Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aaj ka insaan..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aaj ka insaan..

    Originally posted by Masood
    Drust kehti hain aap Gul. Magar Allah Tala ko apney bandon sey siraf ibadat hi darkaar nahin hai. Agar 24-hour tamaam umer Allah ka naam hi lena matloob hota to Allah Tala hazaron haa farishtey mazeed pedah kar detey aur unhein is mansab per laga detey. Lekin nahin Allah Tala ney insaan ko na siraf Allah ka naam leney key liye pedah kiya hai balkey insaan ko khud sey apni buzurgi ko samajhney aur sochney aur is mein wafq honey wali tag-o-do key liye bnaya hai. Insaan ko insaan key liye pedah kiya hai keh woh kis tarha apney ham'asar insaano key liye kya karta hai. Almost every person who belive in Allah, ussey maloom hai keh haqooq-Allah kya hotey hain. Magar yehi kaafi nahin. Haqooq-Allah key saath saath haqooq-ul-ebaad bhi poorey kiyey jaein tabhi insaan ashraful-makhloqat banta hai. Aur tabhi insaan ka sara badan Allah ki yaad mein guzarna shuru ho jata hai. Siraf ebadat hi maqsood-o-matlaab nahin. Balkey momin ki har ada har kaam ibadat mein dakhil ho jata hai.
    yep

    isi liye mey ney kaha key lafz "ibadat" apney ander bohot gehrai rakhta hai :-)

    aur aap ney is ki wazahat ker di

    khush rahiye inshAllah
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #17
      Re: aaj ka insaan..

      Originally posted by barg.e.gul
      yep

      isi liye mey ney kaha key lafz "ibadat" apney ander bohot gehrai rakhta hai :-)

      aur aap ney is ki wazahat ker di

      khush rahiye inshAllah
      Mera mission hai keh jo baat sab ko suneni chahiye ussey open hona chahiye. Aisi batein chhupatey nahin hain, balkey bar bar kehtey hain :) - tumhein khushi ka nahin kahoon ga behna kyun keh merey Allah ney meri behna key liye bohat ziyada khuhsi likh di hai. Mazeed mangoon ga to bachhein khul jaein gi - hans hans ker :zuban:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      Working...
      X