Re: Valentine Day - Aik Behas
^^^aap sabhi cheezein mix-up nahi ker rahey hein?
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Valentine Day - Aik Behas
Collapse
X
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Aur Aamir ab tumhein is thread mein bolney ka koi haq nahin. I'll delete your new posts from now on. Kyun keh mujhey Abhi tak merey in sawalon ka jawab nahin mila:
Main yahan zel mein chand dino/tehwaron/taqreebon ka ziker kar raha hoon, mujhey btaein keh in mein sey kaun kaun sa Islami hai aur kaun sa nahin, jo ham nahin manatey:
- Saalgirah
- Qul, Soyim ya Chaaleeswan
- Urs ya Barsiyaan
- Basant
- 23. March
- Independence Day
- Youm-e-Dafa'a
- Quaid Day
- Iqbal Day
- New Years Day
- Jashn-e-Baharan
- Shab-e-brat aur uska Jashan/taqreeb
- Muharram aur uski taqareeb jaisa Noha Khana, Ghorra nikalna
aur end mein aik din ka ziker karoon ga jiska sun ker bohat sarey musalmaan tarrap uthein gey. Quran aur Sunnat ki roshni mein yeh sabit kijiyey keh Eid Milad-ul-Nabi SAW manana drust hai aur yeh fail Nabi Kareem SAW ney manaey ka kaha hai ya Allah Tala ney iski basharat Quran mein di hai aur kya Khulfa-e-Rashdeen is din ko manaya kartey they?
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Originally posted by Admin View PostInkey ISLAMI honey ka kya juz hai? Kya independence day hamein Christians ki tarf sey nahin mila???? Islam mein Britisher sey pehley yeh din kahan manaya jata tha? Kya us waqt Islami Riyasatein nahin thi??? Yeh tehwaar bhi ham Angrezon HI ki naqal per manatey hain iska ISLAMI honey ka kya jawaz hai?????
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Originally posted by munda_sialkoty View PostMera personal opinion poochtay ho to mein yeh kahoon ga ke
23. March
Independence Day
Youm-e-Dafa'a
Quaid Day
Iqbal Day
yeh hamaray koomi din hein. Aur in dino State ki taraf se aam tateel ka ailaan kia jata he. Qaiad-e-Azam aur Allama Iqbal hamaray koomi hero hein is liye un ko in dino tribute pesh kia jata he. Aur in dino ko "Manaya" nahi jata bulke tribute pesh kia jata he.
Baki ke din jo tum ne mention kiye hein, jo manatay hein you can ask them to answer you.
Inkey ISLAMI honey ka kya juz hai? Kya independence day hamein Christians ki tarf sey nahin mila???? Islam mein Britisher sey pehley yeh din kahan manaya jata tha? Kya us waqt Islami Riyasatein nahin thi??? Yeh tehwaar bhi ham Angrezon HI ki naqal per manatey hain iska ISLAMI honey ka kya jawaz hai?????
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Originally posted by Admin View Postmain ney jo baatein poochhein hain woh zaatiyat mein nahin aatin mister - unka ta'aluq sarey muashrey sey hai - agar tum zaatiyaat sey bala'tar ho ker baat karney ki salahiyat rakhtey ho to meri baton ka jawab do !!!
Meri post number 73 ko zaatiyaat ka nishana bhi tum ney khud bnaya hai.
Mera personal opinion poochtay ho to mein yeh kahoon ga ke
23. March
Independence Day
Youm-e-Dafa'a
Quaid Day
Iqbal Day
yeh hamaray koomi din hein. Aur in dino State ki taraf se aam tateel ka ailaan kia jata he. Qaiad-e-Azam aur Allama Iqbal hamaray koomi hero hein is liye un ko in dino tribute pesh kia jata he. Aur in dino ko "Manaya" nahi jata bulke tribute pesh kia jata he.
Baki ke din jo tum ne mention kiye hein, jo manatay hein you can ask them to answer you.
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Originally posted by munda_sialkoty View PostBas masla yahi tak he. Tum agree ho gaye baat khatam.
*I think ub is topic ko close ker dena chahiye, ta ke zatiyaat se aur fazool behas se bacha jaye*
Meri post number 73 ko zaatiyaat ka nishana bhi tum ney khud bnaya hai.Last edited by Admin; 17 February 2010, 11:51.
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Originally posted by Admin View PostAap logon ka kehna hai keh Valentines Day aik ghair'Islami tehwar hai, isi liyey iskey mananey mein mukhalfat honi chahiyey - agree and completely agree!
*I think ub is topic ko close ker dena chahiye, ta ke zatiyaat se aur fazool behas se bacha jaye*
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Originally posted by crystal_thinking View Post
4 ur kind information meny apna sigi apky neyahat ikhlaq sy giry hoye comments ki wajha sy nai kra balkay mjko wo flower mila jo mry avtr sy match krta hy or agr snapsort k liya men search na krti to men usy he use kr re hti because i knw wot im mjhy apki baton py kan dharny ki zarurt nai...
yaeh im going to be very egoistic because my talking with u n ur not at all my friend...
ksi k character py unglu uthana shaid apki ikhlatiyat men shamil ho ga mere mery liya wo aik nehayat he giri hoye harkat hy...
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Hamari qaum ney apni falah ki raah nikaal li hai aur hamari falah is mein hai keh jahan per hamein apna mufaad ya apni khawahish nazar nahin aati, wahan per Quran aur Sunnat ko zabardast tareeqey per na'jaiiz istimaal kar key apni marzi haasil ki jaey, beshak na'jaiiz aur na'haq kisi jaggah per qabza kar key wahan masjidein hi kyun na kharri kar di jaein.
Aur jahan hamein apni marzi haasil ho rahi ho, wahan per sab kuchh bhool jaein aur Quran aur Sunnat ko faramosh kar diya jaey - bohat koob!
MERA Islam kehta hai keh jis ney ghair'muslimon key taur aur tarz per chalney ki koshish ki, yani unki taqleed ki is tarha keh unki apni zindagi guzarney ka andaaz waisa hi ho geya jaisa unka hai, woh unkey saath unki rasmon, riwajon, maslak waghera mein shamil honey laga woh Islam sey kharij hai.
Aap logon ka kehna hai keh Valentines Day aik ghair'Islami tehwar hai, isi liyey iskey mananey mein mukhalfat honi chahiyey - agree and completely agree!
Main yahan zel mein chand dino/tehwaron/taqreebon ka ziker kar raha hoon, mujhey btaein keh in mein sey kaun kaun sa Islami hai aur kaun sa nahin, jo ham nahin manatey:
- Saalgirah
- Qul, Soyim ya Chaaleeswan
- Urs ya Barsiyaan
- Basant
- 23. March
- Independence Day
- Youm-e-Dafa'a
- Quaid Day
- Iqbal Day
- New Years Day
- Jashn-e-Baharan
- Shab-e-brat aur uska Jashan/taqreeb
- Muharram aur uski taqareeb jaisa Noha Khana, Ghorra nikalna
aur end mein aik din ka ziker karoon ga jiska sun ker bohat sarey musalmaan tarrap uthein gey. Quran aur Sunnat ki roshni mein yeh sabit kijiyey keh Eid Milad-ul-Nabi SAW manana drust hai aur yeh fail Nabi Kareem SAW ney manaey ka kaha hai ya Allah Tala ney iski basharat Quran mein di hai aur kya Khulfa-e-Rashdeen is din ko manaya kartey they?
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Thread has been locked from administration.
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Originally posted by munda_sialkoty View PostI instructed you and you became egoistic instead of understanding the matter, this is where the main problem exist.
Wo kehtya hein na
"Tum apni hu na chooro gay hum apni waza kyoon badlein
Sabak ser ho ke kyoon poochein, ke hum se sar'garan kyon ho"
yeh shair yahan pe fit beth'ta he.
Aur bibi PM kerne mein to aap ne pehal ki, challenge to mujay aap ne kia. Mein to respond ker raha tha.
Apart from that, mere critisize kerne se aap ne apna siggy change ker dia, yeh bhi mere liye bais'e'khushi baat he. Aakhir kuch to asar hua aap ko meri baaton ka.
Aur jahan tak tameez aur badtameezi ki baat he, aap ke nazdeek is ka kia criteria he? Gali di mein ne aap ko? Bura bhala kaha? Ager kisi ghalat kaam se rookna mujay tameez ke daira'kaar se bahir kerta he to mein badtameez he bhala :tasali:
4 ur kind information meny apna sigi apky neyahat ikhlaq sy giry hoye comments ki wajha sy nai kra balkay mjko wo flower mila jo mry avtr sy match krta hy or agr snapsort k liya men search na krti to men usy he use kr re hti because i knw wot im mjhy apki baton py kan dharny ki zarurt nai...
yaeh im going to be very egoistic because my talking with u n ur not at all my friend...
ksi k character py unglu uthana shaid apki ikhlatiyat men shamil ho ga mere mery liya wo aik nehayat he giri hoye harkat hy...
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Originally posted by _Dard_Aashna_ View Postmain nay masood kisi ki bhi zaat pay tanqeed nahi ki
na aamir ko sahi kaha
na crystl ko galat kaha
na aap ko bura kaha
na khud ko acha kaha
baton k aap aur ham jitna phelana chahen phela saktay hain is tarha ki hazaron misalen day kar ...... main larki hoon bolnay main bohat aaagay hoon zahir hay aurat ki zaban hay :salam:..magar gair zarori behes kar k kia faida?
behes bara e behes say acha hay k khamosh ho jain
main nay apnay pehlay reply main bhi kisi ki side nahi li na mujhe lenay ki zarorat hay
aamir nay aik sawal ki surat aik line kahi... main nay agree kia jo meray views , wo main nay keh diye.
main nay to tehwaar ko bura kaha
kisi ki zat ko bura to kaha nahi
baqi meri bala say salman taseer sharab pe pe k fana ho jaye aur aamir us ko roktay reh jain
main sirf salman taseer ko bura bol sakti hoon rok thori sakti hoon
baqi tv internet ... k liye ... chaaqo ki misaal lay len
jisay is ka masbat istemaal karna hay wo karay ga
jisay manfi istemal karna hay wo manfi karay ga
aap logon ko valentine day say itni muhabbat kiun hay bhiii
12 rabi ul awwal ko aik dosray ko wish kar lia karen mubarak day dia karen sab say behtreen hay
Leave a comment:
-
Re: Valentine Day - Aik Behas
Originally posted by Yaaram View Postyaari na hoi cholyaN da wadd hoya 372-haha
cholyaN da hovey taye pavyin chariii da tu mera yar hooon da dawydaar ayin taye meri khushi wastey bestiii kerva:khi:
Leave a comment:
Leave a comment: