Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mubahisa II - Ham Log

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mubahisa II - Ham Log

    Apney mubahisey key silsaley mein aaj ham aik naey topic ka aaghaz kartey hain.

    Main ney observe kiya hai keh ham log jab Europe ya Amerika waghera jatey hain to hathkandoon mein jhakrey jatey hain. Wahan key qanoon aur ehkamaat ki pabandi karna apna farz-e-awleen samjhatey hain. Meloon qataron mein kharrey ho ker apni bari ka intizaar kartey hain, apney gird-o-nawah mein gand na phail jaey iska khiyal rakhtey hain, trafic qawaneen ka paas kartey hain algharz ham har woh kaam kartey hain jo wahan per asool hai.

    Junhi ham Pakistan aatey hai (ya jatey hain) to har qanoon, asool, pabandi, zabtey, qaedey ki dhajiyaan bakher detey hain. Ham sarrkon per chewing'gum key tukrey phainkna, jaggah jaggah thoonkna, trafic lights ki zalmana tor per la'parwaee karna, shehron mein tez raftaar gadi chalana, qataar phalankna algharz har ghalat kaam karna apni shaan samajhtey hain. Aur saath yeh duhaee detey hain keh yahan per aisa hi chalta hai :fuming: aap kya kehtey hain?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Mubahisa II - Ham Log

    AOA,

    Aap ka kahna baja hai issi tara daikhne sonne main haya nakas ilm se nacheez kahna chahta hai k hota yoon hai k barri moshkil se wahan pohanchte hain to wo qanoon torr kar kion kar khatra mool lain ge. issi liye qanoon toorrna to darkanaar wo ahsa soch b nain sakte wahan qanoon aur qanoon k rakhwale sakhti karte hain agar mowazna karain yahan to hamara qanoon paise wale ko salaam karta hai yahan ameer k liye aur gareeb k liyeaur hai to ye jante hain k yahan wo khudmukhtaar hain isi liye yahan qanoon ki kadar nain karte k na un pe jurmana ziyada ho ga na un ko jail jana parre ga .



    Sohail Abbasi.
    Apna haq ada karo.

    Comment


    • #3
      Re: Mubahisa II - Ham Log

      Originally posted by Masood
      Apney mubahisey key silsaley mein aaj ham aik naey topic ka aaghaz kartey hain.

      Main ney observe kiya hai keh ham log jab Europe ya Amerika waghera jatey hain to hathkandoon mein jhakrey jatey hain. Wahan key qanoon aur ehkamaat ki pabandi karna apna farz-e-awleen samjhatey hain. Meloon qataron mein kharrey ho ker apni bari ka intizaar kartey hain, apney gird-o-nawah mein gand na phail jaey iska khiyal rakhtey hain, trafic qawaneen ka paas kartey hain algharz ham har woh kaam kartey hain jo wahan per asool hai.

      Junhi ham Pakistan aatey hai (ya jatey hain) to har qanoon, asool, pabandi, zabtey, qaedey ki dhajiyaan bakher detey hain. Ham sarrkon per chewing'gum key tukrey phainkna, jaggah jaggah thoonkna, trafic lights ki zalmana tor per la'parwaee karna, shehron mein tez raftaar gadi chalana, qataar phalankna algharz har ghalat kaam karna apni shaan samajhtey hain. Aur saath yeh duhaee detey hain keh yahan per aisa hi chalta hai :fuming: aap kya kehtey hain?
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Mubahisa II - Ham Log

        Originally posted by khan
        AOA,

        Aap ka kahna baja hai issi tara daikhne sonne main haya nakas ilm se nacheez kahna chahta hai k hota yoon hai k barri moshkil se wahan pohanchte hain to wo qanoon torr kar kion kar khatra mool lain ge. issi liye qanoon toorrna to darkanaar wo ahsa soch b nain sakte wahan qanoon aur qanoon k rakhwale sakhti karte hain agar mowazna karain yahan to hamara qanoon paise wale ko salaam karta hai yahan ameer k liye aur gareeb k liyeaur hai to ye jante hain k yahan wo khudmukhtaar hain isi liye yahan qanoon ki kadar nain karte k na un pe jurmana ziyada ho ga na un ko jail jana parre ga .



        Sohail Abbasi.
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Mubahisa II - Ham Log

          AOA,

          Ji baja farmaya aap nain masla aj kharaab hua to to theek ho sakta tha lakin issi din ba din itna bigara giya k loog b bigaar gaiye hain hamare molk main b qanoon mojood hai us pe amaldaramad nain kia jata kion iss ka jawab hum se b hai kia hum ahtaraam karte hain karte hain to kahan tak jahan tak baat hai ishara toorRne ki to humain jaldi hote hai har uss shakhs ko jaldi hoti hai jo k sawaar hota hai Aadaaltoon main chote se barra paise laita hai jo qanoon ka garR mana jata hai kia ye hai hamara qanoon har jaga yahan masla nazar ata hai har jaga:(


          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment

          Working...
          X