Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Long March ka faida kia hota hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Long March ka faida kia hota hai ?

    assalamalikum
    yeh jo long March ki ja rahi hai wakeeloo ki taraf say is ka faida kia hota hai ?:)
    is pay kitnay pesay kharach hotay hian ?
    kitnay wakeel or loog kaam choor kay yaha aye hotay hian ......is say mulk ki economy ko nuqsan nahi pounch raha ?

    Tv pay deekha tha aik lady ganay kay andaaz main shair-o-shairi kar rahi the or wakeel us pay jhoom kay naach rehye they ..yeh hai long march ?:)

    pehlay to Musharraf ki taraf say wakeloo ka mamla shuru howa tha to longmarch ki gai the...........lekan......ab to in logoo ki apni banai hovi hakoomtian ai hain ..jin ko khud vote dia vohi aye hain ....to ab bhi long marchian hoo rahi hai ? Musharraf ki hakoomat or pher is hakoomat main faraq kia raha ? mazaq banaya howa hai har cheez ka aisa lag raha hai ...:)
    aap logoo kay khayal main reh kesa hai sab ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Long March ka faida kia hota hai ?

    Originally posted by Aanchal View Post

    Kiun khala aap ka irada kahien long march kernay ka tu nahien hai???:khi:
    agar hai tu kis k khilaffff??
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Long March ka faida kia hota hai ?

      Originally posted by sccorpion81 View Post
      Kiun khala aap ka irada kahien long march kernay ka tu nahien hai???:khi:
      agar hai tu kis k khilaffff??
      nahi mera door door tak aisa koi irada nahi :khi:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: Long March ka faida kia hota hai ?

        Originally posted by Aanchal View Post
        assalamalikum
        yeh jo long March ki ja rahi hai wakeeloo ki taraf say is ka faida kia hota hai ?:)
        is pay kitnay pesay kharach hotay hian ?
        kitnay wakeel or loog kaam choor kay yaha aye hotay hian ......is say mulk ki economy ko nuqsan nahi pounch raha ?

        Tv pay deekha tha aik lady ganay kay andaaz main shair-o-shairi kar rahi the or wakeel us pay jhoom kay naach rehye they ..yeh hai long march ?:)

        pehlay to Musharraf ki taraf say wakeloo ka mamla shuru howa tha to longmarch ki gai the...........lekan......ab to in logoo ki apni banai hovi hakoomtian ai hain ..jin ko khud vote dia vohi aye hain ....to ab bhi long marchian hoo rahi hai ? Musharraf ki hakoomat or pher is hakoomat main faraq kia raha ? mazaq banaya howa hai har cheez ka aisa lag raha hai ...:)
        aap logoo kay khayal main reh kesa hai sab ?
        dekho aanchal, kissi cheez ka maqsad dekhte hota hian, logon ne ek baar phir se trust ker unho choroon ko vote dia jin ka un ko pehle hi pata tha, keh shaid itni maar khane keh baad shaid woh log kuch sincere ho gaya hoon, lakin unhian ek baar phir dhoka khana parra, kion keh jo log hakoomat mian hain woh kabhi nahi chhahain ge keh koi aisa banda aaye jo keh yeh NRO jaise law ko khatam kerra kion keh yeh log jo hakoomat mian hain kon hian? yeh wohi log hian jinhoon ne is smulak keh sath kya kuch nahi kia iss ko barbaad kerna keh lia, musharaf bhi waisa hi hia, lakin ab dekho keh 100 mian se 10 log to theek ho hi gaya hian na, to its improvement, or u knw iss long march keh saath poori nation thi, or bada maqasid hasil kerna keh lia kuch cheezon ko sacrifice kerna perta hia, aakhir kab tak yahan chor hi rahain ge or hum khamosh tamashai bana rahain ge, we must morally suport them if not by physically, kion keh un ka cause acha hia, issi tarah awam main awareness aati hai, or unhain apne lia larrna bhi aata hia, so i fully support this cause and movement

        Comment

        • #5
          Re: Long March ka faida kia hota hai ?

          mujhay to itne kum arse mein abb yahi lug ne laga he....k ...kum uz kum govt. stage pe koi mukhlis bunda nahi he....na hi koi politicina...na hi president...(yeh abb change huwe hein views :))aur na hi judje....

          sub sirf apne rights k lie ro rahae hein....sirf apne....

          agur rule of law hi lana he....to unhi purane judges se kyun...abb to govt apni he....koi naya bunda le aae.....kis young blood ko le aao...yeh jo itne dino se court ko bund kia huwa he....is se kitni hi khandan jo paiso k lie aadalut jate thay...abb fakka kur rahe houn ge.....

          Mujhay to sub hi mutlubi lugte he

          Comment

          • #6

            Parvezz Ialahiiii Sabiqq Wazeerr Aalaa punjabb bhee Pichhlay dinooo yehhe eRagg aaallapp rahaa thaa kehh Economy koo yehh noqssann hottaa haii wohh nooqssann hootaaa haiiiiii koii unn sayy yehh too poochhay kehh unn kayy door mian kiaa kuchh nahee howaa,,,,,,Dekhan jabb maqssadd sahee hoo tooo iss kissamm kayy economical Nooqsannat koiii manneee nahee rakhhttayy kunkehh Aazzaddd Addaliaa kayy sammnnay Economy kaa Nuqssann koii mannee nahee rakhhtaaa
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #7

              walaikum salam!!!

              Abhi tak long march iss liye ho rahi hai/thi key judges nahi bahaal huye heiN. pehley Restoration of democracy key liye tehreekey chalti thieN ... phir adliya ki bahaali key lyie.... iss movement ko support kerna behtar hai wo iss liye key jo hukumraan haiN un ko kam sey kam ye to idea ho ga key awaam kam sey kam jaag to rahi ahi.....deyr sey hi sahih logoN mey awareness to aai....

              Plus inshALlah Adlia bahaal ho gai to bohot saarey massley khatam ho jayeiN gey balkey takreeban sabhi kyun key deykho sab sey pehley to her bandey key ander iss cheez ka ehssass ho ga key agar uss ney kuch ghalt kiya to uss ko jawab deh hona parhey ga.....ya uss ka muakhza ho ga her haal mey ..... yahi cheez street crimes, insecurity ko khatam karey ga aur sab sey baR ker corruption ko .....jo key her sector mey hai ...

              Meyri to dua hai key Zaroor judges bahaal hoN aur zaroor adliya bahaal ho .... inshAllah....

              as ye just cause hai aur ham sab ko issey support kerna chahiye inshALlah....
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                Parvezz Ialahiiii Sabiqq Wazeerr Aalaa punjabb bhee Pichhlay dinooo yehhe eRagg aaallapp rahaa thaa kehh Economy koo yehh noqssann hottaa haii wohh nooqssann hootaaa haiiiiii koii unn sayy yehh too poochhay kehh unn kayy door mian kiaa kuchh nahee howaa,,,,,,Dekhan jabb maqssadd sahee hoo tooo iss kissamm kayy economical Nooqsannat koiii manneee nahee rakhhttayy kunkehh Aazzaddd Addaliaa kayy sammnnay Economy kaa Nuqssann koii mannee nahee rakhhtaaa
                mujhay to lag raha hai kay aik party kay mukhalif loog(yani jo musharraf kay mukhalif hain) dosri party jo kay wakeeloo ki ban gai hai us ka sath is leye dey rehye hian kay woh Musharraf mukhalaf hai :D: ..or mulk ko koi nahi deekh raha kay mulk ka faida kis main hai :)

                Asif ali zardari bhi to wakeloo kay sath nahi hai ...pher wakeel in kay kheelaf kio nahi uthtay sirf Musharraf hi kio ?:)
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  dekho aanchal, kissi cheez ka maqsad dekhte hota hian, logon ne ek baar phir se trust ker unho choroon ko vote dia jin ka un ko pehle hi pata tha, keh shaid itni maar khane keh baad shaid woh log kuch sincere ho gaya hoon, lakin unhian ek baar phir dhoka khana parra, kion keh jo log hakoomat mian hain woh kabhi nahi chhahain ge keh koi aisa banda aaye jo keh yeh NRO jaise law ko khatam kerra kion keh yeh log jo hakoomat mian hain kon hian? yeh wohi log hian jinhoon ne is smulak keh sath kya kuch nahi kia iss ko barbaad kerna keh lia, musharaf bhi waisa hi hia, lakin ab dekho keh 100 mian se 10 log to theek ho hi gaya hian na, to its improvement, or u knw iss long march keh saath poori nation thi, or bada maqasid hasil kerna keh lia kuch cheezon ko sacrifice kerna perta hia, aakhir kab tak yahan chor hi rahain ge or hum khamosh tamashai bana rahain ge, we must morally suport them if not by physically, kion keh un ka cause acha hia, issi tarah awam main awareness aati hai, or unhain apne lia larrna bhi aata hia, so i fully support this cause and movement
                  wesay mera point yeh nahi hai kay ehtejaaj kio kar rehye hain ? mera point yeh hai kay jesa ehtejaaj hoo raha hai yeh sahi hai ?
                  kia koi or proper tareeka nahi hai ehtejaaj ka :mm:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                    Originally posted by MSA View Post
                    mujhay to itne kum arse mein abb yahi lug ne laga he....k ...kum uz kum govt. stage pe koi mukhlis bunda nahi he....na hi koi politicina...na hi president...(yeh abb change huwe hein views :))aur na hi judje....

                    sub sirf apne rights k lie ro rahae hein....sirf apne....

                    agur rule of law hi lana he....to unhi purane judges se kyun...abb to govt apni he....koi naya bunda le aae.....kis young blood ko le aao...yeh jo itne dino se court ko bund kia huwa he....is se kitni hi khandan jo paiso k lie aadalut jate thay...abb fakka kur rahe houn ge.....

                    Mujhay to sub hi mutlubi lugte he
                    :)
                    mujhay wesay aik cheez samajh nahi a rahi sab ifkehtaar ko kio support kar rehye hian ? kia sab ko pata hai kay yeh banda kesa hai ?:cc: (mere in say koi dushmani nahi hai yeh aik general question hai :p) ...aap jis banday kay past kay baray main jantay hi na houn or sirf is waja say support kar rehey hoyn kay woh Musharraf ka mukhalaf banda hai .....yeh kia baat hovi ..:mm:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      :)
                      mujhay wesay aik cheez samajh nahi a rahi sab ifkehtaar ko kio support kar rehye hian ? kia sab ko pata hai kay yeh banda kesa hai ?:cc: (mere in say koi dushmani nahi hai yeh aik general question hai :p) ...aap jis banday kay past kay baray main jantay hi na houn or sirf is waja say support kar rehey hoyn kay woh Musharraf ka mukhalaf banda hai .....yeh kia baat hovi ..:mm:
                      agreed....
                      ajj kal keh rahe hein k IC wapis aa k sub theakh kur de ga...
                      to mutlub judjes ka to aik saal se masla he na...kia us se pehle...sub theakh tha....major privitisation to us waqt hi hoi thi....

                      mujhay to lugta he...mush uncle ne IC uncle ki koi demand puri nahi ki ho gi..to unho ne...chor machana start kur dia :)

                      Comment

                      • #12
                        Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        mujhay to lag raha hai kay aik party kay mukhalif loog(yani jo musharraf kay mukhalif hain) dosri party jo kay wakeeloo ki ban gai hai us ka sath is leye dey rehye hian kay woh Musharraf mukhalaf hai :D: ..or mulk ko koi nahi deekh raha kay mulk ka faida kis main hai :)

                        Asif ali zardari bhi to wakeloo kay sath nahi hai ...pher wakeel in kay kheelaf kio nahi uthtay sirf Musharraf hi kio ?:)
                        Baat yehh haii kehh hamm pakistani kissee eikk Shaksss koo Apnaa Nijatt Dahandaa yaaa pherr tammamm Buraionn ka Mehwarr samjhh lettayy hainnn aoorr Nateejaa hameshhaa haraii Tawaqqooaatt kayy khillaff hee nikalltaa haii,,,Prvezz Musharraf kayy sathh yehee mammlaa haiii 1999 main ussay imran Khan sayy layy kerr PPP wallayy siwaieyy PML(n) kayy sabb Nijatt dahindaa samjhh rahhay thayy aoorr aaajj iss kayy balikooll barrakss situationn haiiiiiii,,,,
                        aoor jahhan takk Zardarii Kaa talqq haii too i think Zardaree Bohhatt Lambii Game khailll rahaa haiii .......eik tarrff tpp anti Mushharraf Biannat dayy raha ahaii to 2nd side parr NRO bhee uss kay lieyy massallaa haiiiiii ...thats why wohh kuchh aoorr tarragg sayy soochh rahhaa haii jiss sayy "Lathee bhee naa toottay aoor sanpp bhee marr jaieyy"
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment

                        • #13
                          Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          :)
                          mujhay wesay aik cheez samajh nahi a rahi sab ifkehtaar ko kio support kar rehye hian ? kia sab ko pata hai kay yeh banda kesa hai ?:cc: (mere in say koi dushmani nahi hai yeh aik general question hai :p) ...aap jis banday kay past kay baray main jantay hi na houn or sirf is waja say support kar rehey hoyn kay woh Musharraf ka mukhalaf banda hai .....yeh kia baat hovi ..:mm:
                          Batttt anti Mushharraf kii Nahee haii Balkehh Mammllatt Steell Milll crises sayy shoorroo hootttaa haii Jabb CH Iftikharr nayy Asoolii faisllaa kiaa tha ajoo badkismatee sayy Musharraff kayy mukhaliff thaaa rahee sahee kasarr Musharrff nayy unn koo mazzool karr kayy pooree karr deeeee ,,,aoorr jabb Supreem court kayy faissllay kayy bawajood Musharraff Nayy amergency yabi 2 Nov kayy Ghairr aainee Iqddamm kayy zariaa unhain eikk marrtabaa pherr Mazzool kiaa giaa tooo Wakelloo sayy layy kayy Civil Societry takk sabb nay unn kayy haqq main uthhnaa hee thaa ,,,aoor aissaa howaa bhee Mojoodaa long marchh iss kaa nateejaa haiiiiiii
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                            Originally posted by MSA View Post
                            agreed....
                            ajj kal keh rahe hein k IC wapis aa k sub theakh kur de ga...
                            to mutlub judjes ka to aik saal se masla he na...kia us se pehle...sub theakh tha....major privitisation to us waqt hi hoi thi....

                            mujhay to lugta he...mush uncle ne IC uncle ki koi demand puri nahi ki ho gi..to unho ne...chor machana start kur dia :)
                            So sad to read ur last viewssss,,,,,,Ifikharr Chouhdary nay agarr stand liaa too kiaa kayy liaa liaa hamm pakistanioo kayy maffadd kayy lieyy warannaaa Arbooo kee property yanee Steel Mill Korrioonn kayy mooll bikkk jatiiiiiiii,,,,,,
                            aorr sirff judge bahhall hoonnay sayy sabb kuchh nahee sahee hoo saktaa buttt Kisee bhii mulkk kii taraqee kayy lieyy addliaa kii aazadeee bohhtt zarroree haii kissee bhee 2nd massalllay sayy ziadaaa jabb takk adliaa aazzadd naa hoo gee kuchh bhee sahhee hoona anaamumkin haiii
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment

                            • #15
                              Re: Long March ka faida kia hota hai ?

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              :)
                              mujhay wesay aik cheez samajh nahi a rahi sab ifkehtaar ko kio support kar rehye hian ? kia sab ko pata hai kay yeh banda kesa hai ?:cc: (mere in say koi dushmani nahi hai yeh aik general question hai :p) ...aap jis banday kay past kay baray main jantay hi na houn or sirf is waja say support kar rehey hoyn kay woh Musharraf ka mukhalaf banda hai .....yeh kia baat hovi ..:mm:
                              aur mujhe ye baat samjh nahi aarahi hai k in logo ko to iftikhar muhammad chouhadry k past ka ilam nahi hai is liye une suport kar rahe hai.
                              lekin aap ko to musharraf k past ka bhi pata hai k us ne kon sa gunah nahi kiya phir bhi aap un ko q suport kar rahi hai kahi aisa to nahi hai k aap
                              aap ko muhajiro(qoomparasti) k alawa koi acha hi nahi lagta.

                              Comment

                              Working...
                              X