Re: Larkiyon Sey Aik Sawaal
Saima I m not agree keh sara qassor betey ka hota. I think what we need is a sense of understanding to accept the reality of relations.
Is mein qasoor har kisi ka hai. Saas ko yeh baat samajhni chahiye keh beta pehley mera beta tha, magar ab woh kisi ka shohar hai, aur bivi sey ziyada zaroorat betey ki kisi aur ko nahin hoti. Beta jo baap ban geya hai uski aulad ko uski zaroorat hai, lehaza, saas ko chahiye keh woh apna haq kuchh kam kar dey. Isi tarha bahoo ko samajhna chahiye keh beta uska shohar hai magar woh aik beta bhi hai, jis tarha ussey apney bachon key baap ki zaroorat hai isi tarha saas ko bhi apney betey ki zaroorat hai. Haan betey ko bhi is qabil hona chahiye keh woh is ballance ko barqrar rakhey aur kisi aik taraf ziyada jhukao mat kar ley...
Originally posted by Saima Shaheen

Comment