Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
Collapse
X
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
aapke choices meN merii choice to hai hii nahiiN...:(
merii naaqis fehm ke ba-moojib to yeh jo kuchh bhii ho rahaa hai vo hamaare
saHeeH deen-e-islaam se doorii
hai. ham bhala kaise ek dusre kii jaan o maal, izzat aur asmat ko looT sakte haiN? kahaN gaii islamic brotherhood? kahaN hai hamaaraa ittehaad?
Fall view from inside my car
near my work place :)
Comment
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
Bhai mere ye voting karwa kar ap please Pegham ka mahool mat kharaab karye,
Karachi ke bigarte hue halaat ka zimedaar har woh shakhs hai jo karachi me rehta hai........
Jis mulk ke hukmiraan hi corrupt hon ge to us mulk ke shehron or awaam ka yahi haal hona hai......
Ye sub full plan ka nateeja hai.......
Baraye Karam is thread se voting hata den to zyada behtar hai......
Comment
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
Yeh Hai Aaj Kal Ka Pakistan..........................Last edited by wajid hanif; 30 November 2008, 23:33.
Comment
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
Mulk main pehlay hi itni tension hai is tarha kay threads to mazeed tension pheeltay hian :D:
mulk ki behtri kay leye ham kia kar saktay hain humye ab is pay zoor deena chaye :thmbup:
Comment
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
Originally posted by aanchal View Postmulk Main Pehlay Hi Itni Tension Hai Is Tarha Kay Threads To Mazeed Tension Pheeltay Hian :d:
Mulk Ki Behtri Kay Leye Ham Kia Kar Saktay Hain Humye Ab Is Pay Zoor Deena Chaye :thmbup:
Comment
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
Originally posted by wajid hanif View PostHmm Yeh Sab Baten Hain... Aur Ab Ase Baton Say Koi Teek Hone Wala Nahi Har Kisi Ko Apni Apni Hai '' Aur Mulk To Bahut Door Ki Baat Hai..
aap Allma Iqabal ki misaal lay laian wo jis door main rehay aap jantay hain ....unhoo nay bhi muslamnoo main josh jazba peda kia lekan aisi koi baat nahi ki jis say muslman sirf talwarian utha kay aik dosray say lartay rehian ....ab bhi kuch hath say nahi nikla :thmbup:
Comment
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
A great Pukhtoon was martyred by the terrorists of MQM
Yesterday a great Pukhtoon writer and poet Mansoor Paloswal was martyred by the terrorist organization MQM headed by a British citezen Altaf Hussain.
Mansoor was a great Pashto literary person and the president of Pushto poets oraganization Rana.
MQM has warnned the pukhtoons living in Muhajir dominated areas to vacate the area and have also burnt some of the Pukhtoons houses.
.............
Dakna Ha Zoor Ketna Baki Hay Bazo ma
.............Nehi Lagta Mumbai Atak par India ka Kotay yaha
Bongnay awo KAtnay lagay Karachi ma...
Comment
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
Jo Qoum kare ne'mut ka zeya'n
wahi qoum bane ibrut ka nishan
gilay shikwae sub bhula do
hum aik he sari dunya ko dikhla do
abb wo dour nahi k raho tanha
kyun kurte rahe tum uqul ka ziya'n
ao ehud kurein mil jul k rahien
aik bar phir quwat bun jaein
sangdil na bano...abb bus bhi kuro
yeh waqt karra he kuch hosh kuro...
aao sath chalein aur sath barhein
tang'dasti ho ya khushhali ho.....
dunya me qoum wahi munzil pati he
jo mushkil me aaik ho jati he...
jhande to sabhi bun jate hein
gur jurat ho tabhi lehrate hein
gillay shikwae sub bhula do
huma ik he sari dunya ko dikhla do
Comment
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
Originally posted by MSA View PostJo Qoum kare ne'mut ka zeya'n
wahi qoum bane ibrut ka nishan
gilay shikwae sub bhula do
hum aik he sari dunya ko dikhla do
abb wo dour nahi k raho tanha
kyun kurte rahe tum uqul ka ziya'n
ao ehud kurein mil jul k rahien
aik bar phir quwat bun jaein
sangdil na bano...abb bus bhi kuro
yeh waqt karra he kuch hosh kuro...
aao sath chalein aur sath barhein
tang'dasti ho ya khushhali ho.....
dunya me qoum wahi munzil pati he
jo mushkil me aaik ho jati he...
jhande to sabhi bun jate hein
gur jurat ho tabhi lehrate hein
gillay shikwae sub bhula do
huma ik he sari dunya ko dikhla do
Aqal walon ko is poetry se kuch seekhna or samajhna chahye
Allah Talah hum sub ko neik hidayat den :dua
Ameen
Comment
-
Re: Karachi mein hungaamay, 12 May ki si soorat-e-haal
Originally posted by Aanchal View PostMulk main pehlay hi itni tension hai is tarha kay threads to mazeed tension pheeltay hian :D:
mulk ki behtri kay leye ham kia kar saktay hain humye ab is pay zoor deena chaye :thmbup:
billi uss ko kahaa jaatiii hai
Pakistan aik jism ki maanid hai
agar aap kay haath mein say khoon nikal rahaa hoon tu sakoon kaisay millay gha
us waqt millay gha jab haath theek ho jaey gha
agar care na kii tu phir shaid haath doctors kaat dein q k behmaarii pooray jism mein phail jaaey ghii
Comment
Comment