Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

31st July 2009: Supreme court ka faisla

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 31st July 2009: Supreme court ka faisla

    ... Aap log kuch kahein gey?


    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

    Originally posted by Xai View Post
    ... Aap log kuch kahein gey?



    aaj ki garam tareen khabar :garmi:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #3
      Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      aaj ki garam tareen khabar :garmi:
      Musharraf uncle jab mulk k ander they tab kyun na un ko notice mila? maza nahi aya un k court pesh huye baghair faisla suna diya gaya... kuch climax create hota...
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

        Originally posted by Xai View Post
        Musharraf uncle jab mulk k ander they tab kyun na un ko notice mila? maza nahi aya un k court pesh huye baghair faisla suna diya gaya... kuch climax create hota...
        climax hota to kuch ziadah he ho jana tha :fight: bahar'haal film abhi baqi hai dost, film abhi baqi hai :shyy:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #5
          Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          climax hota to kuch ziadah he ho jana tha :fight: bahar'haal film abhi baqi hai dost, film abhi baqi hai :shyy:
          aap ko kaisa laga ??
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

            Supreme court: Aain ko torhney waley ko saza deyna parliament ka kaam hai

            Qamar Zaman qaira: ye kaam parliament ka nahi court ka hai.


            Next: ball abhi meydaan k beeho beech hai lets see ab iss ko kaun hit kerta hai
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

              Originally posted by Xai View Post
              Supreme court: Aain ko torhney waley ko saza deyna parliament ka kaam hai

              Qamar Zaman qaira: ye kaam parliament ka nahi court ka hai.


              Next: ball abhi meydaan k beeho beech hai lets see ab iss ko kaun hit kerta hai
              na yeh parliment ka kaam ha na hi court ka.....yeh to farungio ka kaam he

              waisi i personally think k mush uncil k achae rawabit he farungio se...unhe kuch nahi ho ga....han awam thore arse khush ho jay gi k kisi bare aadmi ka bhi ehtisab ho raha he

              Comment


              • #8
                Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

                agar aik khoon ki saza phansi hai to mushi ko
                10000 baar phansi honi chahiye q k is shakhas ki waja se hazaro
                jaane gayi hai aur ab bhi is ki lagayi hoyi aag me loog jhal rahe hai
                mujhe ab bhi yaad hai jab hum 1998 me bila kisi khoof k raat 2,2 baje tak goomte the na koi qatal hota tha aur na hi chorian itni aam thi
                is shakhas ne 8 saal me pakistan ko somalia aur murtania k barabar karra kardiya
                agar mere bas me ho to me ise zinda jangli janwaro k saamne daal doon372-shed

                Comment


                • #9
                  AFP: Tiger row embarrasses Pakistan politician
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

                    PCO judges: Aap k khayal mey ye drust faisla tha k sabhi PCO judges ko kaam sey rauka gaya, aur iss k baad jo abhi situation saari create ho rahi hai wo thori mushkil nahi ? Plus agar in judges ko nikala gaya hai tau phir tau Supreme court ko mazeed bhi faisley kerney chahiein...??
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #11
                      Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

                      ye topi drama nhin lagta sab kuch.......:fight:
                      CJ saahib ki himayat ki nawaz saahib nay to gift mein un k sab muqadamat ka faisla un k haq mein ho gya

                      aur ab ye musharaf saahib per case chalanay ka shor sharaba sab ka khameer aik hee mitti se uthha hay ...muqaddamay to in sab pe hee chalnay chahieeN372-shed
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

                        Originally posted by sohail khan View Post
                        agar aik khoon ki saza phansi hai to mushi ko
                        10000 baar phansi honi chahiye q k is shakhas ki waja se hazaro
                        jaane gayi hai aur ab bhi is ki lagayi hoyi aag me loog jhal rahe hai
                        mujhe ab bhi yaad hai jab hum 1998 me bila kisi khoof k raat 2,2 baje tak goomte the na koi qatal hota tha aur na hi chorian itni aam thi
                        is shakhas ne 8 saal me pakistan ko somalia aur murtania k barabar karra kardiya
                        agar mere bas me ho to me ise zinda jangli janwaro k saamne daal doon372-shed
                        372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
                        :kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::k r::kr::kr::kr:

                        phir sey 372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha



                        Shuker Alhamdolillah, Allah Tala ney insaaf tum jaisey logon key haath mein nahin diya jo aik haqeeqat sey aankh uthatey aur doosri sey churatey hain
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: 31st July 2009: Supreme court ka faisla

                          Originally posted by Masood View Post
                          Shuker Alhamdolillah, Allah Tala ney insaaf tum jaisey logon key haath mein nahin diya jo aik haqeeqat sey aankh uthatey aur doosri sey churatey hain
                          aur jin ko di thi un k bare me aap ka kya khayal hai?:mm:
                          me kisi haqeeqat se aankh nahi chura raha hoon.
                          lekin ye thread mushi k baare me tha so me ne us k liye apni raaye de di aap kisi aur k baare me thread lagaye agar wo ghalat honge to un k khilaaf bhi koi reayat nahi hogi372-shed
                          Mujhe samjh nahi aati k pichle 10 saal aap k saamne hai k hum in 10 saalo me kitne peche chale gaye kitne kamzor hoye hamari kitni beizzati hoyi us k bawajood bhi aap mushi k khilaf sunna passand nahi karte

                          Comment

                          Working...
                          X