisey utha sakta hoon? Tum apney aap ko be'niqaab khud kar rahey ho. Zara hosh key nakhun lo!!!

    Kya tum merey darja-e-bala sawalaat ko bohat sarey logon mein mojood nahin dekho gey?

    Safia ney aik baat kahi hai, main ney us per us sey doosri bateon ka jo hamarey haan larkey aksar kartey hain, un per poocha hai to tumhein apney daman mein chheed nazar aaney laga hai?

    Leave a comment:

  • _Dard_Aashna_
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    yahan to baat kahen ki kahen ja nikli hay
    aik dosray ki zatyaat pay keechar na uchaalen
    valentine day ki history k bad specialy ye din manana ajeeb o ghareeb ....rasam hay ya riwaj hay ya shoq hay pata nahi kia hay

    agar muhabbat ka izhaar he karna hay ... ( mera matlab gf bf wali muhabbat nahi )
    maan say baap say behn say bhai say jis say bhi
    to kia kisi khas din ki zarorat hay?
    wesay he keh den wesay he gift day den
    saal main aik isi din ki muhtaaji kiun bhii

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by Admin View Post
    Khuda key liyey aap log apna concept drust kijiyey - iska kisi key mazhab sey KOI ta'aluq nahin - Valentines Day ka KISI bhi mazhab sey koi ta'aluq nahin - jab aap lo kisi concept ko hi nahin samjhtey to us per baat karney sey parhaiz kiya kijiyey :)
    Itni mooti mooti books wali liberary ki pics forum pe show ker saktay ho to last page pe jo mein ne share kia he aur highlight kia he, thoora sa time nikaal ker usay bhi dekh lo. Quran mein "Sumun Bukumun" ka lafz jin loogon ke liye istamaal hua he wo koi aasman se nahi utray

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by Admin View Post
    Mujhey is baat sey qatan behas nahin keh yeh drust hai keh nahn, per main aap sey aik sawaal zaroor poochhon ga, kya kisi key saath izhar-e-muhabbat karney key liyey zaroori hai keh woh girl friend hi ho ya boy friend hi ho? Kya aik beti apney baap ko nahin kah sakti? Kya aik beta apni maan ko nahin kah sakta? Kya aik behan apney bhai ko nahin kah sakti?

    Aap logon key zehn mein sirf ulti batein hi kyun aati hain?

    Kya kisi larki ko jabran dost bnana aap key Islam mein rawa hai?

    Kya kisi larki ko blackmail kar key us sey dosti karna aap key Islam mein drust hai?

    Kya kisi larki ko Get To Gathering mein jabran invite karna aap key Islam mein drust hai??

    Kya kisi larki ko open forum per apna phone number dena keh mujh sey dosti karo, aap key Islam mein drust hai???

    Don't take it personally just tell mein - kya yeh sab batein aap key Islam mein drust hain?
    Dekh Masood, tu ub oochay hathkandoon per utar aaya he to peechay rehnay wala ub mein bhi nahi hoon. Mein ne tujay kaha tha na ke mein responsive ziada hoon. If you want to maintain your respect, then learn to respect others. Tere dabay lafzoon ke isharay mujay bakhoobi samaj aatay hein, lekin mein dabay lafzon mein baat kerne ka kail nahi hoon. Tu kia samajta he ke mein yahan andhoon ki tarah forum pe betha hua hoon mujay teri activities ka nahi pata. Tu aisa ker us larki ko bhi yahi pe le aa jis ka tu wakeel bana betha he. Meedan bhi hazir he aur ghaaray bhi. Doodh ka doodh aur pani ka pani ker lete hein yahan pe aur game kheel lete hein "You miss I hit" wali.

    Leave a comment:

  • Admin
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by unity View Post
    mere khiyal me bohat zeada bilawaja ki behes se behter he k ham doosre mazahaib k tehwaron k bare me hamare piyare Nabi SAW ne jo irshad farmaya he us ko parh lein.
    Khuda key liyey aap log apna concept drust kijiyey - iska kisi key mazhab sey KOI ta'aluq nahin - Valentines Day ka KISI bhi mazhab sey koi ta'aluq nahin - jab aap lo kisi concept ko hi nahin samjhtey to us per baat karney sey parhaiz kiya kijiyey :)

    Leave a comment:

  • Admin
    replied
    Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by safia View Post
    kiya boy friend yaa girl friends banana hamari society yaa culture mein hai???

Working...
X