Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kala bagh dam ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kala bagh dam ?

    Originally posted by Farrukh View Post
    اویس
    میں آپ سے اس بات پر اتفاق کرتا ہوں لیکن یہ حالات حالات کی بات ہے۔ کب، کون کیا کرتا ہے؟

    بدقسمتی سے ہمارا ملک بہت سے بحرانوں سے گزر رہا ہے
    اور ہمارے دشمنوں کو بھی موقع ملا ہوا ہے اور مفاد پرست عناصر بھی ملک کا خون چوس رہے ہیں

    جب تربیلا بنا تھا، تو جہاں تک مجھے یاد پڑتا ہے اس وقت فیلڈ مارشل جنرل اٰیوب کا دور تھا یا پھر ان کا ہاتھ تھا اس ڈیم کو بنانے میں، مجھے ٹھیک سے یاد نہیں( کیونکہ میں کافی بعد میں پیدا ہوا تھا :) )۔ اور غالباً منگلا ڈیم بھی انہی کا بنایا ہوا ہے۔ اور جنرل ایوب کا دورِ حکومت آج بھی لوگ یاد کرتے ہیںکہ اس وقت جنرل نے لوگوں کے لیئے بہت آسانیاں پیدا کی تھیں۔
    Farrukh Sahib..

    Tarbela Dam K Havaalay Se Mujhay Voh Din Yaad Aaye.. Jub India Tarbela Dam Par Hamlay Ki Tayyaari Kar Raha Tha.. Aur Pakistan Is Dam Ko Bachaanay K Liye Hikmat-E-A'mliyaN Bana Raha Tha..

    Tarbela Dam Un DinoN Bhar Chuka Tha.. Aur India Ka Aik ChhoTa Sa Missile Us Main Voh Shighaaf Daalta K Aadha Pakistan Beh Jaata.. Barbaad Ho Jaata..

    In BaRay DamoN K Faiiday To Buhat HaiN.. Par Is K Saath Saath NuqSaanaat Bhi Buhat..

    To Main Aap Ki Raaye Se Zaroor Ittifaaq KarooNga K Bajaye BaRay Dams K ChhoTay Dams Ki Ta'meer Pai Tavajja Markooz Ki Jaye..

    Shukriya.
    Muflisi K DinoN Main Jo BichhaR Gaya Mujh Se
    Usay Talaash KarooNga Main Naukari Ki T^arah..

    Comment


    • #32
      Re: Kala bagh dam ?

      Yes, I do agree with fact and Yes, this way of rejection is against the Democratic ways, but this is also a fact that provinces were not in the favor of this and there might be already big opposition against this.


      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
      Baatt alternative plan kee nahee haii balkehh yehh haii kehh howw eikk Fard e Wahid isssayy khattamm karr sakktaa haiiiii,,,iss kaa faissalllaa National Assembly mian hoonaa chahieyy
      -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

      Comment


      • #33
        Re: Kala bagh dam ?

        Originally posted by alwaysalone View Post
        Sarfraz Sahib..

        Pakistan K Aayiin K Mut^aabiq Parliament Hi Supreme Power Hai.. Lekin Parliament Main Qaumi Masaayil Le Jaana Behtar Rehta Hai.. Na K Soobaayi Masaayil.. Aur Meri Naz^ar Main Kaala Baagh Dam Sobaayi Masla Hai.. Na K Qaumi.. KiyooN-K Is ManSoobay Par Poori Qaum Ko Nahi.. Bulkai 2 SooboN Ko Khat^raat LaaHiq HaiN..

        Parliament Main Agar Is Maslay Ko In DinoN Le Jaaya Gaya To Yaqeenan Is ManSoobay K Khilaaf Hi Vote HoNgay Akcariyat K.. Bcoz Parliament Main Filhaal Is ManSoobay K Khilaaf Vote Daalnay Vaali ParTiyoN Ki Akcariyat Hai.. Yaani K PPP, ANP Aur MQM..

        Shukriya.
        Sorry janab i m not agree to u......yehh Prb subaii sayy barhh karr eikk Genuine qoomii massllaa bann chuukkaa haiiii,,,aoorr Soobbay bheee Mulkkk kaa hisssaa hee hoottay hainnnnn,,,,aoor jahann tak PPP,MQM aorr ANP kayy agarr iss hawallay sayy ikhtallffaat hain too Parliment main Debat aoor Afhamm o tafheemm sayy hall hoo saktaa haiiiiii naa kehh iss important Damm koo hee khattam karr diaa jaieyyyyyyy...
        meree Naqiss malloommat kayy mutabiq PPP MQM aorr ANP isss hawwallay sayy Tahhffazzzatt rakhhttay zaroor hainn magar wohh yehh nahee kehhttay kehh issssayy balikol naa banayaa jaiieyyyyy..
        i think u understand my point of view
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #34
          Re: Kala bagh dam ?

          Originally posted by Farrukh View Post
          Yes, I do agree with fact and Yes, this way of rejection is against the Democratic ways, but this is also a fact that provinces were not in the favor of this and there might be already big opposition against this.
          Provinces walloo koo hamarray yehh Mafad parrastt politicions gumrahh karr rahhay hainnnnnnn ,,,,,i tjink yehh manssoobaa naa sirff Qoomi mafffad main hayy balkehh soobooo kayy maffad main bhee haiiiiiiiiii,,,,,,,
          i think provinced main ikhtallaf NFC Aiwardd kayy hawallay sayy haiiiiii ,,,jiss dinn yehh mamalaa parliment karr zariaa hall hoo gaa sabb kuchh sahee hooo jaieyyy gaaaa,,,,
          and by the way koi bhee mansoobaa hoo uss ke favour main bhee kuchh hoo gayy aoor kuch against butt aap eikk achheee chezze koo jusyehh kehh karr ikhtallaf haii khattam nahee karr sakkttay....
          i hope u understand my point of view
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment


          • #35
            Re: Kala bagh dam ?

            bilkul ghalat kiya......
            tafseel discussion INSHALLAH tomorrow

            Comment


            • #36
              Re: Kala bagh dam ?

              Well, Sir
              I do understand your good point.
              But you cannot always implement the good things at all places.

              Even If that DAM was good for our nation, Laikin jab logon ko is say takleef ho gi to wo usay bura samjhain gay.

              Mein politicions par comment nahin karta, kiyon kairay nazdeek, ziada tar politicians ka eeman hota hi nahin, is liey un say kuch bhi expect kia ja sakta hay.

              Agar koi un elaqon say ho jahan yeh DAM banna tha, to wo behtar bata sakta hay, key wo kia issues thay? Aur True thay ya politicians nay problem khari kar rakhi thi?

              Agar hum sirf apnay mufaad daikhain, aur baqi logon ko ignore kar dain, specially jo hamaray mufaad say affect ho rahay hon, to yeh selfishness ho gi.

              Again, if there is a better option, even if it is not being implemented democratically, I'm in the favor of that, jis say maximum logon ka bhala ho, like option for Small Dams, easy to manage and cover more areas, plus multiple sources of power

              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
              Provinces walloo koo hamarray yehh Mafad parrastt politicions gumrahh karr rahhay hainnnnnnn ,,,,,i tjink yehh manssoobaa naa sirff Qoomi mafffad main hayy balkehh soobooo kayy maffad main bhee haiiiiiiiiii,,,,,,,
              i think provinced main ikhtallaf NFC Aiwardd kayy hawallay sayy haiiiiii ,,,jiss dinn yehh mamalaa parliment karr zariaa hall hoo gaa sabb kuchh sahee hooo jaieyyy gaaaa,,,,
              and by the way koi bhee mansoobaa hoo uss ke favour main bhee kuchh hoo gayy aoor kuch against butt aap eikk achheee chezze koo jusyehh kehh karr ikhtallaf haii khattam nahee karr sakkttay....
              i hope u understand my point of view
              -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

              Comment


              • #37
                Re: Kala bagh dam ?

                Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                Sorry janab i m not agree to u......yehh Prb subaii sayy barhh karr eikk Genuine qoomii massllaa bann chuukkaa haiiii,,,aoorr Soobbay bheee Mulkkk kaa hisssaa hee hoottay hainnnnn,,,,aoor jahann tak PPP,MQM aorr ANP kayy agarr iss hawallay sayy ikhtallffaat hain too Parliment main Debat aoor Afhamm o tafheemm sayy hall hoo saktaa haiiiiii naa kehh iss important Damm koo hee khattam karr diaa jaieyyyyyyy...
                meree Naqiss malloommat kayy mutabiq PPP MQM aorr ANP isss hawwallay sayy Tahhffazzzatt rakhhttay zaroor hainn magar wohh yehh nahee kehhttay kehh issssayy balikol naa banayaa jaiieyyyyy..
                i think u understand my point of view
                Bhai Main Aap Ki Baat Samajh Gaya HooN.. Lekin Maannay Se QaaSir HooN..

                Politicians Kuch Bhi KaheN.. Lekin MAIN.. AIK AAM PAKISTAANI Is ManSoobay Ki Khuli Mukhaalfat Karta RahooNga..

                Aap Se Guzaarish Hai K Aap Mazeed Post Se Pehlay Is Dam Ki Drawing Aur Location K Havaalay Se Sindh Aur Sarhad Ki Aavaam K Khadshaat-O-TaHaffuz^aat K Baaray Main PaRh Ya Jaan LeN..

                Dams K Havaalay Se Aalmi Qavaaneen Aur UsooloN Ko Bhi PaRhiye.. Taakay Aap Ko Mera Nuqta Samajh Aaye.
                Muflisi K DinoN Main Jo BichhaR Gaya Mujh Se
                Usay Talaash KarooNga Main Naukari Ki T^arah..

                Comment


                • #38
                  Re: Kala bagh dam ?

                  apnay liye acha kiya.Pakistani k liye galat kia.muje khas pata nahi...
                  joab hai pata nahi....

                  I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                  Comment


                  • #39
                    Re: Kala bagh dam ?

                    Originally posted by Champion_Pakistani View Post
                    apnay liye acha kiya.Pakistani k liye galat kia.muje khas pata nahi...
                    joab hai pata nahi....
                    Pakistan Sirf Aik Soobay Se Nahi.. Bulkai Sindh, Baluchistan Aur Sarhad K Milaap Se Pakistan Hai.
                    Muflisi K DinoN Main Jo BichhaR Gaya Mujh Se
                    Usay Talaash KarooNga Main Naukari Ki T^arah..

                    Comment


                    • #40
                      Re: Kala bagh dam ?

                      Originally posted by Farrukh View Post
                      Well, Sir
                      I do understand your good point.
                      But you cannot always implement the good things at all places.

                      Even If that DAM was good for our nation, Laikin jab logon ko is say takleef ho gi to wo usay bura samjhain gay.

                      Mein politicions par comment nahin karta, kiyon kairay nazdeek, ziada tar politicians ka eeman hota hi nahin, is liey un say kuch bhi expect kia ja sakta hay.

                      Agar koi un elaqon say ho jahan yeh DAM banna tha, to wo behtar bata sakta hay, key wo kia issues thay? Aur True thay ya politicians nay problem khari kar rakhi thi?

                      Agar hum sirf apnay mufaad daikhain, aur baqi logon ko ignore kar dain, specially jo hamaray mufaad say affect ho rahay hon, to yeh selfishness ho gi.

                      Again, if there is a better option, even if it is not being implemented democratically, I'm in the favor of that, jis say maximum logon ka bhala ho, like option for Small Dams, easy to manage and cover more areas, plus multiple sources of power
                      Well i do agree with ur point.....
                      humin Provinces k logoon ko infact poori nation ko sirf Dam construction mai nahi balky buhat c jaga pr corncern krna chahye jo k hum nahi krty

                      Kala Bagh Dam.....kitna arsa purana issue jisy ly kr her baar hum pareshaan hi rehty hain k hona chahye k nahi
                      to i wud go in favour ov its construction while concerning all the other factors as well......
                      aj kal jesy electricity crises Pakistan face kr raha hai history mai aisa kabhi nahi hoa.....so we must think abt the issues 2 fulfill the domestic consumption atleast.......

                      Comment


                      • #41
                        Re: Kala bagh dam ?

                        Originally posted by alwaysalone View Post
                        Pakistan Sirf Aik Soobay Se Nahi.. Bulkai Sindh, Baluchistan Aur Sarhad K Milaap Se Pakistan Hai.
                        ye kia baat ki hai app nay ......

                        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                        Comment


                        • #42
                          Re: Kala bagh dam ?

                          As you said, it was an old issue and in reality, it was a disputed issue

                          It was not being resolved due to many concerns, so I think, instead of implementing it forcefully and against the will of people, it should be changed with other good plans. I think, current cancellation of Kala Bagh Dam is due to this reason.

                          Now the concern is, how politicians are going to meet their suggested solution i.e. Multiple small dams.


                          Originally posted by Shaim View Post
                          Well i do agree with ur point.....
                          humin Provinces k logoon ko infact poori nation ko sirf Dam construction mai nahi balky buhat c jaga pr corncern krna chahye jo k hum nahi krty

                          Kala Bagh Dam.....kitna arsa purana issue jisy ly kr her baar hum pareshaan hi rehty hain k hona chahye k nahi
                          to i wud go in favour ov its construction while concerning all the other factors as well......
                          aj kal jesy electricity crises Pakistan face kr raha hai history mai aisa kabhi nahi hoa.....so we must think abt the issues 2 fulfill the domestic consumption atleast.......
                          -*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-

                          Comment


                          • #43
                            Re: Kala bagh dam ?

                            Originally posted by farrukh View Post
                            as You Said, It Was An Old Issue And In Reality, It Was A Disputed Issue

                            it Was Not Being Resolved Due To Many Concerns, So I Think, Instead Of Implementing It Forcefully And Against The Will Of People, It Should Be Changed With Other Good Plans. I Think, Current Cancellation Of Kala Bagh Dam Is Due To This Reason.

                            now The Concern Is, How Politicians Are Going To Meet Their Suggested Solution I.e. Multiple Small Dams.
                            فرخ بھائی آپ تو ماشاء اللہ سے اتنی عمدہ اردو لکھ لیتے ہیں پھر یہ انگریزی کا سہارا کیوں لے رہے ہیں ؟
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #44
                              Re: Kala bagh dam ?

                              Originally posted by Farrukh View Post
                              Well, Sir
                              I do understand your good point.
                              But you cannot always implement the good things at all places.

                              Even If that DAM was good for our nation, Laikin jab logon ko is say takleef ho gi to wo usay bura samjhain gay.

                              Mein politicions par comment nahin karta, kiyon kairay nazdeek, ziada tar politicians ka eeman hota hi nahin, is liey un say kuch bhi expect kia ja sakta hay.

                              Agar koi un elaqon say ho jahan yeh DAM banna tha, to wo behtar bata sakta hay, key wo kia issues thay? Aur True thay ya politicians nay problem khari kar rakhi thi?

                              Agar hum sirf apnay mufaad daikhain, aur baqi logon ko ignore kar dain, specially jo hamaray mufaad say affect ho rahay hon, to yeh selfishness ho gi.

                              Again, if there is a better option, even if it is not being implemented democratically, I'm in the favor of that, jis say maximum logon ka bhala ho, like option for Small Dams, easy to manage and cover more areas, plus multiple sources of power
                              janabb main sirff eikk battt kehhnaaa chahhaooo gaaa aap kee iss baatt kayy jawabb main jiss sayy aapp aasani sayy samjhh jain gayy why i say this,,,,,,,batt yehh haii kehh kabhee kabharr Mulkee Maffad main Ghairr Maqbbool Faissllay bhee karrnnay parrttay hain aoor waqatt sabitt karrtaa haii they r good ..
                              jaissayy kehh 9/11 kayy badd musharraf kaa Faisslaa kehh sabb sayy pehhllay PK ...kunkehh agar Pk haii too hamm hainnn,,,,
                              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                              Comment


                              • #45
                                Re: Kala bagh dam ?

                                Originally posted by alwaysalone View Post
                                Bhai Main Aap Ki Baat Samajh Gaya HooN.. Lekin Maannay Se QaaSir HooN..

                                Politicians Kuch Bhi KaheN.. Lekin MAIN.. AIK AAM PAKISTAANI Is ManSoobay Ki Khuli Mukhaalfat Karta RahooNga..

                                Aap Se Guzaarish Hai K Aap Mazeed Post Se Pehlay Is Dam Ki Drawing Aur Location K Havaalay Se Sindh Aur Sarhad Ki Aavaam K Khadshaat-O-TaHaffuz^aat K Baaray Main PaRh Ya Jaan LeN..

                                Dams K Havaalay Se Aalmi Qavaaneen Aur UsooloN Ko Bhi PaRhiye.. Taakay Aap Ko Mera Nuqta Samajh Aaye.
                                baatt samjhh bhee aa gaiee haii pherr bhee mannannayy sayy qasirr hoo than what can i do ,,,,,,,,,,
                                jo reality haii wohh main nayy biiann karr dii haiii Kala Bagh Dam Pk kayy lieyy bohhat zarroori haiiiiiii,,,,,,,
                                Jabb Damzzz Bannattay hainn Tahfazzatt bhee hoottay hainn butt yehh Hakoomat kee zimaa darii hotee haii wohh unn kaa hall tillash karray naa kehh damzz koo khattamm karr dayyy,,,,,,
                                Aazadd kashmir wallay Damm kayy hawallay sayy bhee wahhan kayy loggoo koo tahaffzzatt thayy buttt aajj sabb sahee chall rahaa haiii aoorr Damm katt Mutbadilll joo New City banayaa giaa haii i think Mir POOR wohh pehhllay wallay city sayy jaddeed bhee haii aoor sahooliatt bhee ziadaa haiiiii
                                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                                Comment

                                Working...
                                X