Asalam alaikum dosto,
Mard aur aurat key zimmey jo kaam hein jab in ki takmeel hoti hai tabhi aik missali muashra wajood mey ata hai-
Islam mey ye dono hi apni jaga bohot ehmiyat rakhtey hein key hum kisi aik ko doosrey per fauqiyat nahi dey saktey- bilkul isi tarhan jaisey hum raat aur din mey sey kisi aik ko doosrey per ehmiyat nahi dey saktey ussi tarhan islam mey aik mard aur aik aurat ki apni aik alag aur khas jaga hai-
---
ye to tha topic ka introduction, hum ney baat yahan ye kerni hai (assaan alfaaz mey) key islami muashrey mey
*aik mard ka kya kirdaar hai? aur aik aurat ka kya kirdaar hai?
* aaj key daur mey ye dono fareek apni zimmeydariyan nibhaney mey kis had tak kamyaab hein?

Comment