Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bidat sey bachain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: bidat sey bachain

    Originally posted by tauruskhan View Post
    The Messenger of Allaah (sallallaahu alaihi wasallam) said: "Every innovation is misguidance and going astray" Reported by Abu Daawood (no. 4607), at-Tirmidhee (no. 2676) and it is saheeh. Ibn Hajr authenticated it Takhreej Ahaadeeth Ibn ul-Haajib (1/137).

    Abdullaah ibn Mas'ud (RA) said, "follow the sunnah of Muhammad and do not innovate, for what you have been commanded is enough for you." [ad-Daarimee]

    Hudhayfah bin al-Yaman said, "every act of worship that the Companions did not do, do not do it" [Abu Dawood]

    Is this not enough? That the Companions tell us to follow the way of Muhammad () and not to make up new ways of worship? "whomsoever Allaah guides to the truth, none can misguide him, and whomsoever Allaah misguides, none can guide"! [Muslim]

    Imaam Abu Haneefah said, "stick to the narrations and the way of the salaf, and beware of the newly invented matters for all of it is innovation" [Sawnul Muntaq of as-Suyutee pg.32]

    Imaam Maalik said, "he who innovates an innovation in Islaam regarding it as something good, has claimed that Muhammad () has betrayed his trust to deliver the message as Allaah says, 'this day have I perfected for you your religion'. And whatsoever was not part of the religion then, is not part of the religion today." [al-I'tisaam]

    Imaam Ahmad said, "the fundamental principles of the sunnah with us are:.avoiding innovations and every innovation is misguidance" [Usul as-Sunnah of Imaam Ahmad pg.1]

    http://www.islamicweb.com/beliefs/mi...ation_evil.htm
    bhai aap se pehly bhi arz ki thi k urdu main likha kareen ye maray bus ki baat naheen k pehly is ko ghoor ghoor se parhon aur phir tarjum akaron aur phir jawab don agar mujh se jawab chaiye to plz urdu main likha kareen jaysa main aap ki khatir inpage par likha aur wo bhi bari mushkilon se shukriya:rose
    Last edited by aabi2cool; 8 February 2008, 00:10.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • Re: bidat sey bachain

      Originally posted by tauruskhan View Post
      baaz ukat behas ka maqsad , apni islah kerna bi hota hay
      and insan us wakat tak haqeeqi maeenon main us cheeze ko samj naeen sakta jab tak wo us ka inkar na karey
      yani pehlay negate keray , pir sabit ho key negate kerna ghalat hay to assal cheeze sabit hoti hay

      ager kabi app ney kalmay per bi ghor kia hay

      " there is no god but God" esa keeon hay
      yeh keeon naeen hay , "there is only one God" or similar things

      unless app "there is no god" ko naeen samjtay but God ka matlab samj
      naeen ata
      pata nai yaar ... kaisa ilam hai yeh ,

      Khair There is no god niether GOD but Allah.

      Allah ko GOD kahna sahi nahi hai , Dr. Zakir Naik fatwa dai chukay hain. barhaal Allah hum ko Sirat-ul-Mustaqeem par hi rakhain Ameen.
      Last edited by GumShuda; 8 February 2008, 00:13.
      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
      Sadly, common sense is not very common..!!

      Comment

      • Re: bidat sey bachain

        Originally posted by aabi2cool View Post
        aur mujhy ye samjh naheen aati k akhir is behas k karnay se aap sab ko kaya problum hy? akhir ye section behaso mubahis banya kis liye hy?..

        pehly jab ye thred GS main laga tha to main nay mana kiya tha behas se aur kaha tha agar zaroor hi karni hy to behas o mubahisa section main kareen ab agar ye yahan par bhi ho rahi hy aur bohat se aysay log k jin k zihnaon main koi khadshaat thy wo clear horahy hain to phir aap sab logon ko kaya masla hy?

        jab bhi dekho yahaan behaso mubahisa section main akar aik dosray ko beahs se bachnay ki takeed karnay lag jatay hain sab k ye na karo wo na karo aray bhai agar behas itni hi buri shay hy to phir ye sction hi kion banaya tha....
        Masla yeh hai kah es tarah kay Nazuk maslooN per behas karna aisi jagah per bohat se logooN ko waswasooN mein daal sakta hai....which leads to gumrahi....
        Yahan per apko koi Ghair Muslim bhi La-Jawab kar sakta hai , tu oska yeh matlab nahi hota kah ap oski baat maaN lain :).
        Barhaal, yahan bohat si aisi batain bhi howain jin ki waja se kuch loog confuse ho gai mazeed.
        Jo behas kar rahay hain wo theek hai unko samajh aa rahi hai , Lekin Teersa banda paraishaan ho raha hai bhai. Ya tu phir ap Personal behas karain. aur jo decide ho ap logooN mein wo yahan per Post kar dain agar phir kisi ko Sawal ho tu Clear karain mera khayal hai wo kaafi ho ga.

        Wasalam.
        Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
        Sadly, common sense is not very common..!!

        Comment

        • Re: bidat sey bachain

          Originally posted by GumShuda View Post

          mashALLAH ye khhob kahi k log waswason ka shikar hotay hain aray mery bhai jis kisi koi koi waswasa hota hy to wo is ka ilaj bhi karway na kis nay roka hy yahan pouchay k fulan baat meri samjh main naheen aai.
          aur moaf kijiye ga hum yahaan behas aik dosray ko lajawab karnay k liye naheen kar rahay balk aik intihai aham mozu par jin logon ko khadshaat hain un ko door karnay k liye karrahay hain aur aik baar phir moazrat k ye baat mujhy aaj tak samjh naheen aasaki k agar kisi ko koi baat samjh main naheen aati ya koi preshan hota hy to us ki waja se hum aik masla par discus hi nakareen ye acha usool hy aray jo bhi distrub ya preshan hota hy wo koi goonga ya behra to naheen na jis maslay ko na samjh pay yahaan pouchay wazahat karna hamari zemaydari hogi.

            No comment.
            Mein Mazrat Chahta hoon Janab.
            Keep going.
            Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
            Sadly, common sense is not very common..!!

            Comment

            • Re: bidat sey bachain

              Originally posted by GumShuda View Post
              No comment.
              Mein Mazrat Chahta hoon Janab.
              Keep going.
              :salam:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              Working...
              X