... Aap log kuch kahein gey?
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
31st July 2009: Supreme court ka faisla
Collapse
X
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Postaaj ki garam tareen khabar :garmi:" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
Originally posted by Xai View PostMusharraf uncle jab mulk k ander they tab kyun na un ko notice mila? maza nahi aya un k court pesh huye baghair faisla suna diya gaya... kuch climax create hota...That's Enough...!!
Comment
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Postclimax hota to kuch ziadah he ho jana tha :fight: bahar'haal film abhi baqi hai dost, film abhi baqi hai :shyy:" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
Supreme court: Aain ko torhney waley ko saza deyna parliament ka kaam hai
Qamar Zaman qaira: ye kaam parliament ka nahi court ka hai.
Next: ball abhi meydaan k beeho beech hai lets see ab iss ko kaun hit kerta hai" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
Originally posted by Xai View PostSupreme court: Aain ko torhney waley ko saza deyna parliament ka kaam hai
Qamar Zaman qaira: ye kaam parliament ka nahi court ka hai.
Next: ball abhi meydaan k beeho beech hai lets see ab iss ko kaun hit kerta hai
waisi i personally think k mush uncil k achae rawabit he farungio se...unhe kuch nahi ho ga....han awam thore arse khush ho jay gi k kisi bare aadmi ka bhi ehtisab ho raha he
Comment
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
agar aik khoon ki saza phansi hai to mushi ko
10000 baar phansi honi chahiye q k is shakhas ki waja se hazaro
jaane gayi hai aur ab bhi is ki lagayi hoyi aag me loog jhal rahe hai
mujhe ab bhi yaad hai jab hum 1998 me bila kisi khoof k raat 2,2 baje tak goomte the na koi qatal hota tha aur na hi chorian itni aam thi
is shakhas ne 8 saal me pakistan ko somalia aur murtania k barabar karra kardiya
agar mere bas me ho to me ise zinda jangli janwaro k saamne daal doon372-shed
Comment
-
" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
PCO judges: Aap k khayal mey ye drust faisla tha k sabhi PCO judges ko kaam sey rauka gaya, aur iss k baad jo abhi situation saari create ho rahi hai wo thori mushkil nahi ? Plus agar in judges ko nikala gaya hai tau phir tau Supreme court ko mazeed bhi faisley kerney chahiein...??" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
ye topi drama nhin lagta sab kuch.......:fight:
CJ saahib ki himayat ki nawaz saahib nay to gift mein un k sab muqadamat ka faisla un k haq mein ho gya
aur ab ye musharaf saahib per case chalanay ka shor sharaba sab ka khameer aik hee mitti se uthha hay ...muqaddamay to in sab pe hee chalnay chahieeN372-shedsigpic
Comment
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
Originally posted by sohail khan View Postagar aik khoon ki saza phansi hai to mushi ko
10000 baar phansi honi chahiye q k is shakhas ki waja se hazaro
jaane gayi hai aur ab bhi is ki lagayi hoyi aag me loog jhal rahe hai
mujhe ab bhi yaad hai jab hum 1998 me bila kisi khoof k raat 2,2 baje tak goomte the na koi qatal hota tha aur na hi chorian itni aam thi
is shakhas ne 8 saal me pakistan ko somalia aur murtania k barabar karra kardiya
agar mere bas me ho to me ise zinda jangli janwaro k saamne daal doon372-shed
:kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::k r::kr::kr::kr:
phir sey 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
Shuker Alhamdolillah, Allah Tala ney insaaf tum jaisey logon key haath mein nahin diya jo aik haqeeqat sey aankh uthatey aur doosri sey churatey haintumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla
Originally posted by Masood View PostShuker Alhamdolillah, Allah Tala ney insaaf tum jaisey logon key haath mein nahin diya jo aik haqeeqat sey aankh uthatey aur doosri sey churatey hain
me kisi haqeeqat se aankh nahi chura raha hoon.
lekin ye thread mushi k baare me tha so me ne us k liye apni raaye de di aap kisi aur k baare me thread lagaye agar wo ghalat honge to un k khilaaf bhi koi reayat nahi hogi372-shed
Mujhe samjh nahi aati k pichle 10 saal aap k saamne hai k hum in 10 saalo me kitne peche chale gaye kitne kamzor hoye hamari kitni beizzati hoyi us k bawajood bhi aap mushi k khilaf sunna passand nahi karte
Comment
Comment