Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bidat sey bachain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: bidat sey bachain

    Originally posted by Aanchal View Post
    agar koi ham say poouchye kay gharoo main ji Qurani Ayaat ki frames lagai jati hain or ghar kay gate pay bhi Ayat ya Allaha ka naam likha jata hai yeh bidat hai ...to is ka kia jawab hoo ga ?:mm:
    kia app ney kaheen perha hay key yeh islam ka part hay
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

    Comment

    • #92
      Re: bidat sey bachain

      Originally posted by tauruskhan View Post
      kia app ney kaheen perha hay key yeh islam ka part hay
      Jub Sadqa karne say Murda ko Sawab milta hai tu Quran parnai say kyon nahi iss ka jawab do ? ya yeh keh do ke main hadees ka inkar karta hon. :donno:

      Comment

      • #93

        is ka saaf jawab yehi hy k han bilashuba ye kaam naya honay k aytbaar se bidat zaroor hy magar ye bidast e hassna k zumray main aata hy.
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #94
          Re: bidat sey bachain

          Originally posted by Aanchal View Post
          pehlay main khud is pay search kar kay apni maloomat main izafa kar loun pher usay bataoun gee :lpop:
          Aslam-o-Alikum!
          App ko jo sawal karna ho woh zaroor karain insaAllah app ki puri puri help karoon ga aur maine yeh aik thread banaya hai Bid'at ki tareef parhain.
          WHAT IS BID'AT?
          http://www.pegham.com/showthread.php...292#post654292

          :)

          Comment

          • #95
            Re: bidat sey bachain

            Originally posted by aabi2cool View Post
            is ka saaf jawab yehi hy k han bilashuba ye kaam naya honay k aytbaar se bidat zaroor hy magar ye bidast e hassna k zumray main aata hy.
            tauruskhan ko Bid'at ki tareef samjhain.
            Hum jo bhi baat kehtay hain woh kehta hai ke yeh Islam main zaroori tu nahi aur khudh woh karta bhi hai Ajeeb insaan hai.
            waisay Islam, Mazaamen main maine Bid'at ki tareef post ki hai zaaroor parhain.

            Comment

            • #96
              Re: bidat sey bachain

              Originally posted by Revolution View Post

              Aslam o alykum bhai:rose
              agar aap thora sabar aur tahamul se kaam lain to main un ko sab khuch samjha don ga wesay main bidat ka haqeeqi taswur yahaan pehlay hi post kar chuka shayed aap ki nazar se naheen guzra bahar hal tauras khan se meri guftgo chal rahi hy inshALLAH sab khuch clear hojay ga.u do not need worry about that.:salam:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #97
                Re: bidat sey bachain

                Originally posted by tauruskhan View Post
                kia app ney kaheen perha hay key yeh islam ka part hay
                main nay yeh sawal kia hai kay yeh islam ka part samajh kay lagai jati hain?
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #98
                  Re: bidat sey bachain

                  AoA...!!!
                  hmm...!!!
                  me ne yeh sari thread 1st post se le ker last post tak perhi hai...
                  kuch meri maloomat mai bhi izafa hua aur kuch meri maloomat gud mud ho gayeen...!!!
                  bohut sari new baten aur sawalaat bhi dekhney ko miley...!!!
                  inn sab batoon ko perh k mujhey yeh justaju hui k kiyon na me bhi iss mai shamill ho jaon aur jo kuch meri naqas maloomat mai hai woh app sab se share keroon...inshaALLAH...!!!
                  lekin me yeh nai kehta k me yeh sab 1 din mai hi ker loon ga mujhey kuch time lagey ga aur phr me share keroon ga insha ALLAH...!!!
                  khush rahen sab... :)

                  Free call from net to fone.
                  To 181 countries.
                  100 % working and tested.

                  Comment

                  • #99
                    Re: bidat sey bachain

                    Salam Alaikum!!

                    aik hadees hai

                    "The beauty of a person's islam is to leave those things which do not concern him or her"

                    ab mujhey samaj nahi aati key ye sab behass aap log kyun ker rahey hein... jo differences hein unheiN chaur deiN .....iss ko aap log iss tarhaN bhi to ley saktey ho key zikr kerney key baad ki gai dua ziada value rakhti hai to aap sirf du'a apna concern rakho...

                    aagey sab Allah T'ala ka kaam hai...
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • Re: bidat sey bachain

                      Ap loog pata nai sahi kar rahay ho ya ghalat es baat per itni behas.

                      Lekin ek baat yaad rakhna kabhi kabhi ilam insaan ko kufar ki taraf lai jata hai.

                      Yeh behas na kabi khatam ho gi na kabhi koi jeetay ga na kabhi koi haar manay ga.
                      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                      Sadly, common sense is not very common..!!

                      Comment

                      • Re: bidat sey bachain

                        Originally posted by Revolution View Post
                        Jub Sadqa karne say Murda ko Sawab milta hai tu Quran parnai say kyon nahi iss ka jawab do ? ya yeh keh do ke main hadees ka inkar karta hon. :donno:
                        sadqay ka zikar hadees main majood hay , and Quran khawni for isaley sawab naeen , kia app ko is baat sey inkar hay
                        atleast meri knowledge main esi koi hadees majood naeen jis main Quran khawni for isaley sawab ki hazoor PBUH ney ijazat di ho

                        sadqay ki majood hay
                        People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                        Comment

                        • Re: bidat sey bachain

                          Originally posted by Xenya View Post
                          Salam Alaikum!!

                          aik hadees hai

                          "The beauty of a person's islam is to leave those things which do not concern him or her"

                          ab mujhey samaj nahi aati key ye sab behass aap log kyun ker rahey hein... jo differences hein unheiN chaur deiN .....iss ko aap log iss tarhaN bhi to ley saktey ho key zikr kerney key baad ki gai dua ziada value rakhti hai to aap sirf du'a apna concern rakho...

                          aagey sab Allah T'ala ka kaam hai...
                          Walaikumsalam
                          Bilkul sahi baat kahi,
                          same waqat per mein ne bi post ki , agar thori dair late ho jata tu shayed mein wo wali post na karta .
                          Khair Dua hai sab ko samajh aa jaye.

                          Yahan per sabhi aaalim bhi hain , scholors bhi hain , students bhi hain aur mufti bhi. hum pata nahi kia hain :S
                          Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                          Sadly, common sense is not very common..!!

                          Comment

                          • Re: bidat sey bachain

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            is ka saaf jawab yehi hy k han bilashuba ye kaam naya honay k aytbaar se bidat zaroor hy magar ye bidast e hassna k zumray main aata hy.
                            The Messenger of Allaah (sallallaahu alaihi wasallam) said: "Every innovation is misguidance and going astray" Reported by Abu Daawood (no. 4607), at-Tirmidhee (no. 2676) and it is saheeh. Ibn Hajr authenticated it Takhreej Ahaadeeth Ibn ul-Haajib (1/137).

                            Abdullaah ibn Mas'ud (RA) said, "follow the sunnah of Muhammad and do not innovate, for what you have been commanded is enough for you." [ad-Daarimee]

                            Hudhayfah bin al-Yaman said, "every act of worship that the Companions did not do, do not do it" [Abu Dawood]

                            Is this not enough? That the Companions tell us to follow the way of Muhammad () and not to make up new ways of worship? "whomsoever Allaah guides to the truth, none can misguide him, and whomsoever Allaah misguides, none can guide"! [Muslim]

                            Imaam Abu Haneefah said, "stick to the narrations and the way of the salaf, and beware of the newly invented matters for all of it is innovation" [Sawnul Muntaq of as-Suyutee pg.32]

                            Imaam Maalik said, "he who innovates an innovation in Islaam regarding it as something good, has claimed that Muhammad () has betrayed his trust to deliver the message as Allaah says, 'this day have I perfected for you your religion'. And whatsoever was not part of the religion then, is not part of the religion today." [al-I'tisaam]

                            Imaam Ahmad said, "the fundamental principles of the sunnah with us are:.avoiding innovations and every innovation is misguidance" [Usul as-Sunnah of Imaam Ahmad pg.1]

                            http://www.islamicweb.com/beliefs/mi...ation_evil.htm
                            Last edited by tauruskhan; 7 February 2008, 23:31.
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment

                            • Re: bidat sey bachain

                              Originally posted by GumShuda View Post
                              Ap loog pata nai sahi kar rahay ho ya ghalat es baat per itni behas.

                              Lekin ek baat yaad rakhna kabhi kabhi ilam insaan ko kufar ki taraf lai jata hai.

                              Yeh behas na kabi khatam ho gi na kabhi koi jeetay ga na kabhi koi haar manay ga.
                              baaz ukat behas ka maqsad , apni islah kerna bi hota hay
                              and insan us wakat tak haqeeqi maeenon main us cheeze ko samj naeen sakta jab tak wo us ka inkar na karey
                              yani pehlay negate keray , pir sabit ho key negate kerna ghalat hay to assal cheeze sabit hoti hay

                              ager kabi app ney kalmay per bi ghor kia hay

                              " there is no god but God" esa keeon hay
                              yeh keeon naeen hay , "there is only one God" or similar things

                              unless app "there is no god" ko naeen samjtay but God ka matlab samj
                              naeen ata
                              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                              Comment

                              • Re: bidat sey bachain

                                aur mujhy ye samjh naheen aati k akhir is behas k karnay se aap sab ko kaya problum hy? akhir ye section behaso mubahis banya kis liye hy?..
                                pehly jab ye thred GS main laga tha to main nay mana kiya tha behas se aur kaha tha agar zaroor hi karni hy to behas o mubahisa section main kareen ab agar ye yahan par bhi ho rahi hy aur bohat se aysay log k jin k zihnaon main koi khadshaat thy wo clear horahy hain to phir aap sab logon ko kaya masla hy?
                                jab bhi dekho yahaan behaso mubahisa section main akar aik dosray ko beahs se bachnay ki takeed karnay lag jatay hain sab k ye na karo wo na karo aray bhai agar behas itni hi buri shay hy to phir ye sction hi kion banaya tha....
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X