Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bidat sey bachain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: bidat sey bachain

    Originally posted by Revolution View Post
    I am sorry Aabid bhai.
    Hadayat tu Allah nai daini hai maine apna farz adda kar diya abb koi manai ya nah manai humain kuch laina daina nahi.
    Per tauruskhan ko howa kia woh jawab nahi dey raha humaray sawalat ka.
    Well sorry again main thora sa Gussa kar gaya tha ainda nahi hoga thanks ke app nai meri Islah farmai.
    Allah app ko jazai khair atta farmai.
    Waisay tu tauruskhan jaise logon say humara roz wasta parta hai per :donno: iss dafa mujhe gussa kyon ayya.
    Aslam o alyklum bhai :rose
    bohat khushi hui k aap mera poient samjh gay shukriya :rose
    jahan tak baat hy ghussa ki to wo beyshuk haraam hy magar kaya kareen hum insaan hain kabhi kabhi khata hojati hy aur bara wo hy jo apni khata tasleem karlay.
    jahan tak baat hy tarus khan bhai ki to hamary pegham k bohat purany member hain aur main un ko bohat achay tareeke se janta hon un ki aur meri kafi behas rehti hy yahaan un ka pna aik tarze istidlaal hy aur us ka un ko poura haq bhi hy lehaza aap fikar na kareen. main inshALLAH jaysay hi mujhy khuch waqat mila un se is masla par tafseli guftgu karon ga kionk hamary pegham k members bhi ab ye chahaty hain k is masla ka koi wazy hal niklay.
    aur un ko wafar maloomat hasil hon is masla par.:rose
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #77
      Re: bidat sey bachain

      Originally posted by Revolution View Post
      I am sorry Aabid bhai.
      Hadayat tu Allah nai daini hai maine apna farz adda kar diya abb koi manai ya nah manai humain kuch laina daina nahi.
      beshak hidayat Allah hi deta hay , lakin us ko hasil kernay ki justajoo kertay rehna chayeh

      Sora fatiya main bi hay jo app 5 wakat nimaz main pertay haan

      "aur mujeh sedha rasta dehka" keeon key hmm kisi bi lamhay bhatak saktay haan

      Per tauruskhan ko howa kia woh jawab nahi dey raha humaray sawalat ka.
      i am really really very sorry , key bohat sakt masrofiat and kuch perishanion ki waja sey main time naeen dey pa raha , free hotey hi , inshallah jald jowab don ga

      Waisay tu tauruskhan jaise logon say humara roz wasta parta hai
      kash key meray jesay kuch log aur bi hotey to pakistan Allah key karam sey bohat taraqi ker chuka hota ( just a joke ) wasey bi Pakistan main PHD log and PHD students bohat haan and app ka yakeenan un sey bohat wasta perta rehta ho ga

      per :donno: iss dafa mujhe gussa kyon ayya.
      keeon key app ko apney nazriat per meri baat shayed zarab lagi
      and tees pohanchi , jis key liya main mazrat khaw hoon

      take care
      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

      Comment


      • #78
        Re: bidat sey bachain

        Originally posted by aabi2cool View Post
        tarus khan bhai chaleen jis tarah aap chahtay hain us tarah guftgu kar laytay hain likin khial rahay k aap k aik aytraaz bidat k ziman main aap nay kai aur aytrazaat bhi kardiye hain ab un sab ka jawab main aik sath naheen de sakta .
        lehaza aap se guzarish hy k aap pehlay aik aytraaz warid kareen hum us par guftgu kartay hain jab wo clear hojay to phir baat agay bhary gi.
        so aap bataiye k kaya mozu shuru karna hy main chahta hon k guftgu mery aur aap k darmian hi rahay is liye aap agar alg se yahaan par koi thred laga kar aik aik aytraaz kartay jaien to guftgu main maza bhi rahay ga aur parhany walon k ilam main izafa bhi hoga ..so bismillah kareen plz
        yeh bi saheeh hay
        main try kerta hoon , lakin jald jald reply naen ker paoon ga , us key lya peshgi mazrat

        and meray liya special dua bi kejay ga key jin mushkalat main main aj kal girah hoa hoon , us sey kamiyabi sey bahir aa sakoon
        take care
        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

        Comment


        • #79
          Re: bidat sey bachain

          Originally posted by tauruskhan View Post
          yeh bi saheeh hay
          main try kerta hoon , lakin jald jald reply naen ker paoon ga , us key lya peshgi mazrat

          and meray liya special dua bi kejay ga key jin mushkalat main main aj kal girah hoa hoon , us sey kamiyabi sey bahir aa sakoon
          take care
          ALLAH aap ko har imtihan main kamyabi se sarfaraz farmay aur tamam mushkilatse aap ko jald az jald azad farmay...:rose
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #80
            Re: bidat sey bachain

            Hmmmmmmmmmmmm

            Comment


            • #81
              Re: bidat sey bachain

              Originally posted by Shaim View Post
              Hmmmmmmmmmmmm
              is hmmmmmmmmmmmmmmmmm sy aap ki kaya murad hy wazhat matloob hy dear sister:rose
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #82
                Re: bidat sey bachain

                Originally posted by aabi2cool View Post
                is hmmmmmmmmmmmmmmmmm sy aap ki kaya murad hy wazhat matloob hy dear sister:rose

                wo kiya hai na Dear Respected Brother :blush:
                ap sab logoon k comments perh k mainy bara sa "Hmmmmmm" bola tha aisy dekh k

                Sahii na? :p

                Comment


                • #83
                  Re: bidat sey bachain

                  Originally posted by Shaim View Post
                  wo kiya hai na Dear Respected Brother :blush:
                  ap sab logoon k comments perh k mainy bara sa "Hmmmmmm" bola tha aisy dekh k

                  Sahii na? :p
                  wo kaya hy na k aap k bidat k mozu par khuch tahaffuzaat bhi hain kaya wo clear huy k naheen sab coments parh kar
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #84
                    Re: bidat sey bachain

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    wo kaya hy na k aap k bidat k mozu par khuch tahaffuzaat bhi hain kaya wo clear huy k naheen sab coments parh kar

                    Wo kiya hai na k :blush: mera jo apna concept hai Biddat k lye wo taurus Bhai k concept sy kaafi milta julta hai bilkul unky concept ka jurwan bhai lgta hai
                    pr jab mainy ye thread perha (Half) to main confusion ka shikaar hoi pr mainy himmat na haarty hoe reading jaari o saari rakhi,,,,phr jb main thak gae to mainy "Hmmmmmmm " likhny pr hi iktifa kiya.......:blush:

                    thiik na? :p

                    Comment


                    • #85
                      Re: bidat sey bachain

                      Originally posted by Shaim View Post
                      Wo kiya hai na k :blush: mera jo apna concept hai Biddat k lye wo taurus Bhai k concept sy kaafi milta julta hai bilkul unky concept ka jurwan bhai lgta hai
                      pr jab mainy ye thread perha (Half) to main confusion ka shikaar hoi pr mainy himmat na haarty hoe reading jaari o saari rakhi,,,,phr jb main thak gae to mainy "Hmmmmmmm " likhny pr hi iktifa kiya.......:blush:

                      thiik na? :p
                      wo baat darasal ye hy k hum yahaan par hain hi is liye k is kisam k jitnay bhi jurwan bhai hain un ko m aut k ghat utar daien.aur logon ko theek theek concept batla dain .
                      theek na:)
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #86
                        Re: bidat sey bachain

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        wo baat darasal ye hy k hum yahaan par hain hi is liye k is kisam k jitnay bhi jurwan bhai hain un ko m aut k ghat utar daien.aur logon ko theek theek concept batla dain .
                        theek na:)

                        wo kiya hai na k :blush:........ap kaafi khaternaak baat kr rahy hain :bhago:
                        or mujh Mashoom ko aisy batin sun k phr bury bury khwab aaty hain :hb:
                        Hum apki kawishoon ko sarah'ty hain :salam:

                        Thiik na :lpop:

                        Comment


                        • #87
                          Re: bidat sey bachain

                          Originally posted by Shaim View Post
                          wo kiya hai na k :blush:........ap kaafi khaternaak baat kr rahy hain :bhago:
                          or mujh Mashoom ko aisy batin sun k phr bury bury khwab aaty hain :hb:
                          Hum apki kawishoon ko sarah'ty hain :salam:

                          Thiik na :lpop:
                          aap itni bhi masoo naheen ho aap k haq baat sun kar aap ko khatra mehsoos ho khair aab theek hy:blush:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #88
                            Re: bidat sey bachain

                            agar koi ham say poouchye kay gharoo main ji Qurani Ayaat ki frames lagai jati hain or ghar kay gate pay bhi Ayat ya Allaha ka naam likha jata hai yeh bidat hai ...to is ka kia jawab hoo ga ?:mm:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • #89
                              Re: bidat sey bachain

                              Originally posted by Revolution View Post
                              Aslam-o-Alikum
                              pehlay main khud is pay search kar kay apni maloomat main izafa kar loun pher usay bataoun gee :lpop:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • #90
                                Re: bidat sey bachain

                                Originally posted by ummid View Post
                                waalaikumasalam...
                                aise hi aik artical parha inhi dinu tu share karr rahe hain...
                                buhat achi post ki hai tum nay ummid :)..main in sab hawaloun ko note kar rahi houn jo is thread main post keye gay hain :rose
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X