Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahissa-VI-Role of Muslim men/women in a society

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubahissa-VI-Role of Muslim men/women in a society

    Asalam alaikum dosto,



    Mard aur aurat key zimmey jo kaam hein jab in ki takmeel hoti hai tabhi aik missali muashra wajood mey ata hai-

    Islam mey ye dono hi apni jaga bohot ehmiyat rakhtey hein key hum kisi aik ko doosrey per fauqiyat nahi dey saktey- bilkul isi tarhan jaisey hum raat aur din mey sey kisi aik ko doosrey per ehmiyat nahi dey saktey ussi tarhan islam mey aik mard aur aik aurat ki apni aik alag aur khas jaga hai-

    ---
    ye to tha topic ka introduction, hum ney baat yahan ye kerni hai (assaan alfaaz mey) key islami muashrey mey

    *aik mard ka kya kirdaar hai? aur aik aurat ka kya kirdaar hai?

    * aaj key daur mey ye dono fareek apni zimmeydariyan nibhaney mey kis had tak kamyaab hein?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Mubahissa-VI-Role of Muslim men/women in a society

    hmmm
    no one is interested :O
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Mubahissa-VI-Role of Muslim men/women in a society

      Assalam-o-Alikum sis!!!

      Sab se pehle to itna khoobsorat or aham topic uthaane k liye buhat sa shukriyya:)
      gaya

      jo kuch kaha bilkul thiik hai or ab discuss kerte hain un aham ques ko jo apne pooche!






      Comment


      • #4
        Re: Mubahissa-VI-Role of Muslim men/women in a society

        Assalam-o-Alikum WR WB

        Gul ! sab sey pahaly to ya kho ga kay aap nay jo topic shuru kya hay Allah Pak aap ko is ka ajar dey Ameen , ya Bhass karnay ki neeyat sey i know aap nay shuru nahi kya ho ga aur na hi is main koi ya silsila ho ga kay koi na koi topic chlta rahay ... Pegham main yahi aik khubi hay kay kum sey kum sachai ka saath zaroor deyta hay jis ki khushi ho ti hay ....

        Well aap nay kha Mard aur Aurat ka Islam main role ... well Topic bhot bara hay per main kosish karu ga kay apni ray asaan aur choaty paymany per hi du ...

        Dekhya .... Aurat ky mani hay Chupa kar rakhnay ky ... jo may nay parha hay .... aur islam nay Aurat ko jo mukaam ata kar diya hay wo Bashak Kablay Tareef hay ..... per main ya samjhta hu kay hamaray Masharay ko isi Aurat nay tabha kar diya hay ... kuo kay aaj ki aurat jo hay wo mhaaz islam per Amal to kati hi nahi hy ... agr aap islamic aurto ka zikar kary to ...

        Aurat ko Allah pak nay jitni khubsurti say banya hay ... utrni khubsurti sey shayd hi koi cheez Allah pak nay banai ho ... yahi wo Aurat hay jis ki Kokh sey Jeases Payda hui aur isi ki Kokh sey PBUH nay janam liya per aaj ki isi Aurat nay zaleel aur ruswa kar kay rakh diya hay aur afsoos is baat ka hay Gul kay is main Non Muslims nahi balkay hamari hi muslims girls shamil hay aur bhot si asi abhi bhi ho gi jo is ko parh rahi ho gi aur bhot mumkin hay kay shayd Khalaf ho mery ya bhass kay maydaan main utrayu ....per Gul aik haqeeqat main aap ko bata ta hu kay wasy to main TV dekhta nahi hu .... per agr time mil jay aur TV dekh lu to beleve karya dil ko ajeeb sa ahsaas ho ta hy ... Asma jhangeer jin ko Hamari Pakistani Auraty kya kuch nahi samjhti hay... un ka aik interview suna to hayrat hui kay ya hay aaj ki Muslim Aurat ..... jo aurat islam ko tarjeeh na dey wo kya kisi ky hakook dilay gi .... aaj ki larkiya ya soch rakhti hay kay larkya uar larkiya Brabar hay ..... afsoos ho ta hay un kay parents per bhi ky wo apni baytiyop ko ya tak nhi bata sakaty hay kay aik Larki ya aik aurat ka kya mukam hay aur kya nahi ..... Aik mard ky liya aik Naik aurat naymat ho ti hay per hamari aaj ki Aurat to islam ka naam tak suna pasnd nahi karti hay ..... to wo is kay hakook per kya maal karay gi ...kha jaat ahay kay mard hazart ghalt hay ..... mujhy tajub ho ta hay kabhi kabhi jab auraty asi baatin karti hay ..... kuo kay Mahsary ka sab sey aham kirdar Aurat nay ada karna ho ta hay .. per aurat hi agr mashary main aik zakham ban jay to wo kya kary gi ..... well meri nazar main jo mukaam Islam nay aurat ko ata kya hay agr aik aurt jo shai mano main Aurat khalany kay layk ho wo amal karyu to 100 % i m sure kay hamaray Mashary main bhot sukoon ho jay ....

        ab baat karaty hay Mard ki ....Mardo ka haal ya hay kay wo Islam ko jaib main rakh kar cahlaty hay ..... Aurt per apna hukum asy chalaty hay jasy wo un ki Ghulam ho .... jba kay Allah Pak nay Hukum diya hay kay Aurat ko aanch tak na ay .... per hamary Mard apni ana kay liya Aurat per zulm karnay sey katraty hi nahi hay ............. Laanat hay asy mardo per jo kisi ki bhan , bayti ko apni jageer samjhty hy ......

        Bass itna hi khana hay .... is sey ziyada kho ga to shayd khata hi chala jaw ga

        Simply ya kay jo bhi is waqt parh rha hay ,... us sey yahi kho ga kay Hamra Mazahb Islam bhot hi modern Mazahb hay ... Beleve karaya asa Pyara Mazahb puri dunya main nahi hay ....... Modernlization ya nahi ho ti ky jeans pahna , shorts pahna ya asa libas pahna kay Aurat ka jism nazar ay , na hi modern pan ya hay kay aap apni biwiyo per zulm karya ya us ko apna ghulam sajhy .,.... Aurat achi lagti hay agr sajay sirfa pnay shor kya liya aur shor acha lagta hay agr wo pyaar kary sirf apni biwi sey ..... Islam ko samjhya aur apni akhart aur kabar ko sambhliya

        FeamanAllah
        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga


        Comment


        • #5
          Re: Mubahissa-VI-Role of Muslim men/women in a society

          shukran Me here and Bheegi palkein
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: Mubahissa-VI-Role of Muslim men/women in a society

            koi aur kuch kehna chahey ga?
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Mubahissa-VI-Role of Muslim men/women in a society

              Originally posted by yellowsky View Post
              koi aur kuch kehna chahey ga?
              tahney te toi feida nai, to tya tahoon
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment


              • #8
                Re: Mubahissa-VI-Role of Muslim men/women in a society

                Originally posted by Spy009 View Post
                tahney te toi feida nai, to tya tahoon
                kehney mey kuch jata bhi nahi to keh dien .......khair hai :thmbup:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                Working...
                X