Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Long March ka faida kia hota hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Long March ka faida kia hota hai ?

    Originally posted by sohail khan View Post
    aur mujhe ye baat samjh nahi aarahi hai k in logo ko to iftikhar muhammad chouhadry k past ka ilam nahi hai is liye une suport kar rahe hai.
    lekin aap ko to musharraf k past ka bhi pata hai k us ne kon sa gunah nahi kiya phir bhi aap un ko q suport kar rahi hai kahi aisa to nahi hai k aap
    aap ko muhajiro(qoomparasti) k alawa koi acha hi nahi lagta.
    no personal comments allowed kay main kis ko pasand karti houn kis ko nahi .....!
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #17
      Re: Long March ka faida kia hota hai ?

      Originally posted by Aanchal View Post
      assalamalikum
      yeh jo long March ki ja rahi hai wakeeloo ki taraf say is ka faida kia hota hai ?:)
      is pay kitnay pesay kharach hotay hian ?
      kitnay wakeel or loog kaam choor kay yaha aye hotay hian ......is say mulk ki economy ko nuqsan nahi pounch raha ?

      Tv pay deekha tha aik lady ganay kay andaaz main shair-o-shairi kar rahi the or wakeel us pay jhoom kay naach rehye they ..yeh hai long march ?:)

      pehlay to Musharraf ki taraf say wakeloo ka mamla shuru howa tha to longmarch ki gai the...........lekan......ab to in logoo ki apni banai hovi hakoomtian ai hain ..jin ko khud vote dia vohi aye hain ....to ab bhi long marchian hoo rahi hai ? Musharraf ki hakoomat or pher is hakoomat main faraq kia raha ? mazaq banaya howa hai har cheez ka aisa lag raha hai ...:)
      aap logoo kay khayal main reh kesa hai sab ?
      Wa salaam Aanchal

      Agar to main TALKHI bharey alfaaz istimaal kiyey bin iska jawab doon to yehi kahoon ga: yeh sab bakwas aur dhong hai jo yeh log rachatey hain! Awwam sey sasti hamdardi hasil karney key liyey in logon ney yeh kar'sazi ki hai. Yeh wohi adliya hai jissey hamari awwam pichhley 60 saal sey ro rahi hai keh insaaf nahin deti - yehi adliya aaj hamari awwam key liyey mazloom ho gaii hai :) Hamari awwam ka koi zameer nahin!

      Rahi baat nuqsan ki? to nahin, inhein nuqsan nahin hota, kyun keh haram ka paisa aik tarf sey aata hai to doosri tarf sey nikal bhi jata hai - Wuklaa ki aksariyat paisey walon ka namak khatey hain, unkey gungatey hain!
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #18

        aik to hamary pegham par aik khawar sahab hain aur idher aik anchal sahiba hain dono ko seway out patang sawaloon k aur khch soojhta hi naheen
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #19
          Re: Long March ka faida kia hota hai ?

          Originally posted by Masood View Post
          Wa salaam Aanchal

          Agar to main TALKHI bharey alfaaz istimaal kiyey bin iska jawab doon to yehi kahoon ga: yeh sab bakwas aur dhong hai jo yeh log rachatey hain! Awwam sey sasti hamdardi hasil karney key liyey in logon ney yeh kar'sazi ki hai. Yeh wohi adliya hai jissey hamari awwam pichhley 60 saal sey ro rahi hai keh insaaf nahin deti - yehi adliya aaj hamari awwam key liyey mazloom ho gaii hai :) Hamari awwam ka koi zameer nahin!

          Rahi baat nuqsan ki? to nahin, inhein nuqsan nahin hota, kyun keh haram ka paisa aik tarf sey aata hai to doosri tarf sey nikal bhi jata hai - Wuklaa ki aksariyat paisey walon ka namak khatey hain, unkey gungatey hain!
          aap ye bata deen k aap is dunia main akhir khush kis se hain kaya aap ALLAH PAAK se khush hain ya . . . . . . .
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #20
            Re: Long March ka faida kia hota hai ?

            Originally posted by aabi2cool View Post
            aap Ye Bata Deen K Aap is Dunia Main Akhir Khush Kis Se Hain Kaya Aap allah Paak Se Khush Hain Ya . . . . . . .
            :) :) :)
            Attached Files
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: Long March ka faida kia hota hai ?

              .... aur haan main KHUSH hoon to is baat sey bhi keh Jab Imaam Mehdi ka zahoor ho ga aur Islam ka revival ho ga, us waqt jo faujein Imaam Mehdi ki maddad ko jaein gi, woh hamarey hi elaqon sey jaein gi, kyun keh Nabi Pak SAW ki sachaiyon mein sey aik sachaii yeh bhi hai keh Imaam Mehdi ki support ko jo faujein hon gi woh Mashriq sey aaein gi.

              Magar yeh faujein Musharraf wali faujein nahin hon gi na hi Al-Qaida wali hongi - balkeh us waqt Allah Tala khud apni faujein tayyar karwaa lein gey...
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #22
                Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                Originally posted by Masood View Post
                :) :) :)
                mery bhai main nay aap per koi zati tanqeed naheen ki laikin aap k hameesha k mayosana rawiya par az rahae mazaqan aik jumla bola hay wagarna mera maqsad hargiz aap k sath behas karna naheen hay . . .
                mujhy maloom tha k ya to aap mery us jumla ko nazar andaaz karjain gay ya phir aap ka is per yehi jawab hoga jo k aap nay likha hay . . . . .is liye cool down . . .kabhi mayoosi se bahir bhi nikal aaya kijiye aur kbahi kabar apni tehreeron main in tamam masail k hal kbaray main bhi likh diya kijiye . . . .:tasali:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23

                  Pehli baat to yeh aabi bhai keh hal pesh karney sey faidah? Before election I said keh Benazir ya Nawaz ko vote dena mulk sey ghaddari karney key mutradif hai - what was the response????? :)

                  Doosri baat keh hal mojood hota hai, usi tehreer mein hal bhi hota hai, magar ham log chahtey hain keh hamein UNGLI PAKARR ker chalana seekhaya jaey aur ham khud sey kuchh na sochein, na samjhein... kabhi tehreer ko mayoosi aur tanqeed NA SAMAJH ker bhi parh ker dekhiyey ga, aap ko hal wahin mojood miley ga :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24
                    Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                    Originally posted by Masood View Post
                    Pehli baat to yeh aabi bhai keh hal pesh karney sey faidah? Before election I said keh Benazir ya Nawaz ko vote dena mulk sey ghaddari karney key mutradif hai - what was the response????? :)

                    Doosri baat keh hal mojood hota hai, usi tehreer mein hal bhi hota hai, magar ham log chahtey hain keh hamein UNGLI PAKARR ker chalana seekhaya jaey aur ham khud sey kuchh na sochein, na samjhein... kabhi tehreer ko mayoosi aur tanqeed NA SAMAJH ker bhi parh ker dekhiyey ga, aap ko hal wahin mojood miley ga :)
                    jis hal ki aap baat kartay hain wesa hal to sab hi detay hain laikin main jo baat karraha hon wo zameeni haqaieq ki hay k kaysay is qoom ko badla jay . ..
                    keh dena to bara asaan hota hy . . . kaya bacha bacha naheen janta k islami nizaam ajay to sab khuch theek hojay ga laikin masla ye hy k in sab zameeni ahqaieq k sath islami nizam aay to kis tarah aay . . . ?
                    baqi mujh se ab likha naheen jata is liye main aap se moazrat khawa hon aur agar aap ko meri bateeen ab buri lagnay lag gai hain to main sare bazam sab k samnay aap se moafi mangta hon ayenda aap ki kisi tehreer ka jawab nahene don ga aur na hi aap per koi tanqeed karon ga w/salaam
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    Working...
                    X