Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Valentine Day - Aik Behas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Valentine Day - Aik Behas

    Originally posted by unity View Post
    ye Saint Valentine kon sahab the??Saint kon hota he??or ager bil farz ye mazhab ki baat nahi to mujhe herat he k ap aik indian films n songs k sakht khilaf hen to chalen tehzeebi tor bhi ye hamari mohabat ki rewayat nahi banti...ager is khurafaat type mohabat ko mnaey bina zindagi mohal he to chalen phir sohi mahiwal,sasi punu,heer ranjha k din mnate hen or un par ye sab kar lete hen.akher ye sab bhi to gunahagar-e-mohabat rahe hen hamari apni saqafat ke
    You rock senorita :thmbup:
    :thmbup:

    Comment

    • Re: Valentine Day - Aik Behas

      Originally posted by unity View Post
      zaher he jis tahzeeb k ye din hen wo saalme aik hi martba apni mothers ko wish karte hen baki din un ko yaad bhi nahi hota k maan baap hen kahan...or baap ka to becharin ko pata bhi nahi hota k tha kon
      bilkul sahi fermaya. In loogon ko saal mein aik he baar naseeb hota he ke yeh apnay maan baap ko wish karein baki ke din in ke apnay hotay hein.

      Ub yeh valentine day itni phail gai he, ke mein chand din pehlay aik exhibition mein gaya to wahan per 15, 15 years ki larkiyan "TEA MUG" per different statements likhwa rahi thein like

      "I love you sohail"
      "I love you my friend"
      "You will always be my jani"

      and so on.

      Mera dil chah raha tha ke in larkiyoon ke kaan ke neechay 2, 2 lagaon aur in ke maan baap ko paker ker ander ker doon. Valentine ki babat Pakistan mein bhi kitni vulgarity perwaan charh rahi he
      :thmbup:

      Comment

      • Re: Valentine Day - Aik Behas

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        You rock senorita :thmbup:
        :shyy:

        Comment

        • Re: Valentine Day - Aik Behas

          Asslamo Alikum to all

          Main apna aap ko batata chalon ke main Valentine Day, Mother Day, father day ya aisa kuch bhi makhsoos din bilkul bhi celebrate nahi karta, aur is ziman main mera apna view hay aur woh yeh hay ke Mohabbatein kisi aik din ki muhtaaj nahi hoti, Pyar aur Khalos ki ghari ka QAIL har giz nahi..!!! Yeh baat crystal clear hay yahan tak.

          Jahan tak baat aa gayi burayi ki, wahan aap us ko zaroor bura kahein, aur us ke sath us bandy ki islaah ki koshish bhi karein na ke uss ki zatyaat pe dhawa bol dein. Islam ka aik hi view aap log keu le ke beth jatey hain, aap nahi janty ke din main aap sab kitni galtian/burayan karty hain, lekan apny girebaan main jhankny ki bajaye kisi ki so called ISLAAH kar rahy hotey hain, yeh kia tareeka hua, Islam main ISLAAH karny k bhi rules and regulations hain. Yeh QATI Allow nahi he ke aap kisi ke ahsasat ko majrooh kar dein, na aap kisi ko underestimate kar sakty hain ke woh kitna pakka aur sacha musalmaan hay. Islaah karny ke moderate tarikay bhi hain jin ko aap adopt kar sakty hain. Agar crystal galat hay to us ki islaah bilkul right way main honi chahye thi na ke us ko yeh keh dia jata ke go ahead and celebrate Christmis. What is this. Kisi musalmaan ke lye aisay ilfaaz kitna bara dhachkaa hay.

          Aur valentine day ke barey mian kuch nahi kehna chahon ga ke yeh kahan se chala kahan se nahi keun ke main is k barey main ilam nahi rakhta celebrate na karny ki wajah main ne ooper bayan kar di hay. han main itna zaroor kehna chahon ga ke mohabbat ki koi boundry nahi hay na din makhsoos karein. na kuch aur. :)

          Khush raho sab.

          Best Regards.
          Allah

            yehi to...ager ye din couples k leay he to just married logon tak hi rehta lekin ye to bari hi besharmi se larke larkiyan mna rahe hote hen.behad khofnak ntaij hon ge jis k....ye musharaf ki roshan khiyali k phal hen jo samne aen ge kiun k usi k time period me is ko zeada promote ki gya:garmi:

              You are right senorita. Hota kia he, shuru mein to yeh lower level pe manaya jata he, aahista aahista aisi customs ki jarein moaashray mein mazboot tar hoti jati he, aur pehlay se ziada be'baaki aa jati he. Aur aahista aahista yeh bhi aap aap ke moaashray mein deep penetration ker jati hein. Aur phir jo hota he us ke consequences eventually moaashray mein ubher ker sub ke samnay aa jatay hein. Hamein Islami iktdaar aur rawayaat ko maintain rakhnay ke liye aisi fazool rasmoon ke khilaaf uth khara hona chahiye.

              Hamara Media bhi jalti mein tail ka kaam ker raha he. Valentine walay din ARY, GEO sabi affected nazar aa rahay thay. Mein jaanta hoon ke aaj se koi 7, 8 years pehlay hamein pata bhi nahi hota tha ke Valentine day jesi bhi koi bala is dunia mein moojood he, but today the scenario is quite different. We should seriously think about it.

                bilkul

                Comment

                • Re: Valentine Day - Aik Behas

                  Originally posted by Yaaram View Post
                  Asslamo Alikum to all
                  na ke uss ki zatyaat pe dhawa bol dein. Islam ka aik hi view aap log keu le ke beth jatey hain, aap nahi janty ke din main aap sab kitni galtian/burayan karty hain, lekan apny girebaan main jhankny ki bajaye kisi ki so called ISLAAH kar rahy hotey hain, yeh kia tareeka hua, Islam main ISLAAH karny k bhi rules and regulations hain. Yeh QATI Allow nahi he ke aap kisi ke ahsasat ko majrooh kar dein, na aap kisi ko underestimate kar sakty hain ke woh kitna pakka aur sacha musalmaan hay. Islaah karny ke moderate tarikay bhi hain jin ko aap adopt kar sakty hain. Agar crystal galat hay to us ki islaah bilkul right way main honi chahye thi na ke us ko yeh keh dia jata ke go ahead and celebrate Christmis.
                  Let me tell you one thing. I am simply not surprised from your this comment, because it was quite expected. Jahan pe Yaaram ka naam aa gaya wahan pe samjo Masood ki 2 number photocopy aa gai. Khair, yeh bhi koi issue nahi he.

                  Tumhari rooshan khyaali ke sadkay jaoon, tumharay liye crystal kitni important he aur islam kitna important he I can clearly understand. Tum ne kitna Islam ko defend kia aur kitna crystal ko, wo bhi sub ayaan he. Tumhara masla yeh tha ke tum khul ker nahi bool paye, bus dabay dabay lafzoon mein he crystal ki hamayat ker gaye. ub tu mujay yeh bata ke Crystal ki islaah kis tarah se honi chahiye thi? Aur us thread per jo itnay loog "nice sharing" aur "waah waah" ker rahay thay, un sub ki islah kese hoti? Islaah ager aik banday ki maksood ho to theek he us kay sehal raastay moojood hein, lekin jub aaway ka aawa he bigra hua nazar aaye to us ke liye sakhat lehja istamaal kerna na'guzeer ho jata he. You see "Soorah Tooba" jis ki Allah Taalah ne "bismillah" ke bina direct mudday pe baat ki he. Kyoon? Situation he aisi thi. Ub tum kia samajtay ho ke mein in sub ko kehta ke "bhai jaan, baaji ji, yeh aap acha nahi ker rahein. Aap ko aisa nahi kerna chahiye tha. aap ko card design nahi kerna chahiye tha" what rubbish.

                  I don't appreciate your comments at all, and your image is still like old one in my eyes. I don't like people who use diplomacy and hesitate to take a firm stand against an evil.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • Re: Valentine Day - Aik Behas

                    Originally posted by Yaaram View Post
                    Asslamo Alikum to all

                    Main apna aap ko batata chalon ke main Valentine Day, Mother Day, father day ya aisa kuch bhi makhsoos din bilkul bhi celebrate nahi karta, aur is ziman main mera apna view hay aur woh yeh hay ke Mohabbatein kisi aik din ki muhtaaj nahi hoti, Pyar aur Khalos ki ghari ka QAIL har giz nahi..!!! Yeh baat crystal clear hay yahan tak.

                    Jahan tak baat aa gayi burayi ki, wahan aap us ko zaroor bura kahein, aur us ke sath us bandy ki islaah ki koshish bhi karein na ke uss ki zatyaat pe dhawa bol dein. Islam ka aik hi view aap log keu le ke beth jatey hain, aap nahi janty ke din main aap sab kitni galtian/burayan karty hain, lekan apny girebaan main jhankny ki bajaye kisi ki so called ISLAAH kar rahy hotey hain, yeh kia tareeka hua, Islam main ISLAAH karny k bhi rules and regulations hain. Yeh QATI Allow nahi he ke aap kisi ke ahsasat ko majrooh kar dein, na aap kisi ko underestimate kar sakty hain ke woh kitna pakka aur sacha musalmaan hay. Islaah karny ke moderate tarikay bhi hain jin ko aap adopt kar sakty hain. Agar crystal galat hay to us ki islaah bilkul right way main honi chahye thi na ke us ko yeh keh dia jata ke go ahead and celebrate Christmis. What is this. Kisi musalmaan ke lye aisay ilfaaz kitna bara dhachkaa hay.

                    Aur valentine day ke barey mian kuch nahi kehna chahon ga ke yeh kahan se chala kahan se nahi keun ke main is k barey main ilam nahi rakhta celebrate na karny ki wajah main ne ooper bayan kar di hay. han main itna zaroor kehna chahon ga ke mohabbat ki koi boundry nahi hay na din makhsoos karein. na kuch aur. :)

                    Khush raho sab.

                    Best Regards.
                    By the way May I ask you one question?

                    Yahan pe tum ne mujay to message de diya jo ke aik burai ke khilaaf lar raha he.

                    Tum ne Crystal ko kia message diya? Us ki hoosla afzai ki. Poor you :tasali:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • Re: Valentine Day - Aik Behas

                      Originally posted by unity View Post
                      bilkul
                      Yahan pe aaway ka aawa he bigra hua nazar aa raha he mujay kis kis ko clarifications doon
                      :thmbup:

                      Comment

                      • Re: Valentine Day - Aik Behas

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Let me tell you one thing. I am simply not surprised from your this comment, because it was quite expected. Jahan pe Yaaram ka naam aa gaya wahan pe samjo Masood ki 2 number photocopy aa gai. Khair, yeh bhi koi issue nahi he.

                        Tumhari rooshan khyaali ke sadkay jaoon, tumharay liye crystal kitni important he aur islam kitna important he I can clearly understand. Tum ne kitna Islam ko defend kia aur kitna crystal ko, wo bhi sub ayaan he. Tumhara masla yeh tha ke tum khul ker nahi bool paye, bus dabay dabay lafzoon mein he crystal ki hamayat ker gaye. ub tu mujay yeh bata ke Crystal ki islaah kis tarah se honi chahiye thi? Aur us thread per jo itnay loog "nice sharing" aur "waah waah" ker rahay thay, un sub ki islah kese hoti? Islaah ager aik banday ki maksood ho to theek he us kay sehal raastay moojood hein, lekin jub aaway ka aawa he bigra hua nazar aaye to us ke liye sakhat lehja istamaal kerna na'guzeer ho jata he. You see "Soorah Tooba" jis ki Allah Taalah ne "bismillah" ke bina direct mudday pe baat ki he. Kyoon? Situation he aisi thi. Ub tum kia samajtay ho ke mein in sub ko kehta ke "bhai jaan, baaji ji, yeh aap acha nahi ker rahein. Aap ko aisa nahi kerna chahiye tha. aap ko card design nahi kerna chahiye tha" what rubbish.

                        I don't appreciate your comments at all, and your image is still like old one in my eyes. I don't like people who use diplomacy and hesitate to take a firm stand against an evil.

                        aamir bahi aap key sab batyin teek hain maan lia

                        per bahi Islam ka pehlaooo Naram zuban sey hota hai na k harsh words sey jo bat aap pyar o Mohbat sey smaja k kisi ko qail ker saktey ho wo gussey aur tension sey nahi

                        aap k harsh words sey wo be gussey mein aeye ga to bat us key samj mein aney key bajey aur kaam khrab ker jaey gaye

                        ager Islam mein strick lab o lehaja sey muslman karna hota to Hazrat Umar sab sey pahley apney ghulam ko muslman kartey

                        to marey bahi aap be apni bat kerooo zaroor per apna lehja zara sa naram keroo ta k agley bandey ko yeh feel na ho k meri insult ho rahi hai
                        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                        Comment

                        • Re: Valentine Day - Aik Behas

                          Originally posted by Tanha Hassan View Post
                          aamir bahi aap key sab batyin teek hain maan lia

                          per bahi Islam ka pehlaooo Naram zuban sey hota hai na k harsh words sey jo bat aap pyar o Mohbat sey smaja k kisi ko qail ker saktey ho wo gussey aur tension sey nahi

                          aap k harsh words sey wo be gussey mein aeye ga to bat us key samj mein aney key bajey aur kaam khrab ker jaey gaye

                          ager Islam mein strick lab o lehaja sey muslman karna hota to Hazrat Umar sab sey pahley apney ghulam ko muslman kartey

                          to marey bahi aap be apni bat kerooo zaroor per apna lehja zara sa naram keroo ta k agley bandey ko yeh feel na ho k meri insult ho rahi hai
                          Ok, I answer you now.

                          Saaray halaat ko dekha jaye to hamein pata chalta he ke is forum pe takreebun sabhi Musalman hein aur Mashallah se sabhi "Proud to be a Muslim" thay. Lehaza inhein samjanay ka criteria wo nahi he jo hum "Non-Muslim" per apply ker saktay hein.

                          Valentine Day aik evil ki tarah hamaaray moaashray mein penetrate ker raha he, ager Allah Taalah ne aap ko himat, aankhein, dimaag, haath paoon jesi naimaton se malaa maal kia he to is burai ko rooknay ki kooshish karo, na ke mujay samjao.

                          Tum aur Yaaram ager meri bajaye Crystal ko message de dete ke wo ghalat he, to mera khyaal he ke aglay saal is forum per valentine day mananay ki koi jasarat na kerna. Lekin aap to insaani hakook ke alambardar ban ker Islam ko at stake rakh rahay ho. If possible, please change your stance.
                          :thmbup:

                          Comment

                          • Re: Valentine Day - Aik Behas

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Let me tell you one thing. I am simply not surprised from your this comment, because it was quite expected. Jahan pe Yaaram ka naam aa gaya wahan pe samjo Masood ki 2 number photocopy aa gai. Khair, yeh bhi koi issue nahi he.

                            Tumhari rooshan khyaali ke sadkay jaoon, tumharay liye crystal kitni important he aur islam kitna important he I can clearly understand. Tum ne kitna Islam ko defend kia aur kitna crystal ko, wo bhi sub ayaan he. Tumhara masla yeh tha ke tum khul ker nahi bool paye, bus dabay dabay lafzoon mein he crystal ki hamayat ker gaye. ub tu mujay yeh bata ke Crystal ki islaah kis tarah se honi chahiye thi? Aur us thread per jo itnay loog "nice sharing" aur "waah waah" ker rahay thay, un sub ki islah kese hoti? Islaah ager aik banday ki maksood ho to theek he us kay sehal raastay moojood hein, lekin jub aaway ka aawa he bigra hua nazar aaye to us ke liye sakhat lehja istamaal kerna na'guzeer ho jata he. You see "Soorah Tooba" jis ki Allah Taalah ne "bismillah" ke bina direct mudday pe baat ki he. Kyoon? Situation he aisi thi. Ub tum kia samajtay ho ke mein in sub ko kehta ke "bhai jaan, baaji ji, yeh aap acha nahi ker rahein. Aap ko aisa nahi kerna chahiye tha. aap ko card design nahi kerna chahiye tha" what rubbish.

                            I don't appreciate your comments at all, and your image is still like old one in my eyes. I don't like people who use diplomacy and hesitate to take a firm stand against an evil.
                            Sab se pehle to aap ko baat karny ki tameez honi chahye . Dont say me "tu". Main aap ka nokar nahi jo aap mujhey is tarikay se pukaar rahy hain.

                            main ne valentine per comments nahi dia keunke main nahi janta yeh kia hay kia nahi. Jab mian issay celebrate hi nahi karta to baat yahan khatam ho jani chahye ke yeh galat hay ya theek hay. Mujh main agar koi burayi hay to main pehley ussay theek karon ga phirr doosron ko naseehat karon ga ke you are at the wrong side. Jab main issay manata hi nahi jis ki wajah islam se hat ke hay to main kisi ko keu rokon. Main to pehle hi bohat gunehgar banda hon, mere daman main kuch nahi. ALLAH ka adna sa banda hon. Mujh se references dene man kahin koi gustakhi na ho jaye isi lye main kisi se is mozoo pe baat nahi karta. Sab se pehle aap ko apne gireeban main jhankna chahye ke aap kitnay paani main hain. So that one can understand your so called teachings of spreading islam. Yaad rakho aap. Jab bhi kisi ki taraf ungli karo gay to 3 unglian aap ki apni taraf hon gi.

                              Lakh laaanat way tere te. Te teriyaan soochan te v
                              :thmbup:

                              Comment

                              • Re: Valentine Day - Aik Behas

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Yahan pe aaway ka aawa he bigra hua nazar aa raha he mujay kis kis ko clarifications doon
                                asal me is awey ko jo bigar gya he piyar se samjhana chaey ab ye media bhi kar sakta he or teachers bhi k kia theek he or kia ghalat lekin afsoos se k media n teachers bhi ajkal is sab me paesh paesh hen..last days France me jab hijab na orhne ka kanoon paas hua to mujhe ehsas hua k wo log apni rewayat se kitna kareeb hen or ham is baat ka ehsas tak nahi karte.wese yahan larne marne ko tyar...aik doosre se mukable me pata nahi kia kia lekin in kafron se koi ghusa nahi,koi mukabla nahi.bhale wo kuch karte phiren.ab jin ka tehwar mna'ne ko itne machal rahe hen kabhi thori der ruk kar soch hi lete k inhon ne hmare samne kia kuch nahi kiya hamare sath,hamare Nabi SAW k khake bna dale,hamari behen DR.Afiya k sath kesa zulm kia.hamari muslim behno ko hijab par zaleel karte hen.ager samjhte to kabhi in gidh jese logon ki nkali na karte....baki Allah jab chahe ga kisi ki bhlai to inshAllah zarur samjh de ga

                                Comment

                                Working...
                                X