Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bidat sey bachain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: bidat sey bachain

    Aslam o alykum respoected ALL respected members:rose
    ab meri arz ye hy k is masla par koi bhi khuch mat kahay.
    main nay pehly bhi tarus khan sab ko samjhaya tha likin wo meri bat naheen manay kion k un ki adaat hy k koi na koi masla jaysa un ki apni samjh main aata hy pehly cheer laytay hain phir bad main un k pass koi dalil naheen hotay aur phir jab un ko dalil diye jaien to idher udhar ki hankna shuru kardety hain ....
    hamary pegham ki yahaan policy naheen k ikhtilafi masail ko chira jay isi liye kabhi is kisam k masail par yahaan ziyada behas naheen hui laikin agar kisi ko shoq hy k wo bidat k mozu par baat karna chahta hy to behaso mubahisa section main akar aam ijazat hy k is mozu par mery sath baat karlay..
    shukriya:rose
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #47
      Re: bidat sey bachain

      Originally posted by aabi2cool View Post

      waalaikumasalam...
      aise hi aik artical parha inhi dinu tu share karr rahe hain...
      Attached Files

      Comment

      • #48
        Re: bidat sey bachain

        Thank you ummid for your workout

        Allah hum sub ko hadayat de, aur hamari rehnumai fermaye...aameen
        :thmbup:

        Comment

        • #49
          Re: bidat sey bachain

          shukriya ummeed sister aap nay bohat maloomati mazmoon shar kiya aur is kisam k senkron mazameen yahaan par shar kiye jasakty hain magar haq ko mannay walon k liye ye aik hi kafi hy jazak ALLAH:rose
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #50
            Re: bidat sey bachain

            Originally posted by ummid View Post
            waalaikumasalam...
            aise hi aik artical parha inhi dinu tu share karr rahe hain...
            :SubhanAllhaa::jazak:kia baat hai app nai tu inn logon ko zabardast Jawab dia app say Guzarish hai app yeh Islam Section ke Mazameen main post kar dain takey baqi logoon ko bhi parnai ka Mauqa mill jai.
            Sahi kaha Samajhdar ke liye Ishara he kafi hai :thmbup:

            Comment

            • #51
              Re: bidat sey bachain

              Originally posted by aabi2cool View Post
              Aslam o alykum respoected ALL respected members:rose
              ab meri arz ye hy k is masla par koi bhi khuch mat kahay.
              main nay pehly bhi tarus khan sab ko samjhaya tha likin wo meri bat naheen manay kion k un ki adaat hy k koi na koi masla jaysa un ki apni samjh main aata hy pehly cheer laytay hain phir bad main un k pass koi dalil naheen hotay aur phir jab un ko dalil diye jaien to idher udhar ki hankna shuru kardety hain ....
              hamary pegham ki yahaan policy naheen k ikhtilafi masail ko chira jay isi liye kabhi is kisam k masail par yahaan ziyada behas naheen hui laikin agar kisi ko shoq hy k wo bidat k mozu par baat karna chahta hy to behaso mubahisa section main akar aam ijazat hy k is mozu par mery sath baat karlay..
              shukriya:rose
              is topic ko chalnay daian ...mujhay is topic kay baray main kuch info chaye the ...agar ham baat ko beech main choor daian gay to hamari knowledge main kesay izafa hoo ga :donno:
              koon kis cheez ko manta hai kis ko nahi hamye is say koi gharaz nahi honi chay lekan ham jis cheez ko mantay hain humye us kay baray main poori info honi chaye ....:) or isi leye main is topic pay baat karna chah rahi the ....:rose
              mere aik friend hai woh har cheez ko Bidat qarar daiti hai kay Quran main yeh nahi Hadees main yeh nahi to ham loog flan flan cheez kio kartay hain waghera waghera ........humye sahi ilm hoo ga to ham kisi ko jawab day sakian gay .....:)
              Net pay bhi kuch sites search ki hain is hawalye say woh bhi confirm karwana chahoun gee kay yeh sahi hawalye hain ?
              is topic pay baat karaian gay to kafi sawaal zehan main atay jaatay hian ...jo ham inshallah clear karna chaian gay ...or jo is pay baat karay to sirf knowledge main izafa kay laye karay warna mqsad sirf ghair zarori behas hai to is say guraiz karian ..or woh post delete kar di jaian .....kisi cheez kay baray main ilm hasil karna koi boori baat nahi hai ..larai jhgura sirf woh loog kartay hain jin kay paas kehnay ko kuch nahi hota :)...
              main is thread ko Behas o mubahisa main move kar daiti houn ..:rose
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #52
                Re: bidat sey bachain

                Originally posted by ummid View Post
                waalaikumasalam...
                aise hi aik artical parha inhi dinu tu share karr rahe hain...
                sorry bahi app ka post shuda material kuch samj naeen aya
                dua ki baat kertay kerty kehta hay key neez Quran khwani sey murdon ko swab pohancta hay
                People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                Comment

                • #53
                  Re: bidat sey bachain

                  Originally posted by Revolution
                  Jawab DOO!!!
                  bahi , ager dosray ghalat ker rahey hoon to kia hamara ghalat kam teek ho jaey ga
                  People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                  Comment

                  • #54
                    Re: bidat sey bachain

                    Aslam-o-Alikum!
                    Friends mera Maqsud Firqa Bazi nahi maine jo likha Haq aur Such Likha abb App Manai ya nah manai mujhe koi farq nahi parta par haq tu haq hai na.
                    JARI HAI AGLAY PAGE PER BAQI ATTACHMENTS DEKHAIN...
                    Attached Files

                    Comment

                    • #55
                      Re: bidat sey bachain

                      Originally posted by Revolution View Post
                      Aslam-o-Alikum!
                      Friends mera Maqsud Firqa Bazi nahi maine jo likha Haq aur Such Likha abb App Manai ya nah manai mujhe koi farq nahi parta par haq tu haq hai na.
                      app ney jitni quote ki haan wo bi dua ki haan
                      transfer of swab ki naeen

                      quran perhnay ka swab transfer
                      start sey main yahi keh raha hoon dua sey inkar naeen , is tarah ki aur bohat si haan meray pass bi lakin transfer of dua ki naeen mil rahi

                      check out again
                      People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                      Comment

                      • #56
                        Re: bidat sey bachain

                        Meri last post ka Part: 2
                        Attached Files

                        Comment

                        • #57
                          Re: bidat sey bachain

                          Originally posted by tauruskhan View Post
                          app ney jitni quote ki haan wo bi dua ki haan
                          transfer of swab ki naeen

                          quran perhnay ka swab transfer
                          start sey main yahi keh raha hoon dua sey inkar naeen , is tarah ki aur bohat si haan meray pass bi lakin transfer of dua ki naeen mil rahi

                          check out again

                          Yaar maine Sabit kar dia ke Isal-e-Sawab Jaiz hai aur Zaroori hai abb tumhara Damagh Kharab hai tu meray pass iss ka koi hall nahi.
                          Kia kisi aur key Zehan main abb koi shakh hai ke maine jo likha iss ke baad bhi abb Aisal-e-Sawab par aitraaz karna cahiye ?

                          Comment

                          • #58
                            Re: bidat sey bachain

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            mash ALLAH khan sahab aap to farma rahay thy k aap ko is mozu par maloomat naheen is liye main koi ayat ya hadeeth bayan kar k aap k ilam main izafa farma don laikin ab aap farma rahay k aap ko ye dalail sab pehlay se maloom hain?
                            acha agar in dalil main quran o sunnat naheen hay to phir aur kaya bayan kiya gaya hy aur aap nay jo bidat bidat ki rat lagai hui hy aap nay kon sa aik bhi hadeeth peesh ki hy k quran khani bidat hy?
                            aur han abhi to dalail k aghaz hua hy aap abhi se ghbra gay abhi aagay aagay dekhiye hota hy kaya .
                            main naheen chahta tha k is mozu ko chera jay magar afsoos k aap baz naheen aay.
                            sorry meri waja sey app ki dil azari hoi , maqsad her giz yeh na tha
                            kindly is per bi rohsni daleen

                            key kia islam aik complete mazhab naeen
                            kia islam hazoor pbuh key zamney main complete naeen ho gia tha
                            itni acchi baat jis ko baad main islam main shamil kia gia , Hazoor PBUH key zamney main kia wo naeen ho sakti thee
                            kia us wakat murdoon ko swab naeen pohanchaya ja sakta tha through Quran khawani
                            ya Hazoor PBUH sey miss ho gai yeh baat , bad key logon ko pata lag gai

                            "mujeh in swalat key jowabat ney true meaning main is mozo per gud mud ker dia hay, keeon key wo explanation meray pass bi hay lakin main in ka jowab naeen dey saka "
                            People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                            Comment

                            • #59
                              Re: bidat sey bachain

                              Originally posted by Revolution View Post

                              Yaar maine Sabit kar dia ke Isal-e-Sawab Jaiz hai aur Zaroori hai abb tumhara Damagh Kharab hai tu meray pass iss ka koi hall nahi.
                              Kia kisi aur key Zehan main abb koi shakh hai ke maine jo likha iss ke baad bhi abb Aisal-e-Sawab par aitraaz karna cahiye ?
                              sukria
                              People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

                              Comment

                              • #60
                                Re: bidat sey bachain

                                Originally posted by tauruskhan View Post
                                sukria
                                Koi baat nahi maine jo likha woh Thanday Damagh say parho main janta hoon tum nai woh nahi parha jo maine likha bhai Quran aur Hadees ka tu inkar mat karo.

                                Comment

                                Working...
                                X