Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Akhir Kyun?
Collapse
X
-
Re: Akhir Kyun?
Originally posted by Max_ View PostIstamal karein phr achai aur burai ka farq samajhnay k liye.
"jub bhi tumharey saamney kuch ho...or tumharey zehan mai yeh sawaal paida ho k KYUN, KAISEY , KIS LIYE.....tu samjho tum ne har taraf se apney liye aik naya darwaza khol liya..."
baat ka maqsad sirf itna hai har masley ki wajoohat-o-asbaab ko agar hum samjney ki koshish karein tu hul zaroor nikal aye ga...:rose.......................!!!!!
Comment
-
Re: Akhir Kyun?
Originally posted by bhataktii rooh View Postbhaijaan behas buhut taweel hotii jaa rahii hai bina kisi maqsad k ..hum bus akhir main sirf apney teacher ki aik baat kehna chahein gey...
"jub bhi tumharey saamney kuch ho...or tumharey zehan mai yeh sawaal paida ho k KYUN, KAISEY , KIS LIYE.....tu samjho tum ne har taraf se apney liye aik naya darwaza khol liya..."
baat ka maqsad sirf itna hai har masley ki wajoohat-o-asbaab ko agar hum samjney ki koshish karein tu hul zaroor nikal aye ga...:rose
Comment
-
Re: Akhir Kyun?
Afssoss wo apney Batil per mutafiq hein aur tum apney HAQ per bhi mutaffiq nahi !
Meri dua hai k hamari aankhoN k sath kuch hamarey zehan bhi khulein....aur aik wo waqt aye jab ham Sochney aur Samjhney k Qabil ban jayein..." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Akhir Kyun?
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post...
Woh baat jo main hamesha sey kehta chala aaya hoon, karwaney waley bhi yehi hain, aur karney waley bhi... magar ham ney sab kuchh ALLAH PER chhorr diya hai, wohi hamarey halaat drust karey ga :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Akhir Kyun?
Originally posted by Z. View PostAfssoss wo apney Batil per mutafiq hein aur tum apney HAQ per bhi mutaffiq nahi !
Meri dua hai k hamari aankhoN k sath kuch hamarey zehan bhi khulein....aur aik wo waqt aye jab ham Sochney aur Samjhney k Qabil ban jayein...
jo karta hai woh kisi say kuch tal'luq nahe rakhta, na woh shia hai na sunni hai na deo bandi hai na barailvi hai, na muhajir hai na pathan hai na sindhi hai na panjabi hai na baloch hai, aur hum aapas maiN baiThay mar rahay haiN, zulm ho raha hai na???, to bus Zalim haiN, aur koi naam koi nasab nahe un ka, sirf Zalim in ka naam hai aur Zulum in ki pehchan...
Originally posted by Masood View Postkarwaney waley bhi yehi hain, aur karney waley bhi... magar ham ney sab kuchh ALLAH PER chhorr diya hai, wohi hamarey halaat drust karey ga :)
Deen aqeedat nahe Haqiqat ka naam hai...!!That's Enough...!!
Comment
-
Re: Akhir Kyun?
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Postkuch chezaiN waqai Allah par he choR daytay to behtar tha... aik jumla keh kar bohot kuch keh donga chaho to ghalat matlab nikaal kar behko ya us ka ASAL samajh kar qabool karlo aur isay aagay bhi baRhao...
Deen aqeedat nahe Haqiqat ka naam hai...!!tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Akhir Kyun?
Originally posted by Masood View PostSaaf saaf kaho na jo main kehta chala aaya hoon, aur jiska istafsar Zinia ney kiya hai... Police walon sey ya Security walon sey poochein keh yeh log kaun they aur yeh kaam kis ney karwaya hai... Ya Rehman Malik sahib sey poochhein keh unhein waqt sey pehley kaisey patah chal geya hai keh yeh khud'kush hamla aawar kaun tha/they....
Woh baat jo main hamesha sey kehta chala aaya hoon, karwaney waley bhi yehi hain, aur karney waley bhi... magar ham ney sab kuchh ALLAH PER chhorr diya hai, wohi hamarey halaat drust karey ga :)Last edited by Nadia khan; 29 December 2009, 20:26.
Comment
-
Re: Akhir Kyun?
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View PostaankhaiN kholna bhi chahaiN to "chashma" laganay walay hazar paRay haiN, aur jab chasma lag jaiy to "suraj" ka asal rang bhi nazar nahe aata...
jo karta hai woh kisi say kuch tal'luq nahe rakhta, na woh shia hai na sunni hai na deo bandi hai na barailvi hai, na muhajir hai na pathan hai na sindhi hai na panjabi hai na baloch hai, aur hum aapas maiN baiThay mar rahay haiN, zulm ho raha hai na???, to bus Zalim haiN, aur koi naam koi nasab nahe un ka, sirf Zalim in ka naam hai aur Zulum in ki pehchan...
"Kuch log" kahien gey ye blast sunnis ney karaya aur "kuch log" kahein gey ye aag shias ney lagai, phir ho sakta hai kuch shias aur sunnis in "kuch logon" ki baaton mey aa jayein ... halankey in ko chahiye k in "kuch logon" ko utha ker pluto per pheynk dein as ye "kuch log" iss zameen per rehna derserve hi nahi kertey hein." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment