Originally posted by *khushi*
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Collapse
X
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
salam frendz
kya larkion ko shaadi ke baad parhna chahiye? main samajhti hoon k shaadi k baad larki ke husband per depend karta hai k wo apni wife ho parhnay ki ijaazat deta hai ya nahin. kyun ke shaadi k baad marzi most often husband ki hi chalti hai. isi liye ye depend karta hai k larki shaadi ke baad apni education jaari rakhay ya nahin.
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Originally posted by *khushi* View Postb3wi apn3 husband p3 bojh hoti hai?????? :)
ager app job naeen kerain geen and gher key kharach main hath naeen batayen geen to bojh hi hon gi na
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Originally posted by Shaim View PostHmmmm sahiii :)
thx sis apny sabhi points ko discuss kr k ik nice conclusion dia hai :)
thx 4 ur gud participation :rose
i think net conclusion yahi hai k "Management" sbsy imp hai.......ager wo hai to offcourse u can go ahead :)
and a brav3 wom3n can do IT..:)
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Originally posted by tauruskhan View Post99% larkian jo shadi sey pehlay degree leti
lakin behtar hay key koi job kareen and shohar ka hath bataeen na key us per boj bani raheen
b3wi apn3 husband p3 bojh hoti hai?????? :)
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Originally posted by Shaim View PostDegree lena....
and gher beti rehti haan
to baad main degree lay ker kia kareen geen
sirf o sirf kisi haq dar larkey ka seat hi mareen geen , jis key sir per "10-15" logon ka boj ho ga
larkion ko ager shadi key bad bi perhnay ka shoq ho to , sakoon sey pareen
lakin behtar hay key koi job kareen and shohar ka hath bataeen na key us per boj bani raheen
so main to kahoon ga key job kerni chayeh , mazeed degree lenay and gher betay rehnay ka koi faida naeen
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Originally posted by Shaim View PostlolzZz ok :D :p
mujeh lgta hai Shaadi k baad Hubby k sath perhna chahye :p
wat a golden period to enjoy studiez after marraige ;)
medical students main zaidatar aisa hota hai :D:
bas jo karna chaye sab kuch hoo sakta hai :dance2:
or rahi baat kay shadi kay bad bachoun ko koon deekhye ga to jab kisi nay parhna hai to family planing kay sath agay chalye .....or agar bachay hain chotay to us waqat parhai stop kar kay jab baray hoo jaian zara school going age kay to tab parhai pher say start ki ja sakti hai ..bachay apnay school baray apnay school :D
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Shamu app ko kya lagta ka edher app ke Bachi hu aor App ka
4 year ka Exam ka Paper hu ?................HaHaHa...372-haha
App na kuch nehi leka ka app ko kya lagta ha ?..parna chaye ya nehi ?
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Originally posted by wareesha View Postw salam WB:rose
shaim u've started gud topic !:thmbup:
YeS!
taleem hasil karne har muslim par farz kar diya gya or is meiN koi time period mention nahiN kiya gya .
bila shuba ghar pehli tarjeeh hota he larkion k liye lakin agr wo manage kar sakti heiN or sabko equaly satisfy bhi kar sakti heiN to unheiN zaror jari rakhna chahye .....
as xenya said they should continue through corespondance ...
meiN ye kahungi k agar waqai karna chahti'n heiN to .......bohat se or ways bhi heiN ... like weekly n evening classes ya phir esi classes jo specially working girls k liye organiz kiye jate hieN lakin parhte zaroor rehna chahye is silsile ko rukna nahiN chahye buS .. taleem her her lamha hameN aik behter insaN banane meiN madadgaar sabit hoti he ! :)
ager apki Family apko allow kr rahi hai to it depends on a gal k wo kis tarah sb cheezin manage krti hai :)
Thx 4 ur participation Dear :)
Nice 2 c New Visiters @ BM n HH :rose
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Originally posted by *khushi* View PostWalikumsalam....
i thk karni chay3...iss m3i koi burayi nai hai....but iss shart p3 k3 wo studi3s k3 sath sath ghar ko bi handl3 kar sak3...apn3 husband ki r3sponsibiliti3s aur kids ka bhi dehan rakh saki3n...agar y3 sab karti hain th3n koi masla nahi..coz shadhi k3 baad ph3l3 ghar:)
aur baaat apk3 in laws aur husband p3 bhi d3p3nd karta hai k3 wo loag allow kart3 hain k3 nai....
:)
thx sis apny sabhi points ko discuss kr k ik nice conclusion dia hai :)
thx 4 ur gud participation :rose
i think net conclusion yahi hai k "Management" sbsy imp hai.......ager wo hai to offcourse u can go ahead :)
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Originally posted by ummid View Postwaalikumasalam larki... khush raho...:rose
@ topic...
wat a buck up sis :p :D
pr sis kuch degrees through correspondence ho nahi saktiin like M.Phill PHD etc......372-scare
hmmm nicee gallo :p :D
thx 4 participation :rose
Leave a comment:
-
Re: MUBAHISA: Lerkion Ko Shadi K Baad Perhna Chahye?
Originally posted by Aanchal View Postagar degree ki baat ki jaye to koon sa 10,20 saal degree leenay main lagtay hian :D .sirf chand saal ki to baat hoti hai :eye:
wesay ilm to har insaan sari zindagi hasil karta rehta hai ...
larki parhna chaye to zaror parahye ..yeh parhai us kay kaam aye gee...baki jo kehta hai kehta rehya :D...
baki batian bad main ...to be continue ....abhi mujhay neand ai hai
mujeh lgta hai Shaadi k baad Hubby k sath perhna chahye :p
wat a golden period to enjoy studiez after marraige ;)
Leave a comment:
Leave a comment: