Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Jo dilloon ko jhortay hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Jo dilloon ko jhortay hain



  • #2
    Re: Jo dilloon ko jhortay hain

    this is written by

    Comment


    • #3
      Re: Jo dilloon ko jhortay hain

      bohat khoob ummda tehreer hy nihayat his ada alfaaz main moasar difah hy
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #4
        Re: Jo dilloon ko jhortay hain

        Originally posted by EEmaan View Post
        tasawuf k hindoana nazriaya ney jitna islam ko nuksan pohanchaya hay kisi aur ney naeen pohanchaya

        is per pegham main bohat detail sey kai baar bat ho chuki hay

        quran and hadees tasawuff key sakt khilaf hay
        Last edited by tauruskhan; 24 March 2009, 13:59.
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment


        • #5
          Re: Jo dilloon ko jhortay hain

          Originally posted by tauruskhan View Post
          tasawuf k hindoana nazriaya ney jitna islam ko nuksan pohanchaya hay kisi aur ney naeen pohanchaya

          is per pegham main bohat detail sey kai baar bat ho chuki hay

          quran and hadees tasawuff key sakt khilaf hay
          je han kai baar hochuki hy aur us behas main hameesha ki tarah aap logon ko jhoonk kar khud bagh liye hain aur aap aaj tuk apni baat k saboot main aik bhi mazboot dalil naheen poeesh karsaky seway dheet punay aur hatdharmi k . . .372-haha
          Last edited by aabi2cool; 24 March 2009, 14:55.
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #6
            Re: Jo dilloon ko jhortay hain

            Originally posted by tauruskhan View Post
            tasawuf k hindoana nazriaya ney jitna islam ko nuksan pohanchaya hay kisi aur ney naeen pohanchaya

            is per pegham main bohat detail sey kai baar bat ho chuki hay

            quran and hadees tasawuff key sakt khilaf hay
            khan g QURAN AND HADEES na kahain plz.plz.
            aap kahain keh
            "AHL E HADIS TASAWUFF KAY SAKHAT KHILAAF HAIN"
            HAN YEH BAAT HAI KEH
            "AAJ KAL KAY JAALI PEERON AOR FAQEERON NAY IS PAKEEZA ISTALAH KO BUHAT BADNAM KIYA HUA HAI JAISA KEH CHAND MUSLIMS NAY ISLAM KO"

            baqi sab tekh keh rahay hain ap:lpop:
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Jo dilloon ko jhortay hain

              Originally posted by aabi2cool View Post
              je han kai baar hochuki hy aur us behas main hameesha ki tarah aap logon ko jhoonk kar khud bagh liye hain aur aap aaj tuk apni baat k saboot main aik bhi mazboot dalil naheen poeesh karsaky seway dheet punay aur hatdharmi k . . .372-haha
              yahi nahi in kay woh sab bhe.
              Last edited by suffard; 24 March 2009, 16:42.
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Jo dilloon ko jhortay hain

                Tawsaf tu naam hi ALLAH ke muhbat mein apny app ko fana ker denay ka hai.. jo us ko shariyat ky khilaf samjhty hain woh aqal sy pedal hain...

                daba peer, dkhoy baz logon ko sufiyon ke fehrsit mein khara kerna ghalat hai....

                ALLAH ka wali kabhi bhi khilaf e shara kaam ka hukum nahin dy ga.. yeh us ke neshani hai...

                wali tu woh hai jis ko dekh ker rub yad aye... agher koi App ke dil mein ALLAH ke muhabbat nahin.. dunai ke talb jagy tu woh wali nahin...



                2ndly gamdi sahib ky bari mein jitna kum kaha jay.. itna acha hai..


                3rd... mein is bat sy ikhtilaaf kerta hon ky ulma e akram ko awam ke muhbat nahin mili... yeh bilkul ghalat bat hai..

                ulma e akram ko waris-e-anbiya(A.s) kaha gaya hai..
                aur ulma e akram sy muhabbat kernin walon ke koi kumi nahin... kai loog ajj 100 sal qabal ky ulma ke kitabain pehrty hain...

                sub ky apny andaz hain rub ko panain ky... ulma bhi humary sar ankhon per aur sufiya bhi....

                Last edited by tauseeftariq; 24 March 2009, 21:40.
                Zaid Hammid on Sawat War..
                A must Watch..

                Comment


                • #9
                  Re: Jo dilloon ko jhortay hain

                  Originally posted by tauseeftariq View Post
                  Tawsaf tu naam hi ALLAH ke muhbat mein apny app ko fana ker denay ka hai.. jo us ko shariyat ky khilaf samjhty hain woh aqal sy pedal hain...
                  to hazoor PBUH ney apney app ko fana keeon naeen kia
                  kia koi un sey zeada , Allah sey mohabat ker sakta hay
                  wo ulia sholia keeon naeen baney

                  kia Hazoor PBUH aqal sey pedal they , bakol app k , keeon k unhoon ney to koi taswoow ki taleem naeen di thee.




                  daba peer, dkhoy baz logon ko sufiyon ke fehrsit mein khara kerna ghalat hai....
                  taleem aai to logon ko pata lag gia yeh per fakeer daba they , lakin jo history ban gay , un ko app ney per bana dia

                  halankey wo bi daba hi they , jo dawa kertay they key wo wo kam ker saktay haan jo Hazoor PBUH ney bi naeen kia


                  ALLAH ka wali kabhi bhi khilaf e shara kaam ka hukum nahin dy ga.. yeh us ke neshani hai...
                  walion k kisay to perain

                  logon ki mokadar tabdeel ker day and esi bari bari kahanian haan

                  soraj ko sawa nezay ki nok per lay ayeh

                  nimaz pernay ko awami kam karar dey dia , k ab un ko nimaz pernay ki zarorat hi naeen ki wo ala makam hasil ker chukay haan and un ki sans hi nimaz hay great

                  lafazi main in logon ki misal naeen

                  wali tu woh hai jis ko dekh ker rub yad aye... agher koi App ke dil mein ALLAH ke muhabbat nahin.. dunai ke talb jagy tu woh wali nahin...
                  ilfaz hi ilfaz
                  islam kabi tarqe dunia ka naeen kehta , tumam ambia mehnat mazdori kertay they , kisi ney bi tarke dunia naeen ki

                  deen and dunia dono ko lay k chalney ka nam hay islam

                  rahbaniat islam ka part naeen hay key dunia ko taraq ker do




                  2ndly gamdi sahib ky bari mein jitna kum kaha jay.. itna acha hai..
                  gamdi to daramey baz hay
                  jis tarah ki mehfil main beta hay , wo bat kernay lag jata hay




                  3rd... mein is bat sy ikhtilaaf kerta hon ky ulma e akram ko awam ke muhbat nahin mili... yeh bilkul ghalat bat hai..

                  ulma e akram ko waris-e-anbiya(A.s) kaha gaya hai..
                  aur ulma e akram sy muhabbat kernin walon ke koi kumi nahin... kai loog ajj 100 sal qabal ky ulma ke kitabain pehrty hain...

                  sub ky apny andaz hain rub ko panain ky... ulma bhi humary sar ankhon per aur sufiya bhi....
                  ager taswoof ka taluq islam sey hota to
                  Quran and hadees main zikar hota

                  yeh ho naeen sakta , k kuch islam ka part ho and Allah sey ghalti ho jay k wo Quran main likhna bhol jay , kia app k khial main yeh durust hay k Allah sey ghalti hoi

                  Quran main kaheen bi is ka zikar naeen hay :-)
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment


                  • #10
                    Re: Jo dilloon ko jhortay hain

                    Originally posted by suffard View Post
                    khan g QURAN AND HADEES na kahain plz.plz.
                    aap kahain keh
                    "AHL E HADIS TASAWUFF KAY SAKHAT KHILAAF HAIN"
                    HAN YEH BAAT HAI KEH
                    "AAJ KAL KAY JAALI PEERON AOR FAQEERON NAY IS PAKEEZA ISTALAH KO BUHAT BADNAM KIYA HUA HAI JAISA KEH CHAND MUSLIMS NAY ISLAM KO"

                    baqi sab tekh keh rahay hain ap:lpop:
                    main Ahley hadees naeen hoon
                    lakin ager koi durust bat kerta hay to sirf fiqah ko naeen dehkta , baat k saboot ko dehkta hoon

                    Quran main taswoof kaheen naeen hay, k dunia ko chor do, taraqe dunia ho jaoo

                    kia app k khial main Allah sey ghalti hoi k taswoof Islam ka part tha lakin wo Quran main likhna bhol gay
                    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                    Comment


                    • #11
                      Re: Jo dilloon ko jhortay hain

                      Originally posted by tauruskhan View Post
                      main Ahley hadees naeen hoon
                      lakin ager koi durust bat kerta hay to sirf fiqah ko naeen dehkta , baat k saboot ko dehkta hoon

                      Quran main taswoof kaheen naeen hay, k dunia ko chor do, taraqe dunia ho jaoo

                      kia app k khial main Allah sey ghalti hoi k taswoof Islam ka part tha lakin wo Quran main likhna bhol gay
                      aap ko kis nay kaha keh TASAWUFF TURK E DUNYA ki taleem daita hai??
                      aor barae meharbani ZARA TASAWUUF KA FALSFAH LIKHAIN GAY???
                      ZARA HUM BHE DHAIKHAIN KEH KON TURK E DUNYA KI TALEEM DAITA HAI??
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Jo dilloon ko jhortay hain

                        Aor Janab 1 Baat Reh Gai
                        "dunya Ko Turk Kar Kay Kiya Tasawuf Walay Khala Main Jatay Hain"??
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Jo dilloon ko jhortay hain

                          Originally posted by suffard View Post
                          Aor Janab 1 Baat Reh Gai
                          "dunya Ko Turk Kar Kay Kiya Tasawuf Walay Khala Main Jatay Hain"??
                          yaar meray sey ab pir in stupid behas ko start kernay ki himat naeen hay
                          kindly thora sa search ker lain app ko mil jaey g

                          in ki book perain lain , sirf suni sunai batoon per yakeen na bana lia kareen
                          k falan molvi nay hamain kaha to bus ji yeh islamic ho gay ya non islamic ho gay

                          is tarah behas will never end

                          in logon ki books perain and islam k original matters ko perain , app ko idea ho jay ga
                          People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                          Comment

                          Working...
                          X