[B]MULTAN: A bomb explosion at a security check post in Multan Tuesday killed at least 12 people and injured 18 others.
The explosion took place at the security post in the Qasim Bela area of Multan cantonment and damaged several buildings./B]
or ap ko pata he yahan aik bachon ka school bhe tha....
kitni masoom larkiya us waqt apni teacher ka diya hua sabaq yad kar rahi hon ge ....
kitne pyar se bachi ki maa ne us ki pony banayi hogi ...uska nashta banaya hoga...or phir school van pe bithate hue pyar kiya hoga ...
or kaha hoga Allah ke hawale
kia pata tha us maa ko aj us ki beti waqayi Allah ke pas chali jaye gi ...
aisa pata hota to woh kuch dayr or apni beti ki masoom shakal na dekhti pyar se...
or woh log jo wahan se guzar rahe the... kia pata tha unhe ke aj ke bad to unhe apne ghar jana hi nahi ...
warna kuch dayr or ruk jate ghar pe ... sab se mil lete...
jab ye khabar ayi ... to meri dost ka phone aya ... or kaha ke koi bat nahi SIRF 12 maray hein ... baki to bach gaye na
kia hum itne hi behis hogaye hein ... ??? ke 1 ya 2 jaanon ka zyaa se humein koi farq nahi pohnchta ???
or woh jo ma'azoor hojate honn ge is bomb blast se... woh apni zindagi kase guzarein ge ... kia kabhi ye socha he ??
un me se kayi sole breadwinners bhe hon ge apni familiy ke ... ab woh apna payt kase palein ge ??
or phir hum kehte hein humari qaum burayi me duub chuki he :)

Comment