Re: Kia shadi muhabbat ka zawaal hai ?
shadi to aik bohat muqadas bandhan he or shadi se pehle sab kuch acha acha is leay dikhta he ke us waqt koi zimadari nahi hoti.shadi ke bad aik dusre ki zimadari ban jate hen.khubeyon ke sath sath khameyan(jo har insan me hi hoti he)nazer ane lagti hen.bohat sari baton par compromise karne parte hen.tab apas me larai jhagre bhi hote hen lekin larai jhagra is normal:khi: kisi ne kia khoob kaha he ke jahan bartan nahi tootate wahan ghar toot jate hen.to shadi zawal nahi he mohabat ka.halki phulki larayan to mohabat ko barhati hen.lekin kahin kahin moamla zeada gar bar bhi ho jata he to wahan yhi kaha ja sakta he ke tawakoat zeada rakhi gaei hen.ksi insan me ager 2 burayan hen to lazmi aik achai bhi ho gi us achai par bhi to nazer rakhni chaey na is tarah mere khyal me shadi me mohabat kaim rehti he:cc:

Comment