Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bidat sey bachain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: bidat sey bachain

    Originally posted by Revolution View Post
    Koi baat nahi maine jo likha woh Thanday Damagh say parho main janta hoon tum nai woh nahi parha jo maine likha bhai Quran aur Hadees ka tu inkar mat karo.
    hmm dono dehktay haan kaheen hmm dono hi ghalat na ho , apni apni jaga per ,kia khial hay , dono ko tanday dil o demag sey cheezain perhna chayeh
    teek hay na
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

    Comment

    • #62
      Re: bidat sey bachain

      Originally posted by Aanchal View Post
      is topic ko chalnay daian ...mujhay is topic kay baray main kuch info chaye the ...agar ham baat ko beech main choor daian gay to hamari knowledge main kesay izafa hoo ga :donno:
      koon kis cheez ko manta hai kis ko nahi hamye is say koi gharaz nahi honi chay lekan ham jis cheez ko mantay hain humye us kay baray main poori info honi chaye ....:) or isi leye main is topic pay baat karna chah rahi the ....:rose
      mere aik friend hai woh har cheez ko Bidat qarar daiti hai kay Quran main yeh nahi Hadees main yeh nahi to ham loog flan flan cheez kio kartay hain waghera waghera ........humye sahi ilm hoo ga to ham kisi ko jawab day sakian gay .....:)
      Net pay bhi kuch sites search ki hain is hawalye say woh bhi confirm karwana chahoun gee kay yeh sahi hawalye hain ?
      is topic pay baat karaian gay to kafi sawaal zehan main atay jaatay hian ...jo ham inshallah clear karna chaian gay ...or jo is pay baat karay to sirf knowledge main izafa kay laye karay warna mqsad sirf ghair zarori behas hai to is say guraiz karian ..or woh post delete kar di jaian .....kisi cheez kay baray main ilm hasil karna koi boori baat nahi hai ..larai jhgura sirf woh loog kartay hain jin kay paas kehnay ko kuch nahi hota :)...
      main is thread ko Behas o mubahisa main move kar daiti houn ..:rose
      Aslam-o-Alikum
      Attached Files

      Comment

      • #63
        Re: bidat sey bachain

        Originally posted by tauruskhan
        sukria
        thanx for this jowab
        now come key kia Allah insan key roop main aa sakta hay ya naeen
        yani kia Allah apna roop change ker sakta hay and insan ban ker dunia main aa sakta hay key naeen , ager naeen to kia is ka reference quran main hay key Allah insan naeen ban sakta halankey Allah her cheeze per kadir hay
        Allah Jo Cahey woh kar sakta.
        Quran main kahan Allah nai farmaya ke Mera Pyara Habib (saw) Jo farmai ga unn ki Books banai gi jinn ka name Bukhari, Mashkat, Muslim etc.. etc.. hoga ?
        Yeh baat tu Allah ke Ehkamat ke khilaf nah hoi ? :slap:
        Aur Jo BaadBakht Nabi (saw) ko apnai jaisa samajhte hain woh Hadees ke inkari hai.
        Muslim shareef main Hazrat Muhammad (saw) nai farmaya tum meri misl nahi kyon ki mera Rub mujhe khilata pilata hai.
        Unn logon per tum aitraaz kyon nahi kartay tum ?
        Sirf Isal-e-Sawab per kyon kartay ho?

        Comment

        • #64
          Re: bidat sey bachain

          Originally posted by tauruskhan View Post
          hmm dono dehktay haan kaheen hmm dono hi ghalat na ho , apni apni jaga per ,kia khial hay , dono ko tanday dil o demag sey cheezain perhna chayeh
          teek hay na
          :cc:
          Attached Files

          Comment

          • #65
            Re: bidat sey bachain

            *PLEASE READ EVERYONE*
            Attached Files

            Comment

            • #66
              Re: bidat sey bachain

              Originally posted by Revolution View Post
              :cc:
              per chuka hoon , accha reference hay for isaley swab
              still looking for its complete reference and sehat of this hadees

              lakin pata naeen ( bakool app ney demag kharab hay :)) tasali naeen ho rahi key Hazoor PBUH ney sadqay ka to kaha , per Quran Khani ka keeon naeen kaha , yeh to Hazoor PBUH key dor main ho sakti thee
              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

              Comment

              • #67
                Re: bidat sey bachain

                Originally posted by tauruskhan View Post
                per chuka hoon , accha reference hay for isaley swab
                still looking for its complete reference and sehat of this hadees

                lakin pata naeen ( bakool app ney demag kharab hay :)) tasali naeen ho rahi key Hazoor PBUH ney sadqay ka to kaha , per Quran Khani ka keeon naeen kaha , yeh to Hazoor PBUH key dor main ho sakti thee
                Read it...
                Attached Files

                Comment

                • #68
                  Re: bidat sey bachain

                  Originally posted by Revolution View Post
                  :cc:
                  Complete reference of your Hadees

                  Sahih Muslim book of Zakat
                  Chapter 15: GETTING OF REWARD FOR SADAQA FOR THE DEAD GIVEN ON HIS OR HER BEHALF
                  Book 005, Number 2196:

                  'A'isha said that a person came to the Apostle of Allah (may peace be upon him) and said: My mother died suddenly without having made any will. I think she would have definitely given Sadaqa if she had been able to speak. Would she have a reward if I gave Sadaqa on her behalf? He (the Holy Prophet) said: Yes. This hadith has been narrated on the authority of Hisham with the same chain of transmitters. And in the hadith transmitted by Abu Usama the words are:" She did not make any will," as it has been reported by Ibn Bishr, but it was not reported by the rest of the narrators.
                  Last edited by tauruskhan; 3 February 2008, 21:00.
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment

                  • #69
                    Re: bidat sey bachain

                    Originally posted by Revolution View Post
                    Read it...
                    meri baat naeen samjah abi bi

                    kia yeh aik esa amal naeen tha , jo key Hazoor PBUH bi ker saktay they ya atleast koi ker deta jis ko Hazoor ijazat dey detay
                    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                    Comment

                    • #70
                      Re: bidat sey bachain

                      Originally posted by Revolution
                      :slap: :slap: :slap:
                      thanx ab shayed ja ker baat app ko samj ai hay
                      key Allah her cheeze per kudrat rakhta hay , lakin apni shaan sey kam kaam naeen kerta
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment

                      • #71
                        Re: bidat sey bachain

                        Originally posted by tauruskhan View Post
                        meri baat naeen samjah abi bi

                        kia yeh aik esa amal naeen tha , jo key Hazoor PBUH bi ker saktay they ya atleast koi ker deta jis ko Hazoor ijazat dey detay
                        Jawab DO!
                        Attached Files

                        Comment

                        • #72
                          Re: bidat sey bachain

                          Originally posted by tauruskhan View Post
                          sorry meri waja sey app ki dil azari hoi , maqsad her giz yeh na tha
                          kindly is per bi rohsni daleen

                          key kia islam aik complete mazhab naeen
                          kia islam hazoor pbuh key zamney main complete naeen ho gia tha
                          itni acchi baat jis ko baad main islam main shamil kia gia , Hazoor PBUH key zamney main kia wo naeen ho sakti thee
                          kia us wakat murdoon ko swab naeen pohanchaya ja sakta tha through Quran khawani
                          ya Hazoor PBUH sey miss ho gai yeh baat , bad key logon ko pata lag gai

                          "mujeh in swalat key jowabat ney true meaning main is mozo per gud mud ker dia hay, keeon key wo explanation meray pass bi hay lakin main in ka jowab naeen dey saka "
                          tarus khan bhai chaleen jis tarah aap chahtay hain us tarah guftgu kar laytay hain likin khial rahay k aap k aik aytraaz bidat k ziman main aap nay kai aur aytrazaat bhi kardiye hain ab un sab ka jawab main aik sath naheen de sakta .
                          lehaza aap se guzarish hy k aap pehlay aik aytraaz warid kareen hum us par guftgu kartay hain jab wo clear hojay to phir baat agay bhary gi.
                          so aap bataiye k kaya mozu shuru karna hy main chahta hon k guftgu mery aur aap k darmian hi rahay is liye aap agar alg se yahaan par koi thred laga kar aik aik aytraaz kartay jaien to guftgu main maza bhi rahay ga aur parhany walon k ilam main izafa bhi hoga ..so bismillah kareen plz
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #73
                            Re: bidat sey bachain

                            Originally posted by aabi2cool View Post

                            Aabi bhai kia maine jo itna kuch likha woh uss ke sub aitraazat ka jawab nahi ?
                            Abb uss ka damagh kam nahi kar raha tu kia ho sakta hai.
                            Uss nai tu Quran-o-Hadith ka bhi inkaar kar dia.
                            Choor dain ussay yeh purani nasal hai.

                            Comment

                            • #74
                              Re: bidat sey bachain

                              Originally posted by Revolution View Post
                              Aabi bhai kia maine jo itna kuch likha woh uss ke sub aitraazat ka jawab nahi ?
                              Abb uss ka damagh kam nahi kar raha tu kia ho sakta hai.
                              Uss nai tu Quran-o-Hadith ka bhi inkaar kar dia.
                              Choor dain ussay yeh purani nasal hai.
                              Aslam o alykum bhai sab se pehli baat to ye hy k aap apni baat karnay ka andaz theek kareen kionk jis tarahse aap baat kar rahay hain wo koi qabil e qadar tareeka naheen hy wesay bhi aap ka kaam haq baat pohncha dena hy manwa dena ALLAH ka kaam hy .aur quran paak main ALLAH paak farmaty hain k aap in ko ahsan tareeky se haq ki taraf bulain...ummeed hy aap mera point samjh chukay hongay. shukriya:rose
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              • #75
                                Re: bidat sey bachain

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                Aslam o alykum bhai sab se pehli baat to ye hy k aap apni baat karnay ka andaz theek kareen kionk jis tarahse aap baat kar rahay hain wo koi qabil e qadar tareeka naheen hy wesay bhi aap ka kaam haq baat pohncha dena hy manwa dena ALLAH ka kaam hy .aur quran paak main ALLAH paak farmaty hain k aap in ko ahsan tareeky se haq ki taraf bulain...ummeed hy aap mera point samjh chukay hongay. shukriya:rose
                                I am sorry Aabid bhai.
                                Hadayat tu Allah nai daini hai maine apna farz adda kar diya abb koi manai ya nah manai humain kuch laina daina nahi.
                                Per tauruskhan ko howa kia woh jawab nahi dey raha humaray sawalat ka.
                                Well sorry again main thora sa Gussa kar gaya tha ainda nahi hoga thanks ke app nai meri Islah farmai.
                                Allah app ko jazai khair atta farmai.
                                Waisay tu tauruskhan jaise logon say humara roz wasta parta hai per :donno: iss dafa mujhe gussa kyon ayya.

                                Comment

                                Working...
                                X