Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal



    3
    Altaf Hussain and MQM
    100.00%
    3
    PPP
    0.00%
    0
    Indian and other foreign elements
    0.00%
    0
    others, do mention your views
    0.00%
    0

  • #2
    Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

    Uff ye log kyun nahi cheyn ki zindagi jeeney detey heiN ..... :pagal:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal



      Comment


      • #4
        Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

        Comment


        • #5
          Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal


          Comment


          • #6
            Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

            aapke choices meN merii choice to hai hii nahiiN...:(

            merii naaqis fehm ke ba-moojib to yeh jo kuchh bhii ho rahaa hai vo hamaare

            saHeeH deen-e-islaam se doorii

            hai. ham bhala kaise ek dusre kii jaan o maal, izzat aur asmat ko looT sakte haiN? kahaN gaii islamic brotherhood? kahaN hai hamaaraa ittehaad?

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment


            • #7
              Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

              Bhai mere ye voting karwa kar ap please Pegham ka mahool mat kharaab karye,

              Karachi ke bigarte hue halaat ka zimedaar har woh shakhs hai jo karachi me rehta hai........

              Jis mulk ke hukmiraan hi corrupt hon ge to us mulk ke shehron or awaam ka yahi haal hona hai......

              Ye sub full plan ka nateeja hai.......

              Baraye Karam is thread se voting hata den to zyada behtar hai......

              Comment


              • #8
                Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

                Yeh Hai Aaj Kal Ka Pakistan..........................
                Last edited by wajid hanif; 30 November 2008, 23:33.

                Comment


                • #9
                  Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

                  Mulk main pehlay hi itni tension hai is tarha kay threads to mazeed tension pheeltay hian :D:
                  mulk ki behtri kay leye ham kia kar saktay hain humye ab is pay zoor deena chaye :thmbup:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

                    Originally posted by aanchal View Post
                    mulk Main Pehlay Hi Itni Tension Hai Is Tarha Kay Threads To Mazeed Tension Pheeltay Hian :d:
                    Mulk Ki Behtri Kay Leye Ham Kia Kar Saktay Hain Humye Ab Is Pay Zoor Deena Chaye :thmbup:
                    Hmm Yeh Sab Baten Hain... Aur Ab Ase Baton Say Koi Teek Hone Wala Nahi Har Kisi Ko Apni Apni Hai '' Aur Mulk To Bahut Door Ki Baat Hai..

                    Comment


                    • #11
                      Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

                      Originally posted by wajid hanif View Post
                      Hmm Yeh Sab Baten Hain... Aur Ab Ase Baton Say Koi Teek Hone Wala Nahi Har Kisi Ko Apni Apni Hai '' Aur Mulk To Bahut Door Ki Baat Hai..
                      mushkilaata har door main rahi hain ....pakistan ki tareekh utha kay deekh laian koi bhi door mushkiloo say khali nahi guzra ......lekan har door main aisay loog bhi rehay hian jo logoo ko josh jazbay kay sath himmat say agay barhnay ka sabaq deytay rehay hian or yehi loog mulk ko sanbhltay hain ....
                      aap Allma Iqabal ki misaal lay laian wo jis door main rehay aap jantay hain ....unhoo nay bhi muslamnoo main josh jazba peda kia lekan aisi koi baat nahi ki jis say muslman sirf talwarian utha kay aik dosray say lartay rehian ....ab bhi kuch hath say nahi nikla :thmbup:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #12
                        Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

                        A great Pukhtoon was martyred by the terrorists of MQM
                        Yesterday a great Pukhtoon writer and poet Mansoor Paloswal was martyred by the terrorist organization MQM headed by a British citezen Altaf Hussain.
                        Mansoor was a great Pashto literary person and the president of Pushto poets oraganization Rana.
                        MQM has warnned the pukhtoons living in Muhajir dominated areas to vacate the area and have also burnt some of the Pukhtoons houses.

                        .............

                        Dakna Ha Zoor Ketna Baki Hay Bazo ma

                        .............Nehi Lagta Mumbai Atak par India ka Kotay yaha

                        Bongnay awo KAtnay lagay Karachi ma...

                        Comment


                        • #13
                          Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

                          Jo Qoum kare ne'mut ka zeya'n
                          wahi qoum bane ibrut ka nishan

                          gilay shikwae sub bhula do
                          hum aik he sari dunya ko dikhla do

                          abb wo dour nahi k raho tanha
                          kyun kurte rahe tum uqul ka ziya'n

                          ao ehud kurein mil jul k rahien
                          aik bar phir quwat bun jaein

                          sangdil na bano...abb bus bhi kuro
                          yeh waqt karra he kuch hosh kuro...

                          aao sath chalein aur sath barhein
                          tang'dasti ho ya khushhali ho.....

                          dunya me qoum wahi munzil pati he
                          jo mushkil me aaik ho jati he...

                          jhande to sabhi bun jate hein
                          gur jurat ho tabhi lehrate hein

                          gillay shikwae sub bhula do
                          huma ik he sari dunya ko dikhla do

                          Comment


                          • #14
                            Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

                            Originally posted by MSA View Post
                            Jo Qoum kare ne'mut ka zeya'n
                            wahi qoum bane ibrut ka nishan

                            gilay shikwae sub bhula do
                            hum aik he sari dunya ko dikhla do

                            abb wo dour nahi k raho tanha
                            kyun kurte rahe tum uqul ka ziya'n

                            ao ehud kurein mil jul k rahien
                            aik bar phir quwat bun jaein

                            sangdil na bano...abb bus bhi kuro
                            yeh waqt karra he kuch hosh kuro...

                            aao sath chalein aur sath barhein
                            tang'dasti ho ya khushhali ho.....

                            dunya me qoum wahi munzil pati he
                            jo mushkil me aaik ho jati he...

                            jhande to sabhi bun jate hein
                            gur jurat ho tabhi lehrate hein

                            gillay shikwae sub bhula do
                            huma ik he sari dunya ko dikhla do
                            :salam:


                            Aqal walon ko is poetry se kuch seekhna or samajhna chahye


                            Allah Talah hum sub ko neik hidayat den :dua


                            Ameen

                            Comment


                            • #15
                              Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              Mulk main pehlay hi itni tension hai is tarha kay threads to mazeed tension pheeltay hian :D:
                              mulk ki behtri kay leye ham kia kar saktay hain humye ab is pay zoor deena chaye :thmbup:
                              kabootar aankhein bundd ker laitaa hai oor samajtaa hai k ab billii chalii gaii per ehsaa nahe hoota
                              billi uss ko kahaa jaatiii hai

                              Pakistan aik jism ki maanid hai
                              agar aap kay haath mein say khoon nikal rahaa hoon tu sakoon kaisay millay gha

                              us waqt millay gha jab haath theek ho jaey gha

                              agar care na kii tu phir shaid haath doctors kaat dein q k behmaarii pooray jism mein phail jaaey ghii

                              Comment

                              Working...
                              X