Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Jo dilloon ko jhortay hain
Collapse
X
-
Re: Jo dilloon ko jhortay hain
Originally posted by EEmaan View Post
is per pegham main bohat detail sey kai baar bat ho chuki hay
quran and hadees tasawuff key sakt khilaf hayLast edited by tauruskhan; 24 March 2009, 13:59.People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
-
Re: Jo dilloon ko jhortay hain
Originally posted by tauruskhan View Posttasawuf k hindoana nazriaya ney jitna islam ko nuksan pohanchaya hay kisi aur ney naeen pohanchaya
is per pegham main bohat detail sey kai baar bat ho chuki hay
quran and hadees tasawuff key sakt khilaf hayLast edited by aabi2cool; 24 March 2009, 14:55.ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: Jo dilloon ko jhortay hain
Originally posted by tauruskhan View Posttasawuf k hindoana nazriaya ney jitna islam ko nuksan pohanchaya hay kisi aur ney naeen pohanchaya
is per pegham main bohat detail sey kai baar bat ho chuki hay
quran and hadees tasawuff key sakt khilaf hay
aap kahain keh
"AHL E HADIS TASAWUFF KAY SAKHAT KHILAAF HAIN"
HAN YEH BAAT HAI KEH
"AAJ KAL KAY JAALI PEERON AOR FAQEERON NAY IS PAKEEZA ISTALAH KO BUHAT BADNAM KIYA HUA HAI JAISA KEH CHAND MUSLIMS NAY ISLAM KO"
baqi sab tekh keh rahay hain ap:lpop:
sigpic
Comment
-
Re: Jo dilloon ko jhortay hain
Originally posted by aabi2cool View Postje han kai baar hochuki hy aur us behas main hameesha ki tarah aap logon ko jhoonk kar khud bagh liye hain aur aap aaj tuk apni baat k saboot main aik bhi mazboot dalil naheen poeesh karsaky seway dheet punay aur hatdharmi k . . .372-hahaLast edited by suffard; 24 March 2009, 16:42.sigpic
Comment
-
Re: Jo dilloon ko jhortay hain
Tawsaf tu naam hi ALLAH ke muhbat mein apny app ko fana ker denay ka hai.. jo us ko shariyat ky khilaf samjhty hain woh aqal sy pedal hain...
daba peer, dkhoy baz logon ko sufiyon ke fehrsit mein khara kerna ghalat hai....
ALLAH ka wali kabhi bhi khilaf e shara kaam ka hukum nahin dy ga.. yeh us ke neshani hai...
wali tu woh hai jis ko dekh ker rub yad aye... agher koi App ke dil mein ALLAH ke muhabbat nahin.. dunai ke talb jagy tu woh wali nahin...
2ndly gamdi sahib ky bari mein jitna kum kaha jay.. itna acha hai..
3rd... mein is bat sy ikhtilaaf kerta hon ky ulma e akram ko awam ke muhbat nahin mili... yeh bilkul ghalat bat hai..
ulma e akram ko waris-e-anbiya(A.s) kaha gaya hai..
aur ulma e akram sy muhabbat kernin walon ke koi kumi nahin... kai loog ajj 100 sal qabal ky ulma ke kitabain pehrty hain...
sub ky apny andaz hain rub ko panain ky... ulma bhi humary sar ankhon per aur sufiya bhi....
Last edited by tauseeftariq; 24 March 2009, 21:40.
Comment
-
Re: Jo dilloon ko jhortay hain
Originally posted by tauseeftariq View PostTawsaf tu naam hi ALLAH ke muhbat mein apny app ko fana ker denay ka hai.. jo us ko shariyat ky khilaf samjhty hain woh aqal sy pedal hain...
kia koi un sey zeada , Allah sey mohabat ker sakta hay
wo ulia sholia keeon naeen baney
kia Hazoor PBUH aqal sey pedal they , bakol app k , keeon k unhoon ney to koi taswoow ki taleem naeen di thee.
daba peer, dkhoy baz logon ko sufiyon ke fehrsit mein khara kerna ghalat hai....
halankey wo bi daba hi they , jo dawa kertay they key wo wo kam ker saktay haan jo Hazoor PBUH ney bi naeen kia
ALLAH ka wali kabhi bhi khilaf e shara kaam ka hukum nahin dy ga.. yeh us ke neshani hai...
logon ki mokadar tabdeel ker day and esi bari bari kahanian haan
soraj ko sawa nezay ki nok per lay ayeh
nimaz pernay ko awami kam karar dey dia , k ab un ko nimaz pernay ki zarorat hi naeen ki wo ala makam hasil ker chukay haan and un ki sans hi nimaz hay great
lafazi main in logon ki misal naeen
wali tu woh hai jis ko dekh ker rub yad aye... agher koi App ke dil mein ALLAH ke muhabbat nahin.. dunai ke talb jagy tu woh wali nahin...
islam kabi tarqe dunia ka naeen kehta , tumam ambia mehnat mazdori kertay they , kisi ney bi tarke dunia naeen ki
deen and dunia dono ko lay k chalney ka nam hay islam
rahbaniat islam ka part naeen hay key dunia ko taraq ker do
2ndly gamdi sahib ky bari mein jitna kum kaha jay.. itna acha hai..
jis tarah ki mehfil main beta hay , wo bat kernay lag jata hay
3rd... mein is bat sy ikhtilaaf kerta hon ky ulma e akram ko awam ke muhbat nahin mili... yeh bilkul ghalat bat hai..
ulma e akram ko waris-e-anbiya(A.s) kaha gaya hai..
aur ulma e akram sy muhabbat kernin walon ke koi kumi nahin... kai loog ajj 100 sal qabal ky ulma ke kitabain pehrty hain...
sub ky apny andaz hain rub ko panain ky... ulma bhi humary sar ankhon per aur sufiya bhi....
Quran and hadees main zikar hota
yeh ho naeen sakta , k kuch islam ka part ho and Allah sey ghalti ho jay k wo Quran main likhna bhol jay , kia app k khial main yeh durust hay k Allah sey ghalti hoi
Quran main kaheen bi is ka zikar naeen hay :-)People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
-
Re: Jo dilloon ko jhortay hain
Originally posted by suffard View Postkhan g QURAN AND HADEES na kahain plz.plz.
aap kahain keh
"AHL E HADIS TASAWUFF KAY SAKHAT KHILAAF HAIN"
HAN YEH BAAT HAI KEH
"AAJ KAL KAY JAALI PEERON AOR FAQEERON NAY IS PAKEEZA ISTALAH KO BUHAT BADNAM KIYA HUA HAI JAISA KEH CHAND MUSLIMS NAY ISLAM KO"
baqi sab tekh keh rahay hain ap:lpop:
lakin ager koi durust bat kerta hay to sirf fiqah ko naeen dehkta , baat k saboot ko dehkta hoon
Quran main taswoof kaheen naeen hay, k dunia ko chor do, taraqe dunia ho jaoo
kia app k khial main Allah sey ghalti hoi k taswoof Islam ka part tha lakin wo Quran main likhna bhol gayPeople should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
-
Re: Jo dilloon ko jhortay hain
Originally posted by tauruskhan View Postmain Ahley hadees naeen hoon
lakin ager koi durust bat kerta hay to sirf fiqah ko naeen dehkta , baat k saboot ko dehkta hoon
Quran main taswoof kaheen naeen hay, k dunia ko chor do, taraqe dunia ho jaoo
kia app k khial main Allah sey ghalti hoi k taswoof Islam ka part tha lakin wo Quran main likhna bhol gay
aor barae meharbani ZARA TASAWUUF KA FALSFAH LIKHAIN GAY???
ZARA HUM BHE DHAIKHAIN KEH KON TURK E DUNYA KI TALEEM DAITA HAI??sigpic
Comment
-
Re: Jo dilloon ko jhortay hain
Originally posted by suffard View PostAor Janab 1 Baat Reh Gai
"dunya Ko Turk Kar Kay Kiya Tasawuf Walay Khala Main Jatay Hain"??
kindly thora sa search ker lain app ko mil jaey g
in ki book perain lain , sirf suni sunai batoon per yakeen na bana lia kareen
k falan molvi nay hamain kaha to bus ji yeh islamic ho gay ya non islamic ho gay
is tarah behas will never end
in logon ki books perain and islam k original matters ko perain , app ko idea ho jay gaPeople should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people
Comment
Comment