Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Multan ....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Multan ....

    Originally posted by MSA View Post
    yeh waqt emotional hone ka nahi he...is tarah rone aur apna dukh aur ghussa nikalne se maslae hal nahi hounge...hume ba'hesiat qoum khud ko tyar kurna pare ga...jub koi qoum halat'e'jang me hoti he to usse sub kuch jhelna parta he aik behter mustaqbil k lie...is tarah rone se aur himmat har janae se na to qoum bun pati he...na to maslae hal hote he...khud ko aisi sorat'e'haal k lie tyar kurna parta he...jub jang hoti he to khoon bhi behta he loog bhi marte he...lekin is ka yeh matlab nahi k app himat har jae...rone dhone wali batein kurein...himmat pakarni chahie..apni istetaa't k mutabiq action lena chahie....aisi sorat'e'haal me har dil roo raha he...lekin khud k jazbaat pe control rakhna chahie...aur yeh baat yaad rakhni chahie k yeh jo kuch ho raha he .... is me koi na koi raaz poshida ho ga jo behesiat insaan hamari soch se bahir he...koi bhi kaam Allah ki raza k baghier mumkin nahi...sochne wali baat yeh he k aisi sorat'e'haal paida kyun hoi...galtian, khamian, kotahian hoi kaha aakhir...kyun ajj yeh haalat hoi he....agur koi Wire jal jati he to us ko initial point se check kia jata he....hamae bhi dekhna ho ga k akhir galti kia he...

    aur bacha aisi rone aur emotional hone se masle hal nahi hogain...
    Allah se behtri ki dua mango, physically jitna ho sake logo'n ki help kuro...aur Allah se apne aamal sahi hone ki dua kuro...:tasali:

    mein kabhi emotional nahi hui ... likin bachon or aurton ke body parts aise paray hue mjh se raha nahi gaya

    ab jo chale gaye hein un ke lye banda 2 lafz afsos ke nahi keh sakta :salam:

    Comment

    • #17
      Re: Multan ....

      Originally posted by unity View Post
      naam le le kar bataen k kon kon he? list bnate hen phir372-shed

      List tayyar hai, kitabein bhari parri hain aisey logon aur unkey khandano sey - magar un per haath daalney wala kaun hai???
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #18
        Re: Multan ....

        Originally posted by Masood View Post
        List tayyar hai, kitabein bhari parri hain aisey logon aur unkey khandano sey - magar un per haath daalney wala kaun hai???
        ap naam to bataen na:think:phir hath bhi daal lein ge

        Comment

        • #19
          Re: Multan ....

          Originally posted by unity View Post
          ap naam to bataen na:think:phir hath bhi daal lein ge
          To shuru kijiyey:

          Sarmaya'daar tabqa
          Zardari Khandan
          Bhutto Khandan
          Shareef Khandan
          Chaudhry Khandan
          Bugti Khandan
          Sumroo Khandan
          Kaira Khandan
          MQM
          ....

          list bohat taweel hai...
          Last edited by Masood; 8 December 2009, 13:04.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #20
            Re: Multan ....

            Originally posted by Masood View Post
            To shuru kijiyey:

            Sarmaya'daar tabqa
            Zardari Khandan
            Bhutto Khandan
            Shareef Khandan
            Chaudhry Khandan
            Bugti Khandan
            Sumroo Khandan
            Kaira Khandan
            MQM
            ....

            list bohat taweel hai...
            jitni bhi taweel ho..inka anjam inshAllah bohat bura ho ga:)

            Comment

            • #21
              Re: Multan ....

              Originally posted by unity View Post
              jitni bhi taweel ho..inka anjam inshAllah bohat bura ho ga:)
              PHIR baat Allah per daal di na :) Khud kuchh na karna...

              Allah us waqt tak kisi qaum ki halat nahin badaltey jab tak woh qaum apni halat khud na badley - jaisi qaum hoti hai, un per leader bhi waisey hi musalat kiyey jatey hain - yeh farmaan-e-Elahi hai :)
              Last edited by Masood; 8 December 2009, 13:08.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #22
                Re: Multan ....

                Originally posted by Masood View Post
                PHIR baat Allah per daal di na :) Khud kuchh na karna...

                Allah us waqt tak kisi qaum ki halat nahin badaltey jab tak woh qaum apni halat khud na badley - jaisi qaum hoti hai, un per leader bhi waisey hi musalat kiyey jatey hain - yeh farmaan-e-Elahi hai :)
                chalen Allah se kehte hen kuch der k leay ham khud kuch karne chale hen ..to bataen kia karna he?kahan se shiru karna he?:think:

                Comment

                • #23
                  Re: Multan ....

                  Originally posted by unity View Post
                  chalen Allah se kehte hen kuch der k leay ham khud kuch karne chale hen ..to bataen kia karna he?kahan se shiru karna he?:think:
                  Mera khiyaal hai keh Allah Tala sey ham yeh poochhein na keh kya karna chahiyey?? To Allah Tala jawab mein yehi kahein gey, pehley apni islaah karo....

                  Mujh na'cheez ka bhi yehi khiyaal hai keh sab sey apney hamein apney ander jhaankna ho ga, kya ham kuchh karney key qabil hain? Kya ham MAUT ko aankhon mein dekh saktey hain? Jaisey yeh naam'nehad dehshat'gard khud sey bomb laga ker blast kartey hain, kya aap aisa kar sakti hain???

                  Kehna yeh nahin keh aap aisa karein - magar iskey peechhey chhupi hui yeh baat keh kya aap apni zehni tarbiyat karney per amadah hain? kya aap kaanton bharey raston per chalney ko tayyar hain jahan qadam qadam per maut ka pehra ho?

                  Sab sey pehley apney aap tayyar kijiyey ....
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24

                    haan me esa kar sakti hun..

                    Comment

                    • #25
                      Re: Multan ....

                      Originally posted by unity View Post
                      haan me esa kar sakti hun..
                      hehe kaisa??? Tum ney sirf aik jumla highligt kiya hai na :think:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #26
                        Re: Multan ....

                        http://www.pegham.com/masood01/3599-...nga-paani.html
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #27
                          Re: Multan ....

                          Originally posted by Masood View Post
                          hehe kaisa??? Tum ney sirf aik jumla highligt kiya hai na :think:
                          ap ne sawal kia us ka jawab dia...65 ki war me hamari foaj k jawanon ne khud se bomb bandh kar tanks k samne lete the,:alhamd:me bhi esa kar sakti hun.Allah or Rasool k dushamno k sath larai me kabhi zarurat pari to ye jaan to bohat mamooli si cheez he,Allah istkamat de,jis ki amanat he Us k naam par de sakti hun:)
                          ab aap btaeay ap ne ye sawal kiun kia tha?:think:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Multan ....

                            Originally posted by unity View Post
                            ap ne sawal kia us ka jawab dia...65 ki war me hamari foaj k jawanon ne khud se bomb bandh kar tanks k samne lete the,:alhamd:me bhi esa kar sakti hun.Allah or Rasool k dushamno k sath larai me kabhi zarurat pari to ye jaan to bohat mamooli si cheez he,Allah istkamat de,jis ki amanat he Us k naam par de sakti hun:)
                            ab aap btaeay ap ne ye sawal kiun kia tha?:think:
                            Changi lagi aein :)

                            Sawaal is liyey kiya tha keh raasta btaoun ga, agar tum us per chalna chaho to...
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #29
                              Re: Multan ....

                              Originally posted by Masood View Post
                              Changi lagi aein :)

                              Sawaal is liyey kiya tha keh raasta btaoun ga, agar tum us per chalna chaho to...
                              g me chahti hun k ap bataen raasta:)

                              Comment

                              • #30
                                Re: Multan ....

                                Originally posted by unity View Post
                                g me chahti hun k ap bataen raasta:)
                                Theek hai pehley merey liyey biryani bna ker laein :shyy:
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X