Re: VIEWS: Inqilab Ki Zaroorat Hai!
Originally posted by Xenya
View Post
Aap ki baat ka jawab mein iss ziman yehi kahoon gee k ...shayd kisi nay b meri first thread ko ..
.Ghore se nahi parha ..ya shayd mera idea convey karnay ka andaaz sahi nahi...
.meiri kisi b baat mein tazadd nahi ..mein nay masood Sahib ko yeh kaha tha k aap k likhnay k mutaabiq ..
Tu aaj agar hitlor hota tu yehi zuban use karta yani GOLI ki zuban ....
magar mein Masood sahib k topic ko ya Concept ko ....Positive leytay howay
Magar onn NAM NIHAAD pakistani RehnaumAoun k KARTOOT ko samnay rakhtay howay .......
yehi kaha k onn k chehroun se niqab otha deyna chahiyay ..hamaray loagoun k zehnoun mein inqelab
lanay ki zaroorat hai...aur osi soorat mein hai k aap AWAAM onn ko dubara na chunein..................
Iss per kisi ek bahi sahib nahi ISLAM k zikar ko bech mein laya ....jo aap janti hein aaj kal kia har door mein
Loag kisi b Topic ko close karnay ya aglay ka Munh band karnay k liyay ISLAM ki baat kartay hein .
.cha-ahy wo khud iss baray mein janein k nahi .....
WO YEH KEH K ALLAH KI QASAM JISS HAKOOMAT MEIN MERAY
PIYARAY NABI ( SAW) KI SUNAT NAHI WO HAKOOMAT YA MULK KABHI NAHI TARAQQI KAR SAKTA ....
Xenya dear kia! mein yeh nahi janti ..kia mein muslim nahi.... kia...mein islam ki history se bilkul na balad hoon? ..
jiss ka subject hee ISLAMIC HISTORY raha ho jiss nay Arabic mein ISLAMIC HISTORY k Novels ko as TEXT COURSE parha ho ..
jiss nay College ki 4 sala education mein ISLAMIC STUDIES ka subject parah ho jiss nay Fiqh ko parah ho ..........
Jis nay Alhamdolillah Practical Life mein jo b as a MUSLIM oss se ho sakta ho literature parah aur suna ho ....
WO yeh nahi jaan sakay ga k hamari zindgee ka koi b amal.......SEERAT uL NABI se Alag reh kar mumkin hai hee nahi ....
Yeh tu siyasat ki baat hai na..hum normal life mein, relationship mein dealings mein ...khana khanay ...
sonay jagnay har cheez mein SUNAT-e Rasool ko agar Follow nahi karein gay tu hum iss duniya mein b naakam hein aur
Aakhrat k haal tu Allah hee behtar janta hai .....
How Can I deny ......ISLAM in any thing in my life...
( NAOZUBILLAH MIN ZALIK)
Magar mein nay onn se sirf itna kaha k aap Iss siyasi topic ko filhaal islam se alag rakhein ..Kion k ...
Yeh baat iss TOPIC Ko mazeed Complicated baana sakti hai ....tabhi mein nay yeh add kai k islam is also one MAN's RULE ...
jahan tak Mushawarat ki baat hai ..tu aaj k jo dictators hein like in our country EVERY ruler is a Dictator .... Onn k kitnay
MUSHEER hotay hein ..aur wo yeh keh saktay hein k ji hum nay mushawrat se hakoomat banaai...aur wo khud se tu kuch b nahi
kar saktay and kabhi kabhi yehi musheer ONN HUKAAM ko ley doobtay hein .....
hamaray mulk mein agar deykha ja-ay tu sirf aik party hai ....JAMA`at-e Islami jiss mein har 4 saal mein mushawrat se aik rehnuma chuna jata hai
ta k wo apni party ki zimawaari ko achay se chala-ay .. aur islamic nizam ko chalanay ki koshish karay...
Jhamooriyat ka concept wahi hai ....Jo Abraham Lincoln nay ....kaha tha k ....
"democracy is a government "of the people, by the people, and for the people."
BuT ISLAM has a Different View..!

Comment