Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa IV: Iik orr qissm kii AURAAT......?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Iik orr qissm kii AURAAT......?

    Originally posted by barg.e.gul
    barish mey ney A-Z saarey replies perhey hein ....it really make u sad...
    Muskan aap sey mey 100% muttafiq hun.....,
    hamarey muashrey mey to agar aik lerki izzat sey jeena bhi chahey gi to ussey ko izzat sey nahi jeeney deyta....aur ye kaun hota hai ??


    barish changes hum la saktey hein ....koi cheez bhi impossible nahi hai...leykin ye kaam tabhi mumkin hai jab hum apney mulk mey sahih maano mey logon ko "Taleem" muhayya kerna shuru ker dien....jab log apney islamic values sey aaga ho jayein gey to ye sab khatam ho jaye ga....inshAllah
    sis joo sentence maii nee bold kiyya maai isski thoori elaboration chahti hoon....kiyooon kee mujhee samajhhh naahii ayya aapne kiss sense maii baat ki?thoora xplain kerr daiin plz:)

    :insha: zaroor!
    humm hii changes laa sakktee haain....orr kauun ayye gaa,hamaare beech?
    hamarii country maaii education system kaa buhatt buhaat buhaaatt ziadaa prob haai sis .......yee iik alaag topic haii joo ik alaag attention chahta haii....later we'll discuss :insha: ...

    abhii siirrf itnaa hii kahoon gii kee ISLAMIC EDUCATION perr sahee maanon maai emphasize nahii haai...jiskii buhatt zaroorat haii along wid worldly edu:)

    Thx 4 sharing ur raai!:)

    Comment


    • #32
      Re: Mubahisa IV: Iik orr qissm kii AURAAT......?

      a simple qusetion?

      yeh question bhut simple hai ke kasey un ladkyon ke liey kuch kiya jay jo as peshy ko
      chodna chati hain .... per answer bhut mushkal hai .....

      for example ...... main subah 8 bajy uth ker tiyar ho ker office pohnch jata hoon
      gher wapis per sham main 8 baj jaty hain ...... pher ja ker family n firnds ko bhi time denaa hotaa hai......... so were is the time to help others?
      aj kal ke life aisa hai ke subah job jao shaam ko ayo tu app adhy finish ho jaty hoo
      sundays feee hoty hain per woh ek din miltaa hai aram ka aur un kamon ko kerny ka
      jo week sey ruky hoty hain ..?
      so its tough ,,,, per koshis jari rakhni chahiy jab muqa milye tab
      per haqeeqat ke bat yah hai ke bhut mushkal hai aj kal ke door main time niklana dosron ke liye......... per agian .... koshis kerni chahiye
      Zaid Hammid on Sawat War..
      A must Watch..

      Comment


      • #33
        Re: Mubahisa IV: Iik orr qissm kii AURAAT......?

        Originally posted by tauseeftariq
        a simple qusetion?

        yeh question bhut simple hai ke kasey un ladkyon ke liey kuch kiya jay jo as peshy ko
        chodna chati hain .... per answer bhut mushkal hai .....

        for example ...... main subah 8 bajy uth ker tiyar ho ker office pohnch jata hoon
        gher wapis per sham main 8 baj jaty hain ...... pher ja ker family n firnds ko bhi time denaa hotaa hai......... so were is the time to help others?
        aj kal ke life aisa hai ke subah job jao shaam ko ayo tu app adhy finish ho jaty hoo
        sundays feee hoty hain per woh ek din miltaa hai aram ka aur un kamon ko kerny ka
        jo week sey ruky hoty hain ..?
        so its tough ,,,, per koshis jari rakhni chahiy jab muqa milye tab
        per haqeeqat ke bat yah hai ke bhut mushkal hai aj kal ke door main time niklana dosron ke liye......... per agian .... koshis kerni chahiye

        Time nahi hota per time to nikalne se hi nikalta hai na?:)
        khud k liye sab jeete hain,kam kerte hain khud ko recreate bhi kerte hain,per society k liye or insaniyat k liye bhi thora sa time to hona hi chahiye if not possible in 24 hrs per day then atleast once a week?:)

        Time management should b there....ager hum kuch kerne ki niyyat ker lain to time khudi ba khudi nikal ata hai....

        so mere nazdeek time is not the prob....support n resources r actually difficult 2 attain:cc: :(

        KHush Rahiyye!:)

        Comment

        Working...
        X